Good trading stretegies kon si han ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Good trading stretegies kon si han ?
    Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay friends mera ap sab say sawaal ya hai kai trading mein kamyabi hassil karnay kai liya kon kon si stretegies han jin ko hum mind mein rakhtay huway kamyabi hassil kar saktay han shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Good trading stretegies kon si han ?

    dear friend meray apnay experience k mutabik forex trading mn achhi trading krnay k liay best strategy yeh ha k ap trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur sirf profitable position milnay pr he trade lgsyn aur agr market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn is trh ap achha profit bhi hasil kr sken gay aur loss sa bhi bach sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Good trading stretegies kon si han ?

      aik achi trade wahi hoti hai jis se humen strategy use kernyko milti hai humen trade mein planning ko use kerna chahiye aur phir he is mein trade kerni chahiye kuen k planning se humen ye faida hota hai k humen is mein direction mil jati hai aur humen apni trade ko easily chala sakty hain lekin bagir planning k humary liye kaam mushkil ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Good trading stretegies kon si han ?

        strategy bahtren ho ge to hamy earning b bahtren ho ge forex aik online business hain hm is mai part tme be kam kar sakath ain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hamy market mai bager stratgy kabe bekam nahi karna chaeyyai aik amm bsiness jasa nahi hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Good trading stretegies kon si han ?

          assalamu Alaikum dear friend Forex trading market ko analysis karne ke liye bahut si setrastgy ka use hota hai jis ke liye market ko analysis Kiya jata hai aur ham as se behtarin profit hasil karte hain Hamen apni setrastgy ko pahle demo per use karna chahie ta k Hamen iska behtarin practical Ho jaaye aur ham is se behtarin profit hasal kara saken Forex trading mein moving average ka use karke trade ke bare mein pata chalta hai aur ham support or resistance per bhi apni behtarin trade open karte hain market mein candle ki pahchan Ka hona bhi zaruri hai jo Hamen behtarin entry point de sakta hai jab hamare pass har tarah ke acche analysis hote Hain to Ham is mein acha entry point hasal kar lete hain aur apni strestgy ka use karke behtarin profit Hassil karte hain isliye Hamen apni acchi setrastgy ko sikhana chahie aur is mein kamyabi hasil karni chahie

          اب آن لائن

          Working...
          X