Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hoga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hoga
    Dear is market mein ap ko koi bhi trade open karni ho tu ap conference k sath trade open karyn aur ap mein confidence tab he paida hota hai jab ap k pass forex trading ka acha knowledge hoga aur ap k analysis achy hon gy
    Aur jis trade mein apko confusion ho ap wo trade open na karyn ap ko us mein loss ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

    Ji aapane bilkul sahi kaha hai agar Hum confidence ke sath market Mein trading Karenge Tu Is Tarah Se Ham Apne trading co Ek profitable trading banaa Payenge Agar Ham confused hokar market Mein trading Karenge Tu Is Tarah Se Hamen Apne trade Mein loss Ho Sakta Hai Jiski wajah se Hamara Sara account was ho sakta hai isliye Agar Ham Chahte Hain Ki Ham apni trading co safe rakhen aur apni trading Mein Achcha profit Hasil Karen To Hamen Hamesha fresh mind ke sath market Mein trading Karni chahie aur relax aukat reading karne chahie pure trading ki market ke related Hamen complete knowledge Hona chahie tha ki Ham market Mein acchi tarike se trading kar Saken
    • #3 Collapse

      Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Devil-forex پيغام ديکھيے
      Dear is market mein ap ko koi bhi trade open karni ho tu ap conference k sath trade open karyn aur ap mein confidence tab he paida hota hai jab ap k pass forex trading ka acha knowledge hoga aur ap k analysis achy hon gy
      Aur jis trade mein apko confusion ho ap wo trade open na karyn ap ko us mein loss ho sakta hai
      Assalam o Alaikum Dear forex members bahut hi kmal ki post share ki hy apne k confident k sath kaam kren confuses na hun tab hi achi trading kr sken gy
      • #4 Collapse

        Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

        Ji dear is kay liye hamian chahiye keh ham forex market ka knowledge aur experience hasil karain. Aisa tab he possible hay jab hamary pas itna knowledge aur experience ho keh yahan per analysis kar kay puritemad ho sakain tab he hamain yahan per kamyabi mil saky gi.
        • #5 Collapse

          Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Devil-forex پيغام ديکھيے
          Dear is market mein ap ko koi bhi trade open karni ho tu ap conference k sath trade open karyn aur ap mein confidence tab he paida hota hai jab ap k pass forex trading ka acha knowledge hoga aur ap k analysis achy hon gy
          Aur jis trade mein apko confusion ho ap wo trade open na karyn ap ko us mein loss ho sakta hai
          Forex trading main hum log jtny confidence k sath trading karny gy to hum utni he behtar trading kar saken gy jab bi bagar confidence k sath trading karny gy to hum log behtar planning or strategy sy trading ni kar saken gy is k ley jtna ziada ho mehnat karny or ache earning kar k kamyab ho saken is ley humy behtar sy behtar planning or strategy pe practice kar k trading karni chae ha
          • #6 Collapse

            Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

            Thek kaha dost agar ap me confidence nahi ha aur trading me confused ho jate ha to apko ziyada baar to loss he hoga confidence na hone se hm ko koi bi kam karny ky lia hm ko learni g ki zarueat to prti hai is lia hm ko0 is ko bi seekhna chayia jo mky hmary lia ahm hai aur hame must ye kam karna ha
            • #7 Collapse

              Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

              ache earning klaam karen aur
              ager ham log chahtay hein keh ham forex say bohut ache earning hasel kar saken to hamen forex mein bohut zyada mehnaat say kaam karna chihay ham jetni zyada mehnaat say kaam karen gay ham forex say otni he acjhe earning hasell kar saken gay hamen forex mein apni learning ko behtar kar kay kaam karna chihay jetni ache learning kay sath kaam karen gay ham log forex say otni he ache earning hasell k////////////////

              • #8 Collapse

                Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

                Dear ap my bhut achi post share ki h jb bi ap ko trading krni ho tu ap us trade ko confidence ka sth open kryn or agr apka dil nhi h us ko trade ko lgny ka tu ap us trade ko open hi na kryn us ma ap ko bhut zahda loss ho ga humesha trading karty waqt confidence hona bhut zrori h ku ka jb so confused ho ka trade kryn gy tu apko bhut loss ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

                  Assalam o Alaikum!!! G bilkul aisa hi hai agr ham trading kar rahe hain to hamen confidence ke sath hi trading karni chahie agr ham trading karte hue confuse ho jaen ge to hamen loss hoga isliye hamen full confidence ke sath aur ache experience or knowledge ke sath hi trading karne chahie aur trading tab hi karni chahie jab market ki taraf se best entry mil rahi ho acha aur strong signal mil raha ho strong signal kuly basis per ham achi aur successful trading kar ke acha profit hasil kar lete hain isliye hamen kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nh karne chahie hamesha sabar ke sath aur mehnat ke sath learning ke sath acche experience or knowledge ke sath hi trading karne chahie Jo log sabar ke sath mehnat ke sath trading karte hain aur trading karte hue jaldbazi nh karte hue Forex mein kamyab hote hain agr kamyabi hasil karni hai to hamen full confidence ke sath trading karni hogi aur trading karte hue kabhi bhi confused nh hona hoga
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

                    Assalam o Alaikum!!!! dear friend agr ham Forex mn trading kar rahe hain to hamen hamesha confidence ke sath relax mind hobkar aur market ko ache analysis ke sath hi trading karne chahie aur market mein tabhi intry leni chahie jab market ki taraf se acha aur strong signal mil raha ho hamen kabhi bhi trading karte hue confused nh hona chahie agr hum confused mind ke sath trading karen ge aur jaldbazi karen ge apne account balance ke mutabik lot size ka use nh karen ge money management ko follow nh karen ge to ham kabhi bhi forex mein kamyabi hasil nh kar sakte agr kamyabi hasil karni hai tu Forex ke rules ko follow karte hue apna Kam karna hoga full confidence ke sath trading karni hogi aur trading karte hue kabhi bhi jaldbazi nh karni hogi agr ham trading kar rahe hain to hamesha sabar ke sath kam lena hoga jo log Sabar ke sath kam karte hain woh zarur kamyabi hote hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

                      g han humein confidence k sth trdaing krni cy humein confusion k sth tarding ni krni chy es trah humein loss ho jata ha. confidence hamry pass practice aur learning sy ata ha jitni zyda hum learnig karty hain humein utna zyda faida hota ha hamri knowledge increase hoti jati ha aur phr jb hum tarding karty hain tu confidence k sth karty haih humein gain hota es ly humein confuse ni hona chy wrna humein loss ho jy ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

                        jeeee haan forex mein confidence work bht zarori hy hamain is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi aur apni skill ko enhcne kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade lga sakty hain aur fiada ho saky ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

                          jee haan apne theek kaha aap ko sub se ziada khayal to is baat ka rakhna hai k aap jo bhe kaam karain wo mehnat se karain.. forex trading men bhe kamyaabi usi waqt hai jab aap mehnat karain gay forex ma earn akr saktay hn or utna zayda hum forex ma kama b saktay hn is liay hamen forex ma zyada sa zyada learn karna chahye
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

                            jee haan apne theek kaha mein apki baat sy agree krti hn hameesha kamyab hony kay liye aur forex mani zayda se zayda profit hasil karny kay liye small volume ke trde he lagani chaie is e hamin market kay trend ka pata lagat hy app ka koy faith nahi hai kamyabi kay ley forex may hard work karay
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence k sath trading karyn tu faida hota hai agar confuse hon gy tu loss hog

                              Ji Kisi Hath Tak to aapke bar theek hai Hamen chahie ki Ham kaun si dance ke sath trade Laga Hai Lekin market ke movement Kisi bhi chij par depend Nahin Karte Koi Bhi Agar Hadsa ho jata hai to market opposite Munh karna shuru ho jate hai isliye tab Hamen FIR Apne confidence ko maintain Nahin Rakhna chahie balke aus trade Sa jan judvane chahie aur close kar dena chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X