Tajzia ki Iksaam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tajzia ki Iksaam
    Assalam walekum azeez doston main ummid karta Hun ki aap sab hansi Khushi zindagi guzar rahe honge aur Allah tala sy dua goo hun keh aapke liye hasaniya farmy. Doston mein aaj aapko tajzia ki iksaam ke bare mein bataon ga. Ek baat yaad rakhain keh Jo member achcha tajiya kary ga wohi kaamyab ho ga. Tajiya do tarah ke hote Hain ek fundamental aur dusra technical. Technical main chat ke indicator aur candles ko istemal karte hue andaza lagana hota hai keh muntikhib shuda currency up jayegi ya down jayegi. Matlab ki yeh ek tarah trading ki zubaan hai jo bolati hai ki aap kis waqat trade lagaen aur kis taraf trade lagaen. Tazia ki dusri sham joker fundamental hai hai vah siyasi khabren aur kisi bhi mulk ki siyasi surat e haal permabni hoti hai. Aapane jo bhi currency trading ke liye select ki hui hai aapko uske Malik ki siyasi Surat HAL ke bare mein main tamam news per najar rakhni chahie aur yah bhi n Dada lagana chahie ki agar Surat nahin kharab ho to yah currency upar jayegi ya niche aaegi. Aziz dosto yah mera nukta e nazar hai aap apne hisab se akhtilaf bhi kar sakte hain mujy koi itraz nai hoga aur apni rai bhi de sakte hain jo keh mere liye bahut mufeed hogi. Shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tajzia ki Iksaam

    اصل پيغام ارسال کردہ از: iftikharahmed
    Forex trading keep market ko samajhne ke liye Iske bare mein ham log jo bhi Iske analysis karte hain to vah different type kar sakte hain aur ke liye jaruri hai ki Hamen Iske Tamam Kishan ke analysis ke bare mein bahut jyada understanding available Ho Kyunki jab tak hamare pass Forex trading ki market ke bare mein analysis karne ke liye aur iski types ke bare mein basic information Nahin Hogi Ki Nahin


    Isiliye koshish Karenge Jab kabhi bhi aap log Forex trading ke platform ko join karen to is time tak aap ismein different types Kahana lace ke bare mein ek acchi understanding Lene Forex trading ki market ke analysis two types ke Hote Hain iski first type fundamental analysis hoti hai jo ke Forex trading ke kisi bhi currency pair ke ke bare mein information hoti hai ki uski aur woh kaun kaun se Hain unko kar sakte hain aur fundamental Mein ham log kis chij per kis Karte Hain Ki Jab Bhi Kisi bhi country ki economic condition Mein disturbance aati hai aur uski economy down Ho Jaati Hai To Ham uski currency ko purchase Nahin karte ISI Tarah technical analysis Mein ham log Forex trading ki market ki movement Ho bahut jyada focus karte hain aur Hamen chijon ko kis Karte Hain Ki vah kaun kaun se factor Sajan Ki vajah se Forex trading ki market Kisi bhi direction Mein movement karti hai aur vah kaun se factor Sanjo iski direction coaching karte hain aur isko supports aur is tense level per disturb Karke uski direction ko change karte hain
    Assalam o Alaikum Dear forex members bahut hi kmal ki post share ki hy apne k iss platform p kaam krty hue hme mehnat krni chahiye khoob dil lga kr mehnat kren tab hi hum achi earning kr skty hn
    • #3 Collapse

      Re: Tajzia ki Iksaam

      forex aik online business hain hum is mai part time ya ful time be kam kar sakty ahain ham is mai care ful ho kar kam karna ho ga hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laga sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma he loss hain hamy market ke movement ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam karna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Tajzia ki Iksaam

        Ji dear market main kamyabi kay liye na sirf hamara trading knowledge and experience kam ata hay balkeh market main fundamental aur technical tajziye kay sath sentimental tajzia bhi zaroori hay ta keh ham market ko samjh kar trading kar sakain.
        • #5 Collapse

          Re: Tajzia ki Iksaam

          Walekum assalam dear agar aap Forex trading Mein Apne analysis ko complete karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain Forex trading main aapke fundamental analysis aur technical analysis bahut hi important hote hain agar aap market me Apne analysis ko complete Karke apni trading per apply karte hain to aapko bahut jyada profitable activities complete karne mein help mil sakti hai aur aap bahut hi acchi trading kar sakte hain aur iski help se aapki decision-making bhi bahut hi perfect ho sakti hai to isliye aapko koshish Karni chahie ki unnis ki different important types ko acchi Tarah focus Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Tajzia ki Iksaam

            forex aik bahtrne busienss haian hum is mai part timebe kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai posting kar sakty hain hum is maai trade be laaag sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik international or unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: Tajzia ki Iksaam

              ache earning waala kaam karen aur Apne analysis ko complete karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain Forex trading main aapke fundamental analysis aur technical analysis bahut hi important hote hain agar aap market me Apne analysis ko complete Karke apni trading per apply karte hain to aapko bahut jyada profitable activities complete karne mein help mil sakti hai aur aap bahut hi acchi trading kar sakte hain /////////////
              • #8 Collapse

                Re: Tajzia ki Iksaam

                hamari zandagi taze say guzar rahe hay aur hum her rose apne maout kay zayada say zayada nazeek ho rahay hain is trah say hum ko soochna chahya kah hum jkis trah sy apnay rub ko razi kar kay jain aur agar haamara rub hum sya raze ho gaya to hum kamyab ho jain gay agar woh hum say naraz ho gaya to hum sub barbad ho jain gy hum ko soochna chahya aur zayada say zayada achay kam karnay chahyain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  **Tajzia Ki Iksam: Analysis Ki Ahmiyat Aur Uske Types**
                  Forex trading aur financial markets mein tajzia ya analysis ek key role play karta hai. Trading decisions ko informed aur strategic banane ke liye tajzia zaroori hai. Tajzia ki iksaam yani types ko samajhna aapko market ko better understand karne aur apni trading strategy ko enhance karne mein madad deta hai. Is post mein hum tajzia ke mukhtalif types aur unki ahmiyat ko detail mein discuss karenge.

                  **1. Fundamental Analysis**

                  Fundamental analysis market ke economic aur financial factors ko evaluate karne ka process hai. Isme economic indicators, company financials, aur geopolitical events ko analyze kiya jata hai. Forex trading mein, fundamental analysis ke zariye aap macroeconomic indicators jaise GDP, inflation rates, interest rates, aur employment data ko study karte hain. Yeh indicators currency pairs ki value aur market trends ko impact karte hain. Fundamental analysis se aapko market ke long-term trends aur potential movements ka idea milta hai.

                  **2. Technical Analysis**

                  Technical analysis market ke historical price data aur trading volumes ko study karne ka tareeqa hai. Isme charts aur technical indicators ka use hota hai jaise moving averages, RSI (Relative Strength Index), aur MACD (Moving Average Convergence Divergence). Technical analysis se aap price patterns aur trends ko identify kar sakte hain. Yeh analysis short-term trading decisions aur entry-exit points determine karne ke liye useful hoti hai. Iske zariye aap market ki momentum aur volatility ko bhi gauge kar sakte hain.

                  **3. Sentiment Analysis**

                  Sentiment analysis market participants ke emotions aur sentiments ko measure karne ka process hai. Yeh analysis traders aur investors ke mood aur outlook ko evaluate karta hai. Market sentiment indicators aur surveys se aapko market ka overall mood aur investor confidence ka idea milta hai. Sentiment analysis se aap market ke possible reversals aur trend continuations ko predict kar sakte hain. Yeh analysis aapko market ki psychological aspects ko samajhne mein madad karta hai.

                  **4. Quantitative Analysis**

                  Quantitative analysis mathematical aur statistical techniques ka use karke market data ko analyze karta hai. Isme algorithms, statistical models, aur historical data ko use karke market trends aur price movements ko predict kiya jata hai. Quantitative analysis se aap back-testing aur predictive modeling ke zariye trading strategies ko test kar sakte hain. Yeh analysis high-frequency trading aur algorithmic trading mein bhi use hota hai.

                  **5. Qualitative Analysis**

                  Qualitative analysis market ke qualitative factors ko evaluate karta hai jaise company management, market conditions, aur industry trends. Yeh analysis numerical data se zyada qualitative aspects ko consider karta hai. Qualitative analysis se aap market ki long-term growth potential aur risks ko samajh sakte hain. Yeh analysis fundamental aur technical data ke sath combine karke comprehensive market insights provide karti hai.

                  **Akhir Mein**

                  Tajzia ki iksaam market analysis aur trading decisions ke liye essential tools hain. Fundamental, technical, sentiment, quantitative, aur qualitative analysis har ek ka apna role aur importance hota hai. In analyses ko combine karke aur properly use karke aap market trends ko better understand kar sakte hain aur apni trading strategy ko improve kar sakte hain. Effective tajzia aapko informed decisions lene mein madad deti hai aur trading success ko enhance karti hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X