Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kartay hye lot size kitna hona chaye
    Dear member mera yeh sawal hai kay expert trader kay liye hai kay agar hum first time trading lagaen toh humara lot size kitna hona chaye humain lot size kitna rahay kar trading karni chaye kay hum profit mein bhe jayen aur nuqsan say bach saken kyun kay trading mein lot size ki bohat ahmiyat hai yeh baat sab jantay hain lekin hum apna lot size kitna rakhaen kay humare trading best ho sakay. I am new for trading please guide me for this
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

    Ji Hamen trading karte hue lot size minimum 0.01 Rakhna Kyunki Hamen market ko itni acchi information Nahin Hoti Agar Ham Laut Raizada rakhte Hain To usse Hamara account Boss ho jata hai Hamen chahie ki Ham lot size 0.01 rakhen
    • #3 Collapse

      Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

      dear friend agr ap forex trading mn safe sur achhi trading krna chahtay hn to apko chayay k trade mn lot size hmesha apnay account ballance k mutabik select kren aur account ballance k hisab sa ziada lot dize na rakhen keun k agr ap big lot size use kren gay to trade loss mn janay sa apka account bhi wash ho skta ha
      • #4 Collapse

        Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

        Forex Trading me lots size account k valume k hisab se hona chaheye. Matlab agar account bara hai to bara lot size use karen nahi to chota lot size ka istemal thek rahe ga aur is se hamen bohut hi ziada asani hogi. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. mery hisab sy to humen 100 $ account py lot size currency pair py .20 sy zeyada nhi rakhna chye waisy maximum lot 100 $ py .50 lg skti hai chunky hamari leverage 1.50 hai to humen apni lot ko mazeed manage krnq chye ta ky humen trading ma loss ka samna ho to management kr sken waisy apko before trade management krni chye
        • #5 Collapse

          Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

          hum lot laga kar munfa hasoal kar sakty hain um is mai part time be kam karir sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain yai aik amm busienss ajsa nahi hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kair sakty hain yai aiok amm bsuienss jasa nahi hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain yai iak acha bsuienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

            Forex market mein lot size ap k capital k according honi chahiye agar apka account bara hai tu ap bari lot laga kar market ki thory pip movement par bhi acha profit kamaya ja sakta hai but agar account balance kam hai tu apko 0.01 ki small lot k sath trading karni chahie kyun k.account ki safety k liye small lot lagani chahiye
            Aur dear lot size apki trading strategy par bhi depend karti hai long term trading k liye small lot lagai jati hai aur scalping k liye bari lot lagai jati hai but apka capital basic cheez hai jis ko dekh kar trade open ki jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

              Hum,y koshis karanaya chiaya ka hum poprre triky ssy hi kamkarayan jo loog proper triky sys kamkaratyan hyn who loog zaraoor kmayab ho jatay ahyn is lisys humy is smy dakaha bhll kara ahi kmkartryn rahan chiay ta kaha hum is smy kmaya bi hasaial kara sakayn .forex my humy koshsi karanay chiay ka hum dakaha bhall kara hi ksmksrty rahan chiaya ta kah humkmaybai hasail kara sakaynis skbgaiara humaray liaya kmayabi bohata hi msushkil ho jataya hy humy tamma bataon ko saoacah bsamaj kara hi is smy kamkarty rahan chiayab ta kaha hum is smy kayab i hasaiao kara sakayn is kabgaiar hgum arya liaya kmayabi boahata hi mushskiul hbo jataya hy.
              • #8 Collapse

                Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

                dear friend Hamen Forex trading Mein Hath Re Lagane se pahle market Mein Achcha analysis karna chahie Kyunki Agaram Forex trading Mein Achcha analyses Karenge To Ham Achcha profit bhi Kama sakte hain aur apni trade ko Kamyab bhi bana sakte hain Hamen Forex trading Mein lalach Nahin Karni chahie Kyunki karne se Hamen loss hota hai Hamen Forex trading Mein Sabar ke sath kam karna chahie Kyon Hota Hai Hamen Forex Mein Achcha kam karna chahie Kyunki Agar Ham Forex mein Achcha kam Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen Kamyab trader banne ke liye Dam account per Jyada Se Jyada practice karni chahie Kyunki Dam account per practis karne se hi Ham Kamyab Rider Ban sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

                  Dear friends trading main lot size ki selection ek bohat eham factor hy kiun k trading main AP ki saari planning AP ki lot k size pr hoti hyap ko chahay k Dil sy Kam krain mehnat krain take AP ko kamyabi mil saky ap ko chahhay k saber k sath Kam krain take AP kamyab ho skain AP ki mehnat r ek accha trade AP ki kamyabi k liy zaroori hota hy ap ko chahhay k Dil sy Kam krain mehnat krain take AP ko kamyabi mil saky.
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

                    ji bilkul trading karte hue hamen apne account ke mutabik hi lot size lagani chahie Taki Ham apna kaun bhi bacha sake aur bahut cprofit Hasil karke kamyabi Hasil kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

                      ji han bhai jaan aapane bilkul theek ka hai apni trade ko open karte waqt hamen apni strategy aur proper money management karna bahut jaruri hota hai aur hamen apni trade ko open karne se pahle apne strategy banani chahie aur hamesha apne account balance ke mutabik money management bhi karni chahie aur apne account balance ke mutabik lot size ko lagana chahie lekin agar aap apni trade open karte waqt money management nahin karenge aur products rolls ko follow nahin karenge aur apni lot size apne account balances jyada lagayenge to aapka account market ki flexible motion ko bardasht nahin kar sakega aur aapka account jaldi watch ho jaega aur aap kabhi bhi apni trade se profit hasil nahin kar sakenge isliye hamen hamesha soch samajhkar aur proper planning aur pet ji ke sath apni trade ko open karna chahie tabhi Ham apni trade se acchi earning kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

                        Forex trading Ek Aisa business hai jismein lot size bahut jyada Ahemad Rakhta Hai Kyunki ISI lot size ki vajah se Humko profit hota hai aur Agar Humko nuksan ho to vah bhi Hamare lot size per depend karta hai agar lot size minimum hoga to usmein profit bhi minimum Hoga aur Agar loss hoga to vah bhi minimum hoga lekin Dekha Jaaye To Hamen lot size Hamesha Apne account balance ke mutabik select karna chahie Agar Hamara capital satrong Hai To fir Ham lot size extra use kar sakte hain aur Agar Hamara capital normal Hai To fir Ham Ko minimum lot size choose karna chahie Kyunki minimum lot size choose karne se ya fayda Hoga Ki Hamara account safe Rahega aur Agar trade Hamare against bhi Chali Jaati Hai To Hamen pareshani Nahin Hogi.Kuchh log jaldi profit Hasil karne ke liye Big Lot size select karte hain Jiski vajah se yah result Milta hai ki agar unko nuksan Hota Hai To fir vah nuksan Itna Jyada Hota Hai Jo recoverable Nahin Hota.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

                          Forex mein achi aur safe trading karni chahie forex mein acchi aur safe trading ke liye hamen apni trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein ham achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur forex mein ham zyada loss se bhi bach sakte hain jisse forex main hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai lekin forex trading main hamen apni trading main big lot size usne nahi karna chahie jismein trading risk bahut zyada hota hai jisse forex main hum achi trading our acha work nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain our hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex trading aik risky business hai jismein profit hasil karne ke liye hamen risk lena padta hai aur forex trading main hamari ek mistake ki wajah se hamari puri mehnat waste ho sakti hai isliye forex main hamen koshish karni chahiye k forex mein ham apni trading mein normal lot size hi use karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

                            Forex trading ek international online business hay ye pure duniya ma famous business hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka honaa bhut zadya zoure hota hay forex trading ma balnce ka mutbik lot use karna chahie trading karty waqt larch nai karna chahie phir ham kamyab ho sakte hain phir acha profit haisl kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kartay hye lot size kitna hona chaye

                              Dear lot size utna huna chiye jis se apka account wash hu sky yani jab bhi ziada loss hu tu wash na hu skky account or account blnce ziada hu maximum 05 se uper mat lagiye trade q k us sorat mai kaffi loss tu asse hu hu jatta yani spread bhut huta hai na in pairs ka isliye kaffi loss asse hi hu jatta hai isliye hammy soch smjh k trade krni chiye or soch smjh k lot size bhi lagani chiye

                              https://investsocial.com/ur/member.php?60641-Muhammadshafi
                              My tarading juornel
                              Visit
                              Please

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X