Trade lgaany ka aik new treeka.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lgaany ka aik new treeka.
    Assalamu Alaikum dear forex members. Mere dimagh mein ek Naya tarika aaya hai trade lagane ka. Agar Ham kisi trade ko usi waqt buy mein bhi laga dete Hain aur loss mein bhi laga dete Hain to aise hamare balance per jyada effect nahin hoga . jo trade profit mein ja rahi hogi use Ham munasib profit hasil krny k baad bad stop kar denge aur dusri Trade ke wapas aane ke liye intezar karenge. is tarah Ham ek trade se a to profit hasil kar lenge aur dusri trade jab dobara apni normal condition mein wapas aaegi to use close kar denge is tarah ham profit hasil karne ke kabil ho sakte hain . aisa mera khyal hai aap log kya kahenge is bare mein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

    Acha idea ha aur esko ham ne aazmaya bhi ha. lekin es tarah karne se baaz awqaat trade phans jati ha aur loss he hota ha. lehaza analysis kar k trade lagain aur one sided trade laga kar us se profit hasil karain.
    • #3 Collapse

      Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

      Tareka to sahi hai lekin agar loss ziada ho gya to profit ki bjaye loss m chaly jaen gy. Lihaza hamen achi trah analyze kr k trade krni chahaye. Apka idea kisi had tak thek hai lekin mere khial se constantly esi method say trade nhi ko ja skti.baki seniors apni raye din main abhi forex m new hun.
      • #4 Collapse

        Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

        Forex mein agar trade kerni hai tou iss kay lye logmukhalif tareeqay istemaal kertay hain lakin agar aap trade laganay sae pahele market kay analysis ker lain tou aap zayada kamyab hoon gaye agar hum kisi trade ko usi waqt buy mein bhi laga dete hain aur loss mein bhi laga dete Hain tou aisay humaray balance per zayada effect nahin hoga jo trade profit mein ja rahi hogi ussay hum munasib profit hasil kernay kay baad stop kar dain gaye aur dusri trade ke wapas aane ke liye intezar kerain gaye iss tarah hum aik trade sae tou profit hasil kar lain gaye aur doosri trade jub dobara apni normal condition mein wapas aye gi tou ussay close kar denge is tarah hum profit hasil kernay kay kabil ho saktay hain iss lye jub bhi forex mein trade kerain tou market kay analysis zaroor kerain tub hi aap ko kamyabi milay gi
        • #5 Collapse

          Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

          Assalaam o alaikum forex forum main profit hasil karna bahot mushkil hay hamain demagh ka estamaal karna hay oar trading main aoni experts say seekhna hay mere bhai ki baat theek hay trading main bahot ziyaada treeky hain jin say ham profit gain kar sakty hain forex forum main kaamvkarna koi asaan kaam nahi ham ehtiyaat say achha profit kama sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

            Assalamu alaikum dear members main aapse periods song aaj Ham baat karenge ke rate ko lagane ka ek Naya idea aaj Ham janenge ki nahin tarike se kaise train ko lagaya ja sakta hai ji aapane bilkul sahi baat ki kya kar main client ko shaadi dusre trade gadi to hamen ek mein profit hoga jab tak apni clear karke apni aisi halat mein wapas aaegi to hamen usko close kar dena chahie lekin is aisa bhi ho sakta hai kya double trade mein nuksan ho jata hai aur market bahut teji se moment kar rahi hoti hai jiski hamen achanak samajh nahin aati hai yah aapko double laws bhi ho sakta hai isliye kasam ki harkat na kren market karnal ise karke hi trade lagaen
            • #7 Collapse

              Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

              Dear AP Jo tareqa Bata rahy ho is sa har dafa profit nahi hota kabhi kabhi market jaldi wapis apni position par nahi ati or wo agy jati rehti ha or loss bharta jata ha is liyea proper analyse k bad hi trade ko open karna chahiyea
              • #8 Collapse

                Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

                Ye triqa new nahi hai brother. Isko hedging kaha jata hai but ye method account ko wash hone se bachatay hain. Aur isko tab use krtay hain jab apki trade loss mein ja rhe ho aur apko idea ho jae k Trade mazeed neechy yani loss mein jae gi to aap apni trade k opposite ek aur trade lagaen gy jo trend k according lgay gi aur wo trade jab aap ko profit degi aur doosri utna e loss dy rhe ho gi is trah apka account wash nhe hoga bul'k Lock ho jae ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

                  Assalamu Alaikum Umeed karta hun Tamam log khairiyat se Honge aur Hamara joke Western hai Pucha gaya hai ki koi aisa new Tarika trade lagane ka bataen jismein fayda ho according to my think Agar Ham trade Kisi mahsus think per Is Tarah Se lagaen ke Ek tradeco Sal per bhi Laga De aur bye Paar bhi Tu Agar Kisi e Agar Usi think ki price Mein hoga to buy wali tradeshow Hogi jisse Hamen prapt Hasil Hoga Agar Kisi chij Ki price down Hogi to sell wali e trade show Hogi Ji Se Hamen fayda hoga ya FIR Teesri condition Jay bhi ho sakti hai Na fayda Hoga aur na hi nuksan Jani Na prapt Hoga Na last Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

                    trading kerna chahty hain tou us k liye humen is mein trade kerny k methods ko bhi lazmi avail kerna chahiye is mein humen kabhi bhi apny work ko non serious nahi lena chahiye blky humen regular work kerna chahiye kuen k agar hum is mein regular work kerty hain tou humen is mein kaam kerny kmein bohat zeada asani ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

                      ji bilkul train lagane ke new tarike bahut hi jyada hote hain lekin hamen apna vahi tarika istemal karna chahie jisse Ham achcha taraf hak Hasil kar sake jiski vajah se Ham bahut tej achcha profit ke sath kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

                        walikum aslam esa kuch ni hy apne dono side trade laga li our jis main profit aya tu apne wo close kar li our loss wali agar wapis na ai our markit lambi chalni hoi tu phir kia karo gy es say acha ap markit ko analiyse karo our moment ko dekh ky lots lagao our stop loss use karo ek do bar galat hogi phir apko samaj ajy gi ky moment kahan change hoti hy wahan ap lots laga ky profit le sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

                          Dear mate aaisa kar kay ap apna he account hogh risk per dal dyty hain ku kay market ke Movment ko koi limit nahi hoti hai is liya ap ko chaye ka ap ager aisa trade lgaty hain toh loss wali Trade ko closs karein or Profit ko grow karny per Focus kiya krein jaab ap apna Profit Earn krny main Focus karty hain or loss ko kam karny main Focus karein gay toh aap acha profit earn kar sakty hain is liy ap ko chaye ka aisa account main Aise trade na lgayn jaab tak aap ka Analysis strong na Ho ager aap ka Analysis Strong ho ga toh aap achy say market main Ak e tarde lga kar profit earn kr sakty hain.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

                            Pak mein agar trade kerni hai tou iss kay lye logmukhalif tareeqay istemaal kertay hain lakin agar aap trade laganay sae pahele market kay analysis ker lain tou aap zayada kamyab hoon gaye agar hum kisi trade ko usi waqt buy mein bhi laga dete hain aur loss mein bhi laga dete Hain tou aisay humaray balance per zayada effect nahin hoga jo trade profit mein ja rahi hogi ussay hum munasib profit hasil kernay kay baad stop kar dain gaye aur dusri trade ke wapas aane ke liye intezar kerain gaye iss tarah hum aik trade sae tou profit hasil kar lain gaye aur doosri trade jub dobara apni normal condition mein wapas aye gi tou ussay close kar denge is tarah hum profit hasil kernay kay kabil ho saktay hain iss lye jub bhi forex mein trade kerain tou market kay analysis zaroor kerain tub hi aap ko kamyabi milay gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade lgaany ka aik new treeka.

                              doston hamen orix mehandi lagakar kam karna chahie aur hamen is per tricks use Nahin Karni chahie kyunki tricks hamesha nuksan deti Hain hamen is per mehnat aur Dil lagakar kam Karke achcha experience or knowledge hasil karna chahie aur FIR trade Karni chahie kyon kya kar raha Forex mehndi laga kar kam karenge aur mehnat se kam karenge to inshallah hamen is se acchi earning aur knowledge hasil Hoga aur ham ismein kamyabi se kam Karke achcha profit hasil kar sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X