practice makes a man perfect

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    practice makes a man perfect
    ye sentence to apne suna e hoga members.. koi b kam ho usme apko practice chhahiye e hoti hy jitni xiada practice krain gy ap utnaa xiada kamyab hony k chances hoty hain r forex me to phr knowledge r practice dono chahiyee hoty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: practice makes a man perfect

    Yes hmain BHT ziada practice kar k khud ko kamyab trader bnana h agar ham log continously mehnat kreinto ham log BHT ziada kamyabi k sth Kam Kar skty Hein to ham log upar ja skty Hein yeh hmary liay BHT ziada zarori h or hmain isko mind m rakhna h
    • #3 Collapse

      Re: practice makes a man perfect

      Forex Trading me practice se hum perfect kaam karte hen.forex trading me zyada knowledge, experience aur trading skills ko hasil karne k leye ziada se ziada practice karni chaheye. Hamen ye buisiness tab hi mala mal kar sakta hai jab bhi hum is buisiness se sahi mano me kaam karenga. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai. Forex Trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q k hum is se apni ghaltion pe control karte hn. Demo per practis aapki acchi earning ka sabab Ban sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: practice makes a man perfect

        dear i realy like your post practice makes a man perfect . prectice k bina hum koi bhi kam nai nai kar sakty . forex py parctice karny keliye hummen sub sy pehly demo aconut py practice karne chaheye tak k hum kam k bary man learn kar saken . hum gitni ziada practice karen gy humen utna ziada knowledge hasil ho ga . our hum achy trader ban saken gy .
        • #5 Collapse

          Re: practice makes a man perfect

          Yes dear friend practice makes a man perfect forex trading main is line ki bht ziada importance hi ager ap is main kafi ziada practice krty hin to experience increased hota hi aur proft hota hi practice krny say hamri kam main dilchaspi ziada hotihi aur ham shaok piada hota hi kam krny ka forex trading ki practice krny k liay hamen demo acount use krna chahiay aur us pay practice krni chahiay tbhi ap kamyab forex trader ban skty hin to apni practices jari rkhen aur apny kam main perfection gain kren aur Market main aik achy trader k tour par enter hun phir kamyabi ap k smny hogi ap kitna ziada practice kren gay apki skils main izafa hoga aur ap agy barh sken gy
          • #6 Collapse

            Re: practice makes a man perfect

            Salaam dear member g han ap ny bilkul thek kaha hai k prectice he aik insan ko prfect banati hai dear member kioun k prectice sy pehly aik insan k pas kuch knowledge nahi hota hai jis sy aik insan kisi bhi kam main kamyab nahi ho sakta aur dear member prectice he insan ko kamyabi ki traf ly k jati hai aur aik insan ko himat deti hai k kisi bhi kam main nuksan hony ki surat main kam ko give up nahi krna chaye tou dear member forex ko join krny k bad hamen yeh facility provide ki gai hai demo account jis py hum jitni zyada prectice kr k kam kren gain utni he zyada hamen acha bounes mily ga aur hum apni trding main acha profit hasil kr skaty hain dear member forex business main successful hony k liye demo account sb sy best hai ..thanxx
            • #7 Collapse

              Re: practice makes a man perfect

              assalamu alaikum dear Forex member ji bilkul aap sahi kah rahe hain practice Make a man perfect agar Ham chahte Hain ki Ham Forex trading mein successful ho sake aur ham achcha weekly profit hasil Karen to hamen is per Amal karna hoga aur hamen jyada se jyada practice karni hogi Ham practice karke hi ek perfect trader Ban sakte hain kyunki without practice Ham kabhi bhi Forex trading mein successful nahin ho sakte isliye hamen chahie ki hamen daily jyada se jyada practice karke apne experience aur knowledge increase karna chahie jitna acche experiences or knowledge hoga itne hamare liye Forex trading mein work karna easy hoga aur is tarah Ham bahut achcha weekly profit hasil kar sakenge...
              • #8 Collapse

                Re: practice makes a man perfect

                G han forex trading men practice hi trader ko perfect trader banati hey aur forex trading men practice k liay demo account ki behtreen facility avail hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay demo account ko serious ley kar practice karen aur koshish karen k demo account ko real account samaj kar practice karen tu acha trading experience hasil hota hey jiss ki waja se real trading men kamyabi k ziyada chances hotay hen
                • #9 Collapse

                  Re: practice makes a man perfect

                  forex mein hum jitni practice keren gy humen is mein utna he faida ho ga kuenk practice har insan ko perfect bena deti hai isi liye forex mein demo account bhi rakha hua hai k hum is mein kaam ker k train ho jayen aur phir real account par kaam ker lein lekin humen pehly small scale par kaam kerna chahiye aur phir baad mein humen large scale par kaam kerna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: practice makes a man perfect

                    Assalamu alaikum
                    Ji han aapane bilkul theek Kaha practice hamen bahut fayda deti hai duniya mein Agar hum koi bhi kam karte Hain to iske liye acchi practis aur knowledge ki jarurat Hoti hai tab jakar vah kam achcha hota hai isiliye agar aap install axios karte Hain to iske dam account per jakar jyada se jyada practice Karen aur achcha experience hasil Karen kyon ke agar aap practice Nahin karenge to aapko loss Hoga aur agar aap practice karenge to aap ek acche trader aur businessman ban sakenge kyunki practice makes a man perfect
                    • #11 Collapse

                      Re: practice makes a man perfect

                      ji han bhai bilkul aapane sahi kah foxboro mein Ham bahut jald kamyab ho sakte hain aur ham ismein jitni jyada mehnat karenge itna jyada mein fayda hoga isliye main chahie kya knowledge experience a kam Kare aur jyada se jyada practice Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: practice makes a man perfect

                        bilkul apki bat durust hai dear member forex market mein bhi practice karne se hi knowledge milta hai is liye humko forex market pe knowledge gain karne ke liye har dum practice karni chiaye posting ke bad is pe bhi time invest karna chaiye takay ap demo account pe trade laga kar apni practice jari rakhy or jab real account bhi trading karne mein apko asani faida ho jab apko achy signal milta hai profit pair ka to ap trade opne karke acha earn karne mein kamyb ho sakay ye sub mehnat se mumkin hai mehnat mein azmat hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: practice makes a man perfect

                          Yes dear 🤗 hamen practice perfect banao sakti hai kyon ke ham jitni jyada practis karte hain hamen pata nahin jyada fayda hota hai aur ham utna hi jyada knowledge or experience hasil karte hain aur knowledge or experience hi hai jiski vajah se ham ismein kam karte hain aur jaisa ke agar hamare pass jyada knowledge aur jyada experience a jata hai to ham Forex trading ke best member aur perfect member ban jaate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: practice makes a man perfect

                            G blkul sai kaha hy ap ny k ptactice makes a men perfect . Blkul sai kaha gya hym insan jitni zeafa practice kry ga us k qadam kamtabi ki traf utny hi zeada jaen gy. Is leay ap ko hard work krna chaheay. Tbhi to ap kamyab ho paen gy. Har wo kam.jo ap emandari sy kren gy ap us me zaroor kamyab hn gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Practice Makes a Man Perfect


                              1. Tehqiqat ki Ahmiyat
                              Aaj kal ki duniya mein har kisi ko yeh samajhna zaroori hai ke mehnet aur riyaaz se hi behtareen hasil kiye ja sakte hain. Yeh kahawat, "Practice makes a man perfect," sirf ek aam baat nahi hai, balki is mein gehra asal hai. Riyaaz se insaan apne skills ko behtar bana sakta hai, chahe wo koi bhi field ho.

                              2. Har Field mein Riyaaz
                              Chaahe wo sports ho, music, ya academics, har field mein riyaaz ki ahmiyat hai. Ek achha khiladi ya musician apne hunar ko behtar banane ke liye din raat mehnat karta hai. Yeh unki dedication aur commitment ko darshata hai, jo unhein baaziyon mein jeet dilata hai.

                              3. Riyaaz aur Aatmvishwas
                              Jab insaan kisi cheez mein practice karta hai, to unka aatmvishwas barhta hai. Jab aap kisi skill mein maharat hasil karte hain, to aapko apne aap par bharoosa hota hai. Yeh aatmvishwas aapko har mushkil ka samna karne ki taqat deta hai.

                              4. Nayi Skills Seekhna
                              Riyaaz sirf purani skills ko behtar karne tak mehsoor nahi hai. Iske zariye insaan nayi skills bhi seekh sakta hai. Nayi cheezein seekhne se insaan ka dimaag khulta hai aur woh naye nazariyat aur soch ko apnane ke liye tayaar hota hai.

                              5. Khalil Iqbal ki Maslan
                              Allama Iqbal ki zindagi is baat ka behtareen misaal hai. Unhone apne khud ke sochne ka tareeqa tabdeel kiya aur apne likhne ki skills ko behtar kiya. Unki musha'ira aur nazmein aaj bhi insaanon ko inspire karti hain.

                              6. Sports aur Riyaaz
                              Khiladiyon ki zindagi is baat ka chashma hai. Koi bhi khiladi bina practice ke kisi bhi tournament mein nahi ja sakta. Unki daily training unhein sirf jeet dilane ke liye nahi, balki unhein mentally aur physically tayar karne ke liye bhi hoti hai.

                              7. Musical Talents
                              Musicians bhi riyaaz ke bina aage nahi badh sakte. Har musician har roz practice karta hai, chaahe woh guitar ho, piano, ya koi aur instrument. Yeh unki kala ko behtar banata hai aur unhein stage par perform karne ke liye tayar karta hai.

                              8. Academic Excellence
                              Taleem mein bhi practice ki ahmiyat hai. Students jo mehnet aur consistent practice karte hain, woh exams mein behtar results hasil karte hain. Yahan tak ke unka samajhna bhi behtar hota hai, jo unhein har field mein madad deta hai.

                              9. Emotional Growth
                              Riyaaz sirf physical ya intellectual skills tak mehsoor nahi hai, balki yeh insaan ki emotional growth mein bhi madadgar hai. Jab aap kisi skill mein maharat hasil karte hain, to yeh aapki self-esteem aur emotional well-being ko bhi barhata hai.

                              10. Dunya ki Sabse Badi Misal
                              Duniya ke har maqbool insaan ne kisi na kisi maidan mein practice ki hai. Steve Jobs, Elon Musk, aur Albert Einstein jaise logon ki kahaniyan is baat ka saboot hain. Unki success ke peeche unki mehnat aur practice ka haath hai.

                              11. Failures aur Learning
                              Practice ke dauran kabhi kabhi insaan fail bhi hota hai. Lekin yeh failures seekhne ka zariya hote hain. Har failure se insaan kuch naya seekhta hai, jo unhein agle dafa behtar banata hai. Yeh process insan ko aage badhne ki taqat deta hai.

                              12. Time Management
                              Riyaaz ka ek aur faida yeh hai ke yeh insaan ko waqt ki ahmiyat samjhata hai. Jab aap kisi skill par focus karte hain, to aapko apne waqt ka behtar istemal karna aata hai. Yeh quality aapki zindagi ke har pehlu mein madadgar hoti hai.

                              13. Motivation aur Discipline
                              Practice se insaan mein motivation aur discipline aata hai. Jab aap apne targets ko achieve karte hain, to yeh aapko agle maqasad ki taraf aur motivate karta hai. Discipline aapki life ko ek structure deta hai, jo aapko aage badhne mein madad karta hai.

                              14. Aakhir Mein
                              Aakhir mein, yeh kehna zaroori hai ke "Practice makes a man perfect" sirf ek kahawat nahi, balki yeh ek haqeeqat hai. Jo log apne kaam mein dedicated hote hain, unhein hi aakhirat mein success milti hai. Isliye, chahe aap kisi bhi maidan mein hain, practice ko kabhi na bhooliye. Yeh aapko har cheez mein behtar banane ka zariya hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X