Money management ku zrrur apply karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management ku zrrur apply karain
    Doston Forex trading Mein money management ko apply karna bahut important hota hai aap Logon Ko chahie ki aap Jab log Forex trading kar rahe ho to money management ko apply karte hue trading Karen money management se aapko Pata chalega ki aapane Kitni lot size select karni hai trading karne ke liye to Is Tarah Jo aapka account hai vah bhi baccha Rahega wash hone se aur aap Logon Ko fayda Bhi Hota rahega isliye money management bahut important hoti hai usko apply kiya Karen trading ke dauran
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management ku zrrur apply karain

    Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum member aapane bilkul sahi kaha hai Ham Jab Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen ismein money management ke rules and regulations ko follow karna hota hai Kyunki jab tak Ham ismein money management ko follow Nahin Karenge To Ham ismein success Hasil nahin kar sakte dear Ham Jab koi bhi trade open Karte Hain To sabse pahle Hamen market Mein Apni analysis kam karne hote hain aur analysis Karke trade karna hoti hai aur Agar Ham Apne account capital ke hisab se trading karte hain to uska Hamen Jyada fayda hota hai agar Ham ismein bagair soche samjhe big Lot use karte hain to usse Hamen Achcha profit to ho jata hai lekin usse Hamen nuksan hone ke bhi chances jyada ho Jaate Hain isliye money management ke rules and regulations ko follow karna bahut jyada jaruri hai.
    • #3 Collapse

      Re: Money management ku zrrur apply karain

      Mony management is liye zarore hay ke aap ka account market main musthkum rahe dar tak
      • #4 Collapse

        Re: Money management ku zrrur apply karain

        Sabko Yahan per Apne time per Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level improve karna chahie Apna bonus improve Hoga To Ham Yahan per Kamyab Honge Soch Liya Hamen Yahan per mehnat ke sath hi Apna Kam karna chahie aur apne aap ko Yahan per successful banane ki koshish Karni chahie Jo Bande Apne time per Apna Kam complete Karta Hai vah Kamyab hota hai so isiliye Ham Sabko Yahan per Apne time pass hi Apne Sar kam complete karne chahie
        • #5 Collapse

          Re: Money management ku zrrur apply karain

          Ji han bhai jaan aapane bilkul theek ka hai forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye hamen daily basis Paar apni trading practice karni chahie aur apni trading mein kamyabi hasil karne ke liye hamen trading rules ko follow karna chahie aur forex trading rules ke mutabik hamen apne trade ko soch samajh Kar aur proper planning aur proper Sprite ji ke sath open karna chahie tabhi Ham apni trade se achcha profit hasil kar sakte hain aur apni straight ji banate waqt hamen market ke friend ke saath saath apne account balance ke mutabik money management bhi karni chahie aur hamesha apni lot size apne account balance ke mutabik lagani chahie aur hamesha chhoti se chhoti lot size lagani chahie Taki hamara account market ki flexible motion ko bardasht kar sake aur ham apni trade se achcha profit hasil kar sakte hain lekin agar aap money management nahin karenge to aapka account market ki flexible motion ko bardasht nahin kar sakega aur jaldi wash ho jaega isliye apni trade ko open karte waqt money management karna bahut jaruri hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Money management ku zrrur apply karain

            Money management ko Jarur apply karna chahie Kyunki Jo log money management Nahin Karte vah Kabhi Kamyab Nahin Hote isliye money management karna Sabke Liye bahut jaruri hai Jin Logon Ko money management karna Nahin Aata Hai vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakte hain isliye money management Jarur karna hoti hai Jab Ham Apne account ke mutabik trading Karenge to tab Hamari trading bahut acchi Hogi aur Agar Ham Apne account ke mutabik trading Nahin Karte to Fir Hamari trading Kabhi Bhi Bata Nahin ho sakti hai isliye Hamen Apne account balance ko Dekhte Hue trading karni hai Tak Hamen aasani ke sath kamyabi mil jaaye aur Hamara account bhi safe Rahe
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Money management ku zrrur apply karain

              Money management zaroori hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap Mony mangment Kar ka kaam kray gay tu aap acha Kam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap Mony mangment nhai kray gay tu aap ko trada lgna mein moskal ho gi iss Lia Mony mangment karna bohat zaroori hai
              • #8 Collapse

                Re: Money management ku zrrur apply karain

                money management ke rules and regulations aapke liye bahut hi important role play kar sakte hain agar aap money management ko apni trading per ignore karte Hain to aap successful trader nahin Ban sakte aur aap kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte isliye aapko hamesha hi koshish karni chahie ki money management ke mukammal rules and regulations ko apni trading per apply Karen aur ismein bahut jyada advantages hasil Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Money management ku zrrur apply karain

                  Assalamoalaikum!
                  Yes dear member you are right hmy chye hum jb b trade open kren to money management ka khyal rkhn apny account balance ko dekhty huye trade kren apny account balance k mutabbiq lot size select kren agr hum zada bra lot size select kren gy to risk zada hoga aur hmy loss ho skta ha hamesha apny account balance ko dekhty huye he lot size select kren agr account balance ko dkhty huye trade ni lgaen gy r zda risk len gy to account wash ho skta ha jis sy loss hoga trade lgaty huye money management ka khas dhyan rkhna chye
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management ku zrrur apply karain

                    Hello friends miss karta hun aap sab khairiyat se honge aapane bahut hi achcha sawal Kiya hai hamen chahie ki main mein Mani management ka jarur istemal Karen kyunki apne account ke hisab se jo log trading karte Hain vah apne account ko safe bhi rakhte hain aur usse kafi acchi unhen bhi kahate Hain subah ki aap money management ka jarur reply karen Taki aapko earning mein acchi khasi unka masalo se friends forex trading main vahi kamyab hai jo money management ke hisab se hi time per time kam karta hai acchi timing acchi aur nahin ki jamanat hai zamanat hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management ku zrrur apply karain

                      Dear pyary forexer money management Kay hawaly say Kuch baton ko zehan nashin Karna nihayat zaruri hai.
                      1. MM market ma hamy btati hai ke hamny kitni team Ng volume per trade krni hai or kitny risk level per hamari lot size honi chye iska be dehan rahy.
                      2. Mm ma hamy pata hona chye ke konsy charting pattern ma hamara exact stop loss kha Hona chye.
                      3.Mm ma hamy apny take profit ko Sahi Jaga per lagana be zaruri Hota hai.
                      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management ku zrrur apply karain

                        money management ye hay key per trade me ham ketna risk lety hey agar ham single trade me risk reasonable lety hey to ye hamari trading me achi money management hi hoti hay, hamesha har trade me stop loss ka use karna be traders ki money management samja jata hay, koi be order place karny ka decision leya jaye to without risk aur reward ratio key es ko open nahi karna chaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Money management ku zrrur apply karain

                          G hain ma apki us bat ko buk manti ho hum ko money management ker ni ho gi agr ap chaty hy k hum kud ko. Improve ker na ho gaw jo Asia ni kerty hy wo kbhi kud ko impove ni ker na ho gaw.
                          • #14 Collapse

                            Money Management: A Zindagi Ka Ahem Hissa

                            1. Pehchan: Paisay Ki Ahmiyat


                            Money management ka asal maqsad paisay ki ahmiyat ko samajhna hai. Paisa sirf kharch karne ka zariya nahi, balke zindagi ki buniyad hai. Iska sahi istemal aapki maali stability aur khushhali ke liye zaroori hai.
                            2. Budget Banana


                            Har shakhs ko apne maali haalaton ka jaiza lena chahiye aur ek budget tayar karna chahiye. Budget se aapko apne kharchon ka pata chalta hai aur aap jaan sakte hain ke kis cheez par kitna kharch karna hai.
                            3. Kharchon Ka Jaiza


                            Apne kharchon ka jaiza le kar dekhein ke kahan zyada kharch ho raha hai. Kya aap zaroori cheezon par kharch kar rahe hain ya sirf fuzool kharchi mein waqt guzar rahe hain? Ye jaan kar aap apne budget ko behtar bana sakte hain.
                            4. Saving Ki Ahamiyat


                            Saving ka matlab hai ke aap apne aaj ke kharchon se kuch paisa bacha kar kal ke liye rakhte hain. Aam tor par 20% apni aamdani ka bacha kar rakhna chahiye. Ye aapko mushkil waqt mein madad dega.
                            5. Emergency Fund


                            Har shakhs ko ek emergency fund banana chahiye. Ye wo paisa hai jo aap aasanay se access kar sakte hain jab koi aisi muskil surat-e-haal saamne aaye, jaise bimari ya naukri ka chhodna.
                            6. Debt Se Bachna


                            Agar aap karza lete hain, to isse bachna aapke liye zaroori hai. Karza aapki maali halaat ko kharab kar sakta hai. Isliye, sirf utna hi karza lein jitna aap chukane ki salahiyat rakhte hain.
                            7. Investment Ki Pehchan


                            Investment ka matlab hai apne paisay ko behtar banane ke liye kisi business ya asset mein dalna. Aap stocks, bonds, ya property mein invest kar sakte hain. Sahi investment se aap apne paisay ko grow kar sakte hain.
                            8. Risk Management


                            Har investment ke saath risk hota hai. Isliye, risk ko samajhna aur manage karna bohot zaroori hai. Diversification se aap apne investments ko protect kar sakte hain. Alag alag sectors mein invest karke risk ko kam karna behtar hota hai.
                            9. Financial Goals Banana


                            Aapko apne financial goals tay karne chahiye. Ye chote ya bade goals ho sakte hain, jaise vacation ka paisa bachaana ya retirement ke liye saving karna. Goals se aapko motivation milta hai.
                            10. Knowledge Hasil Karna


                            Financial literacy bohot zaroori hai. Aapko paisay ki duniya ke baare mein samajhna chahiye. Kitabein, workshops, aur online courses se aap apne knowledge ko barha sakte hain.
                            11. Professional Advice


                            Kabhi kabhi professional financial advisors se bhi madad lena zaroori hota hai. Ye aapko apne investments aur savings ka behtar plan banane mein madad kar sakte hain.
                            12. Regular Review


                            Aapko apne budget aur savings plan ka regular jaiza lena chahiye. Har maheenay ya har chaar maheenay iska review karna behtar hota hai taake aapko pata chale ke aap apne goals ki taraf kitna barh rahe hain.
                            13. Technology Ka Istemal


                            Aaj kal technology ka istemal karna bohot aasan hai. Apps aur software aapko apne kharchon ko track karne, budget banane aur investments ko manage karne mein madad karte hain.
                            14. Aakhir Mein: Discipline Aur Patience


                            Money management mein sabse zyada zaroori cheez hai discipline aur patience. Aap jitne disciplined rahenge, utna hi aap apne maali goals ko hasil kar paenge. Yaad rakhein, maali stability ek din mein nahi milti, iske liye waqt aur mehnat chahiye.
                            Conclusion


                            Money management sirf paisay ko sambhalne ka zariya nahi, balke ek holistic approach hai jo aapki zindagi ko behtar bana sakti hai. In principles ko apne daily routine mein shamil karna aapko na sirf maali sukoon dega, balke aapko ek khushgawar zindagi ki taraf bhi le jaayega. Aakhir mein, ye aapki responsibility hai ke aap apne maali haalaton ko samjhein aur unhein behtar banane ki koshish karte rahein.

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Money Management Ku Zarror Apply Karein

                              1. Paisha Warana Ahamiyat


                              Har shakhs ki zindagi mein paisa ek ahem kirdar ada karta hai. Aam tor par, log paisay ko sirf kharch karne ya kamaane ke liye samajhte hain, magar iski asal ahmiyat iska sahi istamal aur management hai. Paisa sirf ek vasila hai, lekin isse sahi tarike se manage karna aapki zindagi ko asaan aur behtar bana sakta hai. Agar aap paisa kharch karne se pehle uski management par tawajjo denge, to aap apni financial situation ko behtar bana sakte hain.
                              2. Paise Ka Asal Maqsad


                              Paise ka asal maqsad aapki zindagi ki buniyadi zarooriyat ko pura karna hai. Har shakhs ki zindagi mein kharch ki kuch zarooriyat hoti hain, jese ke khana, rehna, aur taleem. Lekin sirf zarooriyat ko pura karna hi maqsad nahi, balki aapko apni financial stability aur future planning ka bhi khayal rakhna chahiye. Achi money management aapko is maqsad mein madad deti hai, jisse aap sirf aaj ka nahi balki kal ka bhi soch sakte hain.
                              3. Budget Banana


                              Budget banana paisay ki management ka pehla qadam hai. Budget se aapko yeh samajhne mein madad milti hai ke aapka paisa kis tarah se kharch ho raha hai. Ek achha budget aapko apne kharchon ko track karne aur unhein zaroori aur ghair zaroori mein taqseem karne ki sahulat faraham karta hai. Is tarah, aap bekaar ke kharchon ko kam kar sakte hain aur apne maqsad ki taraf barh sakte hain. Budget banana itna mushkil nahi hai; aap ek simple spreadsheet ya mobile application ka istemal kar sakte hain.
                              4. Faza aur Shiddat ka Ta'aaluq


                              Money management ka ek ahem pehlu yeh hai ke aapko apne maali halat ko samajhna hoga. Faza aur shiddat ka taluq aapke kharchon aur aamdani se hai. Jab aapka maali halat acha hota hai, to aap kharch bhi zyada kar sakte hain. Magar jab aapki aamdani kam hoti hai, to aapko apne kharchon ko control karne ki zaroorat hoti hai. Is liye, aapko har waqt apne maali halat ka jaiza lena chahiye taake aap is hisaab se apne kharchon ko adjust kar sakein.
                              5. Bachat Ka Aham Pehlu


                              Bachat har shakhs ke liye zaroori hai, chahe aap kitna bhi kama rahe hon. Achi money management ka ek ahem pehlu yeh hai ke aap har mahine apne paison ka kuch hissa bachat mein dalain. Yeh bachat kisi bhi aane wali financial crisis ya zaroorat ke liye tayyar rehne ka zariya hai. Iske liye aap ek bachat account khol sakte hain ya kisi investment scheme mein invest kar sakte hain. Har mahine ki bachat aapko muskil waqt mein madad karegi aur aapko stress se bachane mein bhi madadgar sabit hogi.
                              6. Talim Aur Maloomat


                              Aakhir mein, paisa manage karne ke liye talim aur maloomat hasil karna bohot zaroori hai. Aapko financial literacy ko samajhna chahiye taake aap paisa invest karne aur manage karne ke tareeqon se waqif ho sakein. Is ke liye aap kitaabein parh sakte hain, online courses kar sakte hain, ya kisi expert se mashwara le sakte hain. Jab aapko financial maloomat hoti hai, to aap behtar faislay kar sakte hain aur apni maali halat ko behtar bana sakte hain.
                              Khulasa


                              Money management sirf paisa kamaane ya kharch karne ka naam nahi, balki iski sahi tarah se management ka naam hai. Har shakhs ko chahiye ke wo apne kharchon ko samjhe, budget banaye, bachat kare, aur financial literacy ko samjhe. Yeh sab cheezen aapko financial stability aur independence faraham karti hain. Is liye, aaj hi se apne paison ka sahi istemal karna shuru karein aur apne maali mustaqbil ko behtar banayein.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X