Point of view

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    Ap ko har kisi ka point of view liaana chahiee kun k is se ap k knowledge mn ozafa ho ga aur knowledge sharing se ap ko nai nai experience kare k mawaqe mil jate hn aur ap trafing karte wqt aik nai planning most l jae gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      forex main kam krny k lie sab sy betar hy k hum experience hasil karen or ziada sy ziada tajarba hasil kr k k kam karen to hum foewm main acha work kr skty hain. forex main main point ye hy practise and earninh
       
      • #903 Collapse

        Hum forex trading ki learning hasil kar k hi apni trading ko acha kar saktay han kiok learning ho gi tu achi trading ho gi aur is k liye ap demo account par practice karain takay forex trading ki learning aur experience hasil ho aur forex trading ka knewledge bhi hasil karna cahaiye is traha ap apni trading ko acha kar saktay han aur profit earn Kar saktay han
        • #904 Collapse

          Forex trading business mein hum apni trading knewledge hasil kar k aur forex trading business ka experience hasil kar k kar saktay han kiok knewledge ho ga forex trading business ka tu hi achi trading kar saktay han aur experience bhi zaroori hy agr knewledge aur experience ho ga tu achi trading kar k acha profit earn kar saktay han
          • #905 Collapse

            Forex main apko acha trader banne k liye zaroori hai k ap is main is k bare main learn karen zayda se zayda demo account pe practice kren aur jab ap expert ho jaen to ahista ahista live account pe kaam start karen
            • #906 Collapse

              is forex main experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main mushkil na ho saky aur demo main practice kar k hi hum achi trade kar saky gay
              • #907 Collapse

                bahi jan forex trading krny ka leay kuch point or view ha bahi jan hum ko main kam money eng ment s akam krna charhy bahi jan hum m ko is par us ka bad apni invest bohat nae rakhni
                • #908 Collapse

                  Hum forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil kar k apni trading ko behtar kar saktay han aur jab trading karain planning se aur experience aur knewledge se karain tu ap achi trading kar saktay han aur jald bazi nhi karni cahaiye aur sabar se trading karni cahaiye phr profit earn kar saktay han
                  • #909 Collapse

                    Trading behtr banany k liey zroori hy k ap k pas Forex ka kafi knowledge ho ap ny Forex k demo account mein zbrdst qism ki practice ki ho ap k pas real account mein amount achi ho ap market behavior ko analyze kr skty hon ap news sy awareness rakhty hon aur kisi expert trader sy time 2 time advices letay hon ye tamaam factors trading behtr banany mein kafi helpful hoty hain
                     
                    • #910 Collapse

                      Merey point of view k taht Forex mein successful trader ban'ny k liey demo account ki kafi saari practice aur kisi achy sy expert trader ki guidelines aur is ky elawa Forex mein sakht mehnat hi apko successful trader bana skty hain agr ap in baaton py amal krein gy to zroor kamyab hon gy
                       
                      • #911 Collapse

                        forex mai jo kuch poucha jye ya question sy related or logic mai answer dana chahiye..copy paste nhi krna chahiye.demo lainy chahiye..seniors sy help laini chahiye.hamaisha aik hi pair pr trading krni chahiye.aik hi ID pr kam krna chahiye.or apny views ko logic k sath achy treeqy sy biaan krna zrori hai for best trading...
                        • #912 Collapse

                          Mere point of view ke mutabiq knowledge hi wo amal hai jo apko tareqi ki tarf le kar ja skta hai warna without knowledge sirf ap apna time zaia karo gy aur kuch bhi hath nai aye ga aur sath apna loss bhi kra behto gy. Knowledge ke bad demo practice bahat ahmiyat rakhti hai yeh bhi apko km azkm 2 month krni chaye koun ke practice se bhtri ati hai aur kamyabi ke chancees bhrte hein. Demo account beginner ke ley tu use krna most hai
                          • #913 Collapse

                            bhai jan ap is k liye apko demo account ki zrorat he q k hum us main trading kr k apni mistakes ko khtam kr skty hain or apny ideas ko apply kr k deekh skty hain k hum achy trader hain k nahi or mere khiyaal se apko kisi teacher ki b zrorat ho to ap kisi old trader se b help lr k achy trader bn skty hain jis se apko bht kuch seekhny ko mil skta he lakin demo must he.
                            • #914 Collapse

                              forex trdaing main hum apni rading aik he sorat main achi kar ksty hain k hum es main leraning karty rahen qk forex ki leraing kabhi bhi khtm nahi hoti hai es k bary main janty rhan achahye os k bad hmai trading main achi eraning bhi mil ksti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Forex mein successful hona aik step wise, long process ha jis mein learning ki importance sab se ziyada ha, us kay baad practice important hay aur phir ap ka experience, ye sab cheezain mil kay aik trader ko successful banati hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X