Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.
    Dear Forex Members

    Trading main jab hum analysis karty hain tu aksar hum support ki 3rd values tak apny trades ko nahi lay kay jaty hain ya tu hum kuch profit kay bad close kar daity hian ya phir hum apni trades ko 1st step kay bad band kar daity hain.Jab kay aisa karna acha nahi. hum woh trades apni sahi profit mai close nahi kar patay hain jitna hum nay mehnat ki hoti hai. esleye koshish karain jab ap trade karian apny support or resistance ki values tak trade ko janay dain or han ap apny stop loss ki values ko kam karty jain jaisy jaisy trade zaida profit mai ja rahi hoti hai

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

    Ji han bilkul dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath Pakistan Forex forum per share ki hai dear Ham Jab Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki Hamen market Mein different support level aur Market Mein different resistance levels ko follow karna hota hai aur ismein Hamen sabse pahle market ke trend ko find karna hote hain aur uske mutabik Hamen apni analysis ko perform karna hote hain Dr Jab Ham ismein acchi Tarah Se analysis ko perform Karke kam karte hain to uska Hamen Jyada fayda hote hain Kyunki jab tak Ham technical analysis ko perform Nahin Karte aur ismein Agar Ham against the trend koi bhi trade Lagate Hain To usse Hamen nuksan hone ke chance bahut jyada ho Jaate Hain isliye Hamen market Mein trend line ke mutabik apni analysis ko perform karna chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

      Bilkul theek kaha hai aapane yah 3 factors bahut important factor Hai first of all aapko trading Mein kam karne ke liye market ka trend check karna hota hai vah agar check kar liya hai to Uske bad aap Logon market mein support or resistance lines Lagana hoti hai aur dekhna hota hai ki market mein kahan support a rahi hai aur kahan per resistance hai tu yah teen factor jawab Logon Ko Pata Chale Jaate Hain To Uske bad aap apni trade open karke Forex Mein Ek Achcha munafa Hasil kar sakte hain apni trade
      • #4 Collapse

        Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

        Ji Ham Sabko Yahan per the distance aur sport ko follow karna chahie Agar Har resistance ko Palan Karenge aur usko study Karenge To Hamen is chij ka bhi Idea Hoga aur Market Mein Hamen information Milegi jisse Ham Kamyab Honge so isliye Hamen Yahan per Apne time per hi Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level improve Kar Ke Yahin per success Sachiv Kahani chahie
        • #5 Collapse

          Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

          Dear pyary forexer apnay trend ke hawaley say Achi values Ka tazkira Kiya hai jesa ke ham janty hai support or resistance Ka market step by step upper or neechy jati hai aik maksoos trend ma lekin yha read ration ko samjhna intahai zaruri hai kiun ke support or resistance ke jab levels ban rahy hoty hai to ham 1)1 reward ratio ke mutabiq 20 pips per 1 step na trade close krdety hai usky baad ham risk reward ratio Jo ke 2/2 per mabni hai 2nd step ma 40 pips tak profit lay sakty Hain. Or 3 step ma ham risk reward ratio 3/3 k mutabiq apny profit ko done krty hai. Ager to aik trader apny trending steps say agah hai to Usay apny plan k mutabiq in steps ko follow Karna chye.
          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
          • #6 Collapse

            Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

            Trend Hamare liye bahut kimati hota hai aur Market ke Trend ke sath hi trading karna Hamare liye bahut jaruri hai jab tak Ham market ke friend ko follow Karte rahte hain tab tak Hamen kamyabi milati hai aur jab Ham market ke trend ko follow karna Chhod Dete Hain To tab Ham loose Ho Jaate Hain isliye Hamen koshish Karni chahie ke Ham market ke support or resistance area ko Jarur analyse kar liya Karen Kyunki market ke support or resistance area Hamare liye bahut kimti hai aur in Se Hi Hamen kamyabi milati hai agar Ham market ke support or resistance area ko acchi tarike se analyse Nahin karte hain tab Hamare liye kamyabi Mumkin Nahin Ho paati hai isliye Hamen Hamesha hi friend ko follow karna chahie
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

              Forex men trrading kay duran hamen jaldi nahin karny chahey kun kay agar hum as men saber kay sath trading karen gy tu hum as men acha profit hasil kar sakty hain tu hamen as men jaldi nahin karny chahey kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men jo mahnat karty hain tu voh as men kamyab ho sakty hain tu hamen as men dil kay sath achy mahnat krny hoty hy tabhy tu hum as men kamyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

                Assalamoalaikum!
                Dear member ap ny sahi kaha ha jb bhi hum trade open krty hen to hmy sb sy phly to market ka analysis krna chye jb hum analysis kr k trade open kren gy to profitable trade hogi. Sb sy phly market ka trend check kren trend check krny k bd market ki support or resistance check kren or apni trade ko support value tk ly k jaen is sy ap acha profit earn kr skty hen
                • #9 Collapse

                  Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

                  ji haan aap ne shai kaha hai k market ko three level resistance aur support tak follow kerna chahiye kuen k humen market mein support aur resistance ko lazmi dekhna chahiye aur phir he is mein order ko place kerna chahiye agar hum is mein begair kuch learn kiya trade kerty hain tou hum is mein success hasil nahi ker payen gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

                    Assalamu Alaikum, "Support and Resistance" trader ko help karti hai market ki situation ko samajhne ke liye, Agar ham "Support and Resistance" ke mutabik long term trading karte hain to hamare profit ke chances bahut zyada hote Hain, lekin support and resistance ko maloom karne ke liye hamare pass acha "experience or knowledge" Hona bahut zaruri hai jab tak hamare pass acchi learning Nahin hogi ham (Support and Resistance) ke mutabik trading nahin kar sakte, aur hamen chahie ki ham stop-loss aur take profit bhi (support and Resistance) ke mutabik set Karen taki zyada se zyada accuracy mil sake.
                    Instaforex is the Best broker
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

                      Assalamu alaikum friends mein ummid karta hun per tumhen dost khairiyat se honge jina dost aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen trend ko third resistance hotspot level tak follow karna chahie agar ham friend ko is Tarah follow Nahin karte to hamen loss ka samna ho sakta hai to dost yah to aapane apna experience bataya hai to main thoda is baat ka spelling karna chahunga inke dost hamen apna hi self per experience gain karne ki koshish Karna chahie hamen apna experience hasil karne koshish Karna chahie ki hamen kis Tarah se trade open karni hai hamen trade order karte waqt kab entry leni hai to yah hamen khud ko sikhana Hoga to Dost hai yah to aapane apna express share kar diya to main juniors kuchh Nahin request karunga ke bula lijiye aur experience could say gain karne ki koshish karen YouTube se video se sun le aur uski senior ke sath baithkar discussion kalle code information gain Karen aur complete information hasil Karen FIR inshallah aapko kamyabi
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

                        aslamualaikum members yeh bat batata chaloon apko kie support adn resisitance kie mutabiq jo trader trade karta hai woh loss mai janey sie kaafi bacha rehta hai magar yahan pr sub sie bari baat yeh hai kei hamesha wohi trader support and resistance kie mutabiq trading karta hai jis ka experience kaafi zyada ho or oss kie paas acha khasa knowledge bhi ho wohi kamiyab hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

                          apne emotions ko control karna hu ga aur apni zima Dari dekhana hu gi aur apko strong ban'na hu ga aur apko khud pe confidence hona chahye aur apko apni skills ko strong karna chahye taky ap apni skills ki base pe trade Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

                            Dost hai yah to aapane apna express share kar diya to main juniors kuchh Nahin request karunga ke bula lijiye aur experience could say gain karne ki koshish karen YouTube se video se sun le aur uski senior ke sath baithkar discussion kalle code information gain Karen aur complete information hasil Karen FIR inshallah aapko kamyabi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trend ko 3rd Resistance / Support tak follow karna.

                              apna express share kar diya to main juniors kuchh Nahin request karunga ke bula lijiye aur experience could say gain karne ki koshish karen YouTube se video se sun le aur uski senior ke sath baithkar discussion kalle code information gain Karen aur complete information hasil Karen FIR inshallah aapko kamyabi

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              avatar nimu
                              avatar muz5
                              avatar Hassi
                              Working...
                              X