aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?
    dear forex markeet aik aisa business hay jis main kaam kartay hwuay hamain agar aik baar achi eanring milty hay to next lamahay hamara is main kaam kartay hwuay isko agar ham chornay ka faisla kartay hain to kia ham isay chornay main kamyb ho skatay hain ya phir ham is main kaam kartay hwuay phir kabhi bhi aisa nai kar saktay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

    Ham Agar Forex Mein trading Karte Hain To Kuchh Jyada profit trading earn karne ke bad market ko leave kar dete Hain yani Chhod Dete Hain Kyon Ke unhen yah Dar Hota Hai ke unhone jitni bhi earning Ki Hai Forex trading se vah loss Mein Na Chali Jaaye aapko chahie ki aap Forex trading se related knowledge aur information Hasil Karen Taki aapko Forex trading Mein loss Na Ho Aur aapki earning double ho jaaye

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

      Jab humy acha profit mil jay or humara daily ka traget pura ho jay to humy to market ko chor dana chae ha or rest karna chae ha q k market daily moqa dati ha or bar bar dati ha humy market k pechy ni Jana chae ha balky sahe point sy entry ka wait karma chae ha ta k humy ziada loss na ho or hum log behtar trading kar saken
      • #4 Collapse

        Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

        Dear friend forex trading men jin logon ko acha profit mil jata hey woh kabi bhi forex trading ko nhi chorhtay kiun k forex trading men jin logon ko musalsal loss hota hey woh hi forex trading ko chor jatay hen jin logon ko acha profit mil jata hey unn men mehnat ka jazba ziyada ho jata hey iss liay woh pahlay se ziyada mehnat kartay hen
        • #5 Collapse

          Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

          dekhiae ham jab achcha profit hasil karte Hain to achcha profit hasil Kar ke market se leave kar dete hain lekin hamesha bilkul bhi nahin karna chahie bahut chahte Hain ki unka loss ho aur vah ho chahte Hain ki hamari double ho jaayeISI vajah se vah apna market chali d leave lekin hamen success hasil karne ke liye aisa bilkul bhi nahin karna kyon ke tumhare liye success ke liye lazmi hai ki ham apna work bhi continue rakhe aur Forex trading bhi continue rakhta hai ki ham ismein acchi earning aur acchi kamyabi hasil Karen
          • #6 Collapse

            Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

            Helo dear friend ap nay bht he acha question kia hi dekhen trading aik loss plus profit business hi is main proft k sath sath loss bhi hota rehta hi ager ap ko trading krty wakt profit howa to ap munadib proft gain kr kr trade closs kr den ku keh ziada profit ki lalich main ap loss main ja skty hin likin agrr ap analysis main best hin aur apko yakin hi keh hamen filhal apni trade ko hold krna chahiay to ap trade na choren balky usy hold rakhen likin is main risk ho skta market kabhi bhi opposite move kr skti hi ap ko loss ho skta hi is liay apna market analysis strong banaen aur ager apko loss ho raha hi to trade band kr den ku keh ap is wait nain na bethy rahen k market dobara apni postion main wapis aey gi is main loss k mazed chances ziada ho skty hin aur acount wash ho skta hi is liay apko careful ho keh trading krni cahhiay na keh greedy ho kar
            • #7 Collapse

              Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

              Dear members Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aapane bahut hi Achcha topic Hamare Sath share Kiya Hai. Jab Ham Ek Dafa profit Hasil Kahate Hain To Hamen market Ko chorna Nahin chahie vah Hamare liye bahut hi Mushkil ho jata hai isliye Hamen apni -Learning per focus karna chahie, aur hardworking ke sath Jab Ham kam Karenge To Hamen kamyabi milegi gi Forex Mein loss ho jata hai lekin aapko pershan Nahin hona chahie balke hardworking ke sath kam karna chahie tab hi aap Kamyab Honge.
              • #8 Collapse

                Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

                Assalamoalaikum!
                Dear member trading aik business ha aur business mn profit and loss dono situations ko face krna prhta ha. Koi bhi business ho apko profit ho usmn to us k bd ap usy chor to nai daity. Hmn chye k humn jb profit ho aur achi earning ho to us k bd b trade jaari rkhn market ko leave na kren.market k bary mn knowledge aur information gain kren ta k hum dubra profitable trades lga skn. Hamesha market ka analysis kr k trade lgaen shortcuts k chkr mn na prhn
                • #9 Collapse

                  Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

                  Assalamu Alaikum dear friend Amit karta hun Sab khairiyat se Honge dear friend Ek Bar profit Achcha game karne ke bad market ko chhodana Aise hota hai Jaise Hamen Kisi Pyare ka bichhadna hota hai isiliye Ham kam ho Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

                    Yes dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading mein agar Humko Achcha profit ho jata hai to Uske bad Humko foreign market Mein exit kar lena chahie Kyunki Jab Ham market Mere cprofit Hasil karte hain aur uske bad Dobara market mein enter Hote Hain To ismein Humko bahut jyada nuksan ho sakta hai Kyunki Ham lalach karte hain aur Hamare liye yah bahut jyada problem create kar sakta hai Jab aapko market Mein Ek reasonable profit Ho Jaaye to Uske bad aapko immediately market se exit kar lena chahie aur uske bad apni amount Kobita karvana chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

                      Assalamu Alaikum!
                      Dear forex members. Ji han bilkul apny bilkul theek kaha ky ik bar acha profit hasil ho jye tw hamy market ko chorna nai chahye. Hamy chahye ky hum sabar aur soch samj kr trade open krni chahye. Hamy jaldbazi bilkul bi nai krni chahye nai tw bahut loss hony chances zaida ho jaty hain. Ik bar acha profit hasil ho jye tw wo pahly withdraw kra lena chahye ise se pahly ky hum lalach main parh kr jo bi wash kr baithy.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: aik baar achay profit k baad markeet ko chorna kaisa hay?

                        Jab ik bar profit ho jaw na to hum ko dill ni kerta k us business ko skip kery agr ap chaty hy k hum kud ko success kery to hum ko monhat se work ker na ho gaw

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X