forex main kam karny ka ap logo ko bara dil rakhna parta ha lakin yahan asy log kam nhe kar sakty jin par karz ho ye log kaya karty han ka qarza la ka yahan invest kar lety han pher in ko tenshan hoti ha ka agar loss ho gaya to kaya karen ga to forex asy logo ko koi faida nhe deti or agar ap na invest karni bhe to ap apni saving ka kuch hisa yahan invest kar sakty han
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим