Assalam walekum pyare doston main ummid karta hun keh aap sab khairiyat se honge aur trading mein main profit kama rahe honge. Main aaj aapko Euro currency ke metallic batana chahta hoon. Is waqt jodha 1.1972 harkat kar raha hai. Jo ke bahut ziyada keemat hai. Jaisa ki aap sabko pata hai ke coronavirus ki vaccine taiyar ho chuki hai hai aur December ke pahle mahine mein iski sale shuru hone wali hai jisse a market main main Tera Ho jaega aur aur EURUSD currency pair bhi apni kimat per wapas niche a jaega. Main ummid karta hun keh ye agly aik mah mein 1.1600 nechy ki tarf harkat karega next ek mahine Tak. Iss liay mein sir sell trade ka hi mashwra deta hun. Shukria
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим