Assalam Alaikum! Dear forex members, dear Forex Mein learning karke hi Ham market ko acchi understanding kar sakte hain Agar Ham market ko samjhaie Baghel trade lagaenge aur sirf ummid Rakhenge ki Hamen profit hi hoga to aise kabhi bhi Ham profit earned nahin kar sakte iske liye Hamen hard-working aur struggle ki jarurat Hoti Hai Jab tak hamare pass market ke related Achcha Na Lage Na Ho Aur Hamen yah signal na hokar market ki next movement ya Hogi to tab tak Hamen kabhi bhi apni trade active Nahin Karni chahie aur yah tab hi Mumkin Hoga Jab hamare pass tradingka related Achcha knowledge Hoga Baghel trading knowledge ke kabhi bhi Ham yah sab information Hasil nahin kar sakte isliye expert trader Kahate Hain Ki trader ko Hamesha market ke andar student Rahana chahie aur learning Karte Rahana chahie Kyunki market kabhi bhi Ek Tarah Ki Nahin rahti iskandar continuously changes Aati rahti Hain Agar Ham apni learning ko stop kar denge aur overconfident hokat trading Karenge to Hamari trading Hamen loss hi Degi
Isliye dear Hamara Jyada focus Hamari learning per Hona chahie Insan ko Positive Thinking yani ummid Hai rakhni chahie lekin sirf ummid Se Kabhi Bhi Kuchh Nahin Hoga Hamesha acchi working Karni chahie.
Isliye dear Hamara Jyada focus Hamari learning per Hona chahie Insan ko Positive Thinking yani ummid Hai rakhni chahie lekin sirf ummid Se Kabhi Bhi Kuchh Nahin Hoga Hamesha acchi working Karni chahie.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим