Stop loss ka istemal
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ka istemal
    Hamen market me stop loss Ka istemal Karke kam karna chahie FIR hi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham market place stop loss Kohinoor Karenge To Hamen nuksan ho jaega Forex Ek online business Hain Ham Ghar Baithe Baithe ismein kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Hamen market Mein stop uske sath hi take profit Koti istemal karna chahie FIR Ham kamyabi Hasil kar sakte hain aur ham Paisa Kama sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ka istemal

    dear is market Mein kaam karte hue Hamare lost per Ek sabse bada yah bhi baat hoti hai hai ki Ham Ko ismein kam karte hue kam se kam is Aadat ke sath Humko kam karna Hota Hai hai ki Ham market Mein kam se kam to close Lagate Hain Jiski bajate Hamen product-market Mein kam karte hue bahut jaldi se bhi Apne account se a used wash Hote Hue dekhte hain yah Ek bahut hi bad habit hai Jisko samajh Na Hamare liye bahut jyada Lagi Hai agar Ham is market Mein kam Karte Honge a proper stop loss aur proper technofit ka istemal Nahin Karte Hain to hamare liye is market Mein kam karna bahut hi Mushkil Hota Hay.
    Forex market Mein kaam karte hue Har vo trader Kamyab hai hai jo ismein planning ke sath sath proper stop-loss ka istemal ka aur jab Love Ho Jaaye a to uski recovery ke liye Ye achi koshish karta hai yahi is market Mein kam karne ka ka sabse Behtar Tarika hai.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ka istemal

      Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen. Forex Trading market ko kabhi bhi nazar andaz na karen nahi to market me hamen bohut ziada loss ka samna karna par sakta hai.Forex me kaam karna aik behtareen work hai jo hamen apne maqsad k hosool tak le k jata hai. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ka istemal

        Dear brother forex trading men stop loss ki bahut ziyada importance hey kiun k yeh hamaray account ko safe aur secure rakhta hey aur jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ka istemal

          Stop loss aik pending order hai jis k bahut zayada faidy hain hain stop loss ham apni trade par is liye lagaty hain k agar hamari trade loss mein jati hai tu aik hamyn zayada loss na ho aur stop loss ko tuch karty he trade automatically close ho jaye aur account wash na ho aur ap ko Stop loss ka use analysis karny k bad he karna chahiye risk and reward ko proper follow kar k he karyn aur stop loss mein account ki safety hai aur stop loss zaroor lagayn aur apni har trade par lagayn
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ka istemal

            Apne aap ko stop loss ki information se Agar karny ja rahi hun ke stoploss mein Aakhir kya cheez ziada importance rakhti hai stop loss mein agar price aapki Trade ky against chal rahi ho tou Aap ky account mein maujood balance hai woh kam Hona shuru ho jata hai aur Iss Tarhan Se aapki trade nuksaan ki taraf Chaly Jaati Hai per is nuksaan ko aek Hath Mein Rakhna bohat Mushkil ho jata hai aap is nuksaan ko recover nahin kar paaty

            اب آن لائن

            Working...
            X