Improtent or your brain in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Asallam o Alekum , g haan brother apki baat bilkul theek hai , kiun k fresh mind relax aur happy mood mein hota hai , lazy mind aur tired mind loss aur insaan agitated mehsus karta hai har baat peh gussa aata bhi aa jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Trading main brain boohat use hoota hai.ye kaafi tough business hai or trading karty time kaafi sari cheezon ka khyaal rakhna parta hai.agar hum achy say trading karty hain to kaafi earning bhi ho jaati hai.
      • #18 Collapse

        yaah bro apne bilkul theak samjya ku ke agar hum ese nhi karte or bena mind ko fresh rakh ke yahan work karte hain tu hume yahan kafi loss hoskta hai ku ke forex trade markit businiss ke bohat hi zada riski businiss hai....
        • #19 Collapse

          Thanks a lot for the post. I think forex is a mind business and we need to a fresh mind and brain for trade here. A matured brain can make a successful trade in forex.
          • #20 Collapse

            I think forex trading ek stressful or risky bussiness hai or baaz oqaat traders boht frustrated hojate hain kyunke unka brain thak jata hai to traders ko chaiye k wo trading se thora break lekar us cheez mein apna time spend karen jis se unka stress relelase ho or wo apna mind fresh kar k tradiung kar saken.
             
            • #21 Collapse

              forex main agar hamara brain achi trha se fresh kam kar raha hota hey to phirh um is main achi trha se successful hasil kar saktey hain aur is main achi trha se kamiyab ho saktey hain.
               
              • #22 Collapse

                g bhai jan forex trading me fresh mind bohat ahm kirdar ada krta ha g forex tradign business me ager ap ka mind fresh ha to ap ko forex k chart ko analyze krna easy lage ga nahi to ap ko is me loss ho skta ha ager ap ka mind fresh nahi ha to
                • #23 Collapse

                  barin ke tu bohat zaya need hoti hai tarding main khoe ky jab ap forex market main honi wali movement ko samj jaye gy tu per khoe be probelm nahe hai ap is main sucess pa jaye gy
                  • #24 Collapse

                    mere khayl main forex aik mind game hai means k mind ka business hai es liye hum jb bhi trading karein tu hmare dimagh main sirf trading k mutalik he questions ghokm rhy hain sirf trading k bare main he baatein ghoom rahi hn hmara dimagh fresh ho ksisi pareshani main na ho dosri
                    • #25 Collapse

                      bhai forex trading main sara kaam hi brain ka ha trader ko trading kay time pe apnay brain ko bilkul fresh ho trading start karni chaiya aur iss waqat apna sara focus sirf trading ki taraf hona must ha tab hi acha result milay ga
                      • #26 Collapse

                        Yes of course my dear friend ap ne bilkum sai kaha ke jab hum trading kare to humara zehan sirf trading ki taraf hona chaiye wo is liye kio ke agar hum apna sara zehan trading ki taraf kar ke trading kare ge to ap ko bhot faida ho ga.
                        • #27 Collapse

                          han g is baat me bohat ziada haqeeqat hai kay jab bhi hum apny dimaagh me laalach ko laaty hain ya jab bhi mentally stress hoty hain tu bhi trading me loss kar dety hain or mery sath ye kam kafi baar ho chukka hai. Iski timing kay khilaf or iskay trend kay khilaf hamesha nuqsan hota hai is liay ab meri tu puri koshish hoti hai kay me raat kay end pe trading karta hoon.
                          • #28 Collapse

                            Jee bhai bhut bhut acha sawaal hea ke i also agree with this statement that jb ap trading kro to ap apna mind sirf trading me hi rakho taak ap forex se bharpoor earning kr sken .ak acha trader trading krte wkt apna mind sirf trading ki taref hi rakhta ho aur achi trading karta ho .
                            • #29 Collapse

                              G han zahir si baat hai hume trading karni hi dimaag fresh kar ke hi chayye ye kaam hi saara dimaag ka hai agar trading karte howe hamara mind hi fresh nahi howa to hum kabhi bhi sahi tradibng nahi kar paaye ge.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex me hamesha fresh mind bht ehmiyat ka hamil hota he. agar um freesh mind ke sath tradings karen to yaqeen janye ke hum bht sara profit bana saktay hen. thakay hue ya tensed mind ke sath tradings karna khatray se khali ni.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X