Forex Market main analysis ke importance.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Market main analysis ke importance.
    Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members dear Ham Jab forex market Mein kam kar rahe Hote Hain To Hamen ismein acchi Tarah Se analysis Karke kam karna hota hai Kyunki jab tak aap market Mein analysis ko perform Nahin Karenge aapko ismein kabhi bhi fayda nahin ho sakta dear forex market Mein analysis ki bahut jyada importance hoti hai aap Jab ismein analysis kar rahe hote hain to aapko ismein technical analysis perform karne hote hain Jaisa KR Market Mein different candlesticks pattern aur Market Mein chart patterns aur indicators Ka istemal Karke Apne analysis ko perform karte hain aur Market ke movement ka idea Lagate Hain iske alava aap ismein fundamental analysis bhi perform kar sakte hain aur in ki market mein bahut jyada importance hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Market main analysis ke importance.

    Market Mein analysis ki bahut badi importance Hai Kyunki without analyses ki koi bhi trader Kamyab Nahin ho sakte hain aur Hamesha Ham tabhi Kamyab Hote Hain Jab Hamare analyses best hote hain Agar Hamare analyses best na ho to hamare liye kamyabi Namumkin Hai isliye jitni bhi koshish ho sake Apne analyses ko Behtar Banane tab Hamare liye kamyabi Hogi aur tab hi Ham market Se Achcha munafa Hasil kar Sakenge Varna Hamari bhi munafa Hasil karna Namumkin si Baat Hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex Market main analysis ke importance.

      Walekum assalam yes dear apni bilkul theek kaha hai Forex trading Mein Jab Ham Apne different analysis complete karte hain aur unko apni trading may include Karte Hain To Aisi situation bhi Humko bahut hi Achcha profit ho sakta hai isliye aapko Forex trading Mein Apne analysis ko perfect banane ke liye consistently hardworking Karni hoti hai aur uske sath Apne analysis ko purely apni trading per reply karna hota hai agar aap market Mein Kamyab Ho Jaate Hain To ismein aapko apni analysis par focus karna definitely Jarur hota hai Iske bagair aapki kamyabi Mumkin Nahin ho sakti.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Market main analysis ke importance.

        Forex trading ki market Mein kam karte waqt ma'am traders ko market mein maujud agar isko acchi tarike se study karna hota hai market Mein analysis different types Mein maujud hote hain fundamental analysis and technical analysis sentiment analysis analysis kiye Tamam type se market ko understand karne ke liye aur Market ke analysis ko strong karne ke liye bahut jyada important hoti hai aur Market mein bahut jyada importance bhi rakhte Hain unko kar form ki agar koi trater market to ko acche tarike se understand nahin kar sakta aur na hi use per Apne trading start kar sakta hai isliye market to join Karne Wale Tamam member ko market Mein ki importance ko kabhi bhi nahin karna chahie analysis ki types ko acche tarike se study karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex Market main analysis ke importance.

          Dear friends Forex analysis ki important bahut hi jyada hai agar Ham Forex Mein trade karte waqt market analysis Karte Hain To isase Ham bade log se baith sakte hain isliye friends agar aap Forex Mein trade Lagane se pahle analyses kar lete hain to isase Aapka account bhi safe Rahega aur aap profit bhi Hasil kar Sakenge so please friends analysis ki important bahut hi jyada hai aap Hamesha market ko Chakkar ke hi trade lagaen Taki aap jyadatar Forex Mein Apna bonus bhi bacha sake Aur kamyabi bhi hasal kar sake so please friends and allies bahut hi important hota hai Forex main is per Gaur kijiye
          • #6 Collapse

            Re: Forex Market main analysis ke importance.

            Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sar bahut Achcha knowledge share kiya hai aur ek important of certificates kiya hai dear member aapane bilkul sahi kaha hai ki forex market Mein analysis important to Diya jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki Ham Jab forex market analysis karte hain tabhi Ham trading Mein expert Ban sakte hain aur trading macha profit kaise kar sakte hain To Hamen chahie ke Ham forex market mein Main Kabhi analysis kiye Bina trade open Nahin Karni chahie Hamen chahie ki Ham pahle analysis Karen To Hamen strong analysis karne chahie Uske bad hi Hamen trade open Karni chahie Hamen technical analysis karne chahie tabhi Ham ismein Achcha profit Hasil kar sakte hain..
            • #7 Collapse

              Re: Forex Market main analysis ke importance.

              Market ko anilyse karykram Apna Kam pura karte Hain Ki ke pata hai hamen market karnal I jab Tak nahin karenge To hamara Kam nahin hoga makiki munh mein Dal mein yah mat ko dekhna chahie FIR uske upar kam karna chahie tab jakar aapka kamyabi Hasil hoti hai Jitna aap successful hona chahte hain aur sakte hain lekin uske liye kamyabi aur mehnat aur waqt Dena padta
              • #8 Collapse

                Re: Forex Market main analysis ke importance.

                Forex trading Mein kam karte hue market analysis ka naam bahut jyada important Hota Hai Jab Ham market analysis Karte Hain To Ham market ko bhi samajh sakte hain abhi market ke moment Kochi tarike se karna chahie Kyunki market ki movement Kabhi Bhi Ek Jaisi nahi hoti market ke movement change hoty rahti hai market ke movement Kabhi bahut jyada fast hoti hai aur Kabhi market ke moment slow Hoti Hai Jab market analysis Karenge To Ham market ki movement Kodi acche tarike se samajh Sakenge aur Market Mein trade Laga Sakenge Bajar analysis market mein trade Nahin Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Market main analysis ke importance.

                  Forex market Mein analysis ko bahut jyada importance Di Jaati Hai because trader analysis ke through market Mein entry Le sakta hai agar analysis Nahin Karega Tu Is Tarah Se vah market Mein Nahin entry Le payega naahi market Mein kam kar payega Forex trading ki market Mein analysis 3 type ke hote hain fundamental analysis technical analysis and sentimental analysis analysis Forex trading ki market mein bahut hi famous analysis Hai Hamen in 3 analysis Ko acchi Tarah Se learn karna chahie in analysis ke related Hamen complete knowledge Hona chahie Taki Ham in co a apni trading Mein apply Karke apni trading Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Market main analysis ke importance.

                    forex aek online business hai hamein is mein kbhi bhi analysis ko ignore nahi karna cahiye Forex business mein Trend line trading technical analysis ka hissa hai aur yeh technical tools mein se aik tool hai trend line ki madad se trader market ky trend ko samjh skta hai aur trader ky liye lazmi hai k wo trend line ky istemal ko samjhy aur trader ka acha experience aur knowledge trend line ky bary mein ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Market main analysis ke importance.

                      Dear mate forex market main aap ko profit tabe earn ho ga jaab ap ka market ko Analyst krna achy say ata ho ga or jaab aap market main analysis achy say krty hain toh aap ke trade be achy say place hoty hain or achy point per place hoty hain iss liya ap ko jab achy analysis ka bad profit acha earn ho ga toh aap ko Market main Analysis ke important ka andaza ho sakta hai iss liya all types of analysis karna bhaot zrori hota ha forex market main risk lyny say pely tabe ap profit earn kar payn gay...
                      💕​Romeo&Julliet💕
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Forex Market Main Analysis Ke Importance


                        Forex market, yaani foreign exchange market, duniya ka sab se bara aur liquid financial market hai. Is mein currencies ki trading hoti hai, aur yeh har din trillions of dollars ka maamla hota hai. Forex trading karne walon ke liye analysis ka amal buhat ahmiyat rakhta hai. Is article mein hum forex market ke analysis ki ahmiyat ko samjhenge.
                        1. Forex Market Ka Overview


                        Forex market ka asal maqsad currencies ki trading hai. Yeh market 24 ghante khula rehta hai, jahan traders globally apni currencies ka istamal karte hain. Is ka volume itna zyada hai ke yeh duniya ke tamam stock markets se bara hai.
                        2. Analysis Ki Types


                        Forex market mein do tarah ke analysis hotay hain: fundamental analysis aur technical analysis. Fundamental analysis mein economic indicators, geopolitical events aur central bank policies ko dekha jata hai, jab ke technical analysis charts aur historical price data par mabni hota hai.
                        3. Fundamental Analysis Ki Ahmiyat


                        Fundamental analysis ki madad se traders yeh samajhte hain ke kisi currency ki value kyun badal rahi hai. Economic data jaise GDP growth, employment rates aur inflation ka asar currency prices par hota hai. Yeh analysis traders ko long-term trends aur market sentiment samajhne mein madad karta hai.
                        4. Technical Analysis Ki Ahmiyat


                        Technical analysis mein charts aur price patterns ka jaiza liya jata hai. Traders in patterns ko dekh kar future price movements ka andaza lagate hain. Is analysis ka fayda yeh hai ke yeh short-term trading decisions ko behtar banata hai.
                        5. Market Trends Ka Pata Lagana


                        Analysis ka ek ahem hissa market trends ka pata lagana hai. Jab traders market trends ko samajhte hain, to wo behtar entry aur exit points identify kar sakte hain. Yeh unhe zyada munafa kamaane mein madadgar hota hai.
                        6. Risk Management


                        Risk management forex trading ka buhat ahmiyat rakhta hai. Analysis ki madad se traders yeh jaan sakte hain ke kis position par risk zyada hai aur kis par kam. Is se unhe apne losses ko minimize karne ka mauqa milta hai.
                        7. Economic Indicators Ki Role


                        Economic indicators, jaise interest rates aur inflation, currency values par bohat asar dalte hain. Traders ko in indicators ka jaiza lena chahiye taake wo apne trading decisions ko behtar bana sakein. Yeh unhe market ki halat samajhne mein madad dete hain.
                        8. Sentiment Analysis


                        Market sentiment ka analysis karna bhi buhat zaroori hai. Is mein traders market ke mood aur behavioral trends ko samajhte hain. Jab market bullish hota hai, to currencies ki value barh sakti hai, jab ke bearish mood mein currencies gir sakti hain.
                        9. Technical Indicators Ka Istamal


                        Technical indicators, jaise moving averages aur RSI (Relative Strength Index), traders ko market ke momentum aur trends ko samajhne mein madad karte hain. Inka sahi istemal traders ko behtar decisions lene mein madadgar hota hai.
                        10. Chart Patterns Ki Pehchaan


                        Chart patterns, jaise head and shoulders ya double tops, future price movements ka andaza lagane mein madad karte hain. Yeh patterns traders ko entry aur exit points tay karne mein madad dete hain.
                        11. News Analysis


                        Global news events ka forex market par bohat asar hota hai. Economic reports, political events, aur natural disasters ki wajah se currencies ki values mein tezi se tabdeeli aa sakti hai. Traders ko hamesha aise events par nazar rakhni chahiye.
                        12. Trading Strategies Ka Tehqiqat


                        Analysis ki madad se traders apne liye effective trading strategies tayar kar sakte hain. Yeh strategies market ke conditions aur trends ke mutabiq hoti hain, jisse unhe behtar nateeje milte hain.
                        13. Continuous Learning


                        Forex market mein analysis ki ahmiyat ko samajhne ke liye continuous learning ki zaroorat hai. Market trends aur economic conditions hamesha badalte rehte hain, isliye traders ko in par nazar rakhni chahiye.
                        14. Conclusion


                        Aakhir mein, forex market mein analysis ki ahmiyat ko nazarandaz nahi kiya ja sakta. Yeh traders ko market ki halat ko samajhne, behtar decisions lene aur apne risk ko manage karne mein madad karta hai. Chahe aap fundamental analysis ka istemal karein ya technical analysis ka, dono hi aapke trading experience ko behtar banane mein ahmiyat rakhte hain. Forex trading ek dynamic field hai, aur analysis is field mein aapko success ki taraf le ja sakta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X