trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay
    agar humain loss say buchna hai to soch samujh kay trding kurni ho giiii
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
    agar humain loss say buchna hai to soch samujh kay trding kurni ho giiii
    Assalamualaikum dear Agar ham log Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie To Ham Forex per lazmi apni understanding TipTop Karen aur Market ko Samajh Kar trading karen to tabhi Hamari losses minimise hote hain Bahar market panelize kiye Garam trading Karenge To Hamen kabhi bhi achcha knowledge Hasil Nahin Hoga aur ham kabhi bhi profit nahin kar Payenge.
    • #3 Collapse

      Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

      Dear forex market kam kar Jain traders ke pass kam se kam knowledge Hota Hai vah ismein kam karte hue kabhi bhi acchi aadami ki nahin kar paate Hain Jiska result yahi nikalta hai ke unko lost per loss hota jata hai Lekin Aisa karte hue Ham is market mein Main kabhi bhi kis market Mein kam Yad Nahin ho sakte hain lekin Agar Ham is Mein kam karte hueis main say agar hamari soch hamko kuch faida daity hay aur ham is amin kaam kartay hwuay iska sahi istemal kartay hain to ham is main kamyab ho saktya hain.
      • #4 Collapse

        Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

        hello doston Forex forum pay hamen soch samajh ke sath ek planning ka din chahie jitni acchi aapki planning hogi utna hi aap acche tarike se trading kar sakoge iske liye jaruri hai ki aap hamesha soch aur samajh ke sath trading open Karen tan ke aap loss na Karen aur profit achcha Karen
        • #5 Collapse

          Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

          Dear brother forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss se bachna namumkin hota hey kiun k iss men experts ko bhi loss ho jata hey lekin jo log pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu unn ko loss kam aur profit ziyada milta hey
          • #6 Collapse

            Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

            Ji han dear bilkul Hamen chahie ke Hamesha Soch Samajh Kar trading Karen Kyunki Agar Ham trading apni Marji Se Karte Hain To Hamen Hamesha fresh mind aur acche tarike Se Hi trading karne chahie Tak usmein Hamara apna hi fayda hai agar Ham trading Soch samajhkar Karenge tabhi Ham Kamyab Honge Agaram trading aise hi Laga Denge To usmein Hamen Khata Hoga isliye Kamyab hona hai to trading acchi Karen aur ismein experience aur information last Mein honi chahie hamare pass
            • #7 Collapse

              Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

              Ji han bilkul trading Soch samajhkar Karenge to hi Ham love se baat Sakenge Agar Ham Soch samajhkar trading Nahin Karenge To Ham kabhi bhi lao se nahin bache Payenge Hamesha Hamen nuksan hi Hasil Hoga isiliye Hamen Agar nuksan Se Bachana Hai To Hamen apni trading per focus karna hoga Uske bad hi Ham Kamyab Ho Sakenge Hamen kamyabi proper apni mehnat Se Hi Hasil hoti hai agar Nahin Karenge To Ham Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

                assalamu alaikum dear friend ji bilkul aap sahi Kare agar Ham trading soch samajhkar lagate Hain to usse ham los hone se bacha sakte hain isliye jab bhi trading open karte hain to aapko chahie ki aap ke pass bahut achch knowledge aur experience a agar aap Bahar experience ke trading karte hain to isase aapko bahut bada loss ho sakta hai aur is tarah aapka account wash ho sakta hai isliye hamesha jab bhi trading karte Hain to pahle iske bare mein information aur experience hasil karne aur iske bad Hi agar Ham trading karte Hain to hamen bahut achcha profit hasil ho sakta hai jitne hamare pass trading karne ke bare mein jitna hamare experience jyada hoga itne hamare liye profit hasil karne ke Chance jyada honge aur acchi tarah profit hasil kar sakenge isliye jaruri hai ki Ham agar marketing ko analyse karte hain market ki movement ko dekhte hain to no doubt hamen bahut achcha profit hasil hote hain aur ham is tarah Forex trading mein bahut successful ho sakte hain hamesha trade open karne se pahle marketing ki moment ko dekhna chahie aur uske bad hi trade open karni chahie..
                • #9 Collapse

                  Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

                  Dear forex friends g bilkul trading hmesha soch smajh kar krne chahiye jab hum jald bazi se trading krein gy to hmien loss ho sakta hai jaldi bazi wala kam shaytan ka hota hai or jald bazi wala faisla hmare liye bhot he ziyad nuqsan dah sabit hota hai hum jo bhe kam forex ki trading ho ya koj or kam ho hmien soch smajh kar karna chahiye jab hum soch smajh kar kam krien gy to usme hmien faida hoga us faisly me hmien loss nhi hoga forex par 90% log loss krty hain jis ki sab se bari waja yahi hai wi jald bazi krty hain or lalach krty hain jinke waja se unko loss hota gai ap jo bhe kam krien to sabar ky sath krien sabar kamyabi ki kunji hai sabar krne wala Insan hmesha kamyab hota hai or lalach se door rahna chahiye lalach bori bala hai lalach krne wala insan kbhi bhe kamyab nhi hota wo hirs ky chkr me hota hai lalach krne se kuch waqt ky liye faida to hota hai lakin jab loss hota hai hmara account wash ho jata hai hmari sari mahnat zaya ho jati hai lihaza hamien lalach se door rahna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

                    dear friend forex trading hamen soch samjh ker karni chahiye ager ham trading soch samjh ker kray gen to ham loss se bach sakte hain trading kerna asan kaam nahi hain is ko bari soch samjh ker kiya jata hain ta ke ham loss se bach sake forex trading per boht se log kaam ker rae hain lkn sab kamyab nahi hote acha trader wohi hota hain jo trading soch samjh ker kerta hain trading men hamen loss hone ke chance boht ziyada hote hain is liye hamen chahiye ke jab bhi trading kray to soch samjh ker kray ta k ham loss se bach sake hamen chahiye ke ham trading lagane se phele market ke analysis lazmi ker le is se ham ham ko pta chal jata hain ke ham kiss chezz per trading kray ager ham analysis nahi kray gen to ham ko loss ho sakta hain loss se bachne ke liye ham ko soch samjh ker trading kerni chahiye forex trading ager soch samjh ker ki jai to ham forex trading se boht acha bonus hasal ker sakte hain is liye hamen chahiye ke ham jab bhi trading lagai to soch samjh ker lagai
                    • #11 Collapse

                      Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

                      G sahi kaha ap ny humhyn trading soch smjh kay kerni chaye baaz okaat jald baazi mein ki gae trading ka humyn loss bhi ho sakta hai .. is leye hum jb bhi kam keryn soch samjh kay keryn. Koshish keryn kay sab sey pehly humhyn trade kay bary mein information honi chaye kay kb trade me aur kesy hum fayeda hasil kar sakty hain
                      Agr hum aik kamyaab trader banna chahty hain to humyn chaye kay sb se pehly hum marketing values ko seekhyn aur phr trading start kryn Kewn k baz okat marketing values down ho rahi hoti hain aur hum trading shuru ker dyty hain jo hmary leye loss ka sabab banti hain
                      • #12 Collapse

                        Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

                        G han loss say bachny k liye trade soch smjh kr krni chahye kun k agar hum market ko check nhi krty to market ko sahi trah say smjh nhi skty jis waja say market ki movement ko smjh nhi skty or loss utha lety hain lihaza market ko achi trah check kr k trade krni chahye.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

                          dear members trading lagaty waqt soch samajh k trading karni chahiay agar ap trading soch samjh k krengy to asani say ap success hojayngy trading me losssay bachny k liay sab say phly markeet k analysis ko dekh lena chahiay agar ap markeet k analysis ko achi trah samjhengy to asani say trading kar payngy trading ko soch samjh k karni chahiay kabhi bhi mistake me risky trading na kia kreen.
                          • #14 Collapse

                            Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

                            Assalamualaikum guys umeed ha aap sub khairiat sa honga ga or forex per Kam kr raha hon ga agar hamein trading mein loss sa bachana ha tu hamein trading soch samjh kr krni chahiya or iska rules ko follow krna chahiya taka hamein loss na ho agar hamein loss ho jai tu hum koshis krain ka next time apna best drain taka hum agli bar profit earn krna chahiya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading soch samujh kay kuray gy to he loss say buch pay gay

                              Assalamu Alaikum! Dear forex members. Trading krty waqt hamy soch samj kr krni chahye taky hamy profit ho saky. Trading bilkul Fresh mind se krni chahye aur soch samj kr krni chahye. Trading krny se pahly hamy chahye ky hum demo account par zaida se zaida practice kry taky zaida se zaida profit hasil ho saky. Forex main hamy kamyabi hasil krny ky lie zarori hain k hamy is platform ko zaida se zaida time dena chahye taky hamy experience aur knowledge gain ho saky.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X