Assalam Walekum! Dear forex members, main aap sab members ke sath Aaj trading mein Main Apni trade ko small position se executive karne ke bare mein Apna knowledge share karta hun der Jab Ham Kisi bhi trade Mein small lot size se inter Hote Hain To Agar market it was move Karti Hai To Hamara loss Jyada Nahin Hota aur ham aasani se trade se exit Ho Jaate Hain aur Agar market Hamare favour Mein Jaati Hai To Ham market Mein Apni position ko further strong Karke Majid achi e position Le lete hain Jiski vajah se Hamara profit Achcha aata hai aur ham bahut acchi profit earned kar lete hain Jo small amount Mein Hota Hai ISI Tarah Agar Ham start Mein Hi Big Lot size ke sath inter Ho Jaate Hain aur Market thodi si bhi it was moved kar Leti Hai Aur Hamen chance deti hai kya Mujhse exit ho sake to Hamara lot size Bada hone ki vajah se Ham kabhi bhi small last ke sath Bahar Nahin nikal sakte hain Jiski vajah se Hamen bahut jyada loss ho jata hai isliye main sab members ko yah advice karta hun ke Hamesha trade Mein small lot size ke sath inter ho aur FIR Uske bad hi apni trade ko further strong position Mein Lekar Jaaye Taki aapko Jyada Bada loss na ho.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим