Dosto,
Mera old account jis per main work kar raha tha us main aik problem aa gai hai. Ab main us account main koi thread ya post ka reply nahi kar sakta hoon. Mujhe samajh nahi aata kay main kis tarha say wapis apne us account main likh sakoonga. Main ne Admin ko kai emails bhi ki hain. Magar un ka taraf say koi reply nahi mil raha.
Kya aap bata saktay hain kay main kis tarha say wapis us account per work kar sakta hoon.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим