Stop loss or take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    pehli bat tou ye k stop loss k baghair hmen koi bhi trade lgani hai aur na hi aisa sochna hai. hmen jb bhi koi trade lgani hai stop loss k baghair nae lgani hai.. stop loss hmary account ko bachata hai aur take profit hmaen hmara required profit deta hai aur hmari trade auto pe close kervata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      agar hum stop loss aur take profit dono ko trading main use karen gay to humari trading tabhi achi ho sakti hay so humay ye adat bna leni chahiey keh enko lazmi use karen tab acha earn kar sakty hy
      • #1098 Collapse

        forex. trading min jab ap kam kr rhy hoon to ap ko stop loss r take profit ko zroor lgna chiy jab b tarde kren baz dafa bnada sochta h k stop loss ni lgty to achank market value gir jati ha to apko boht nuksan ho skta h is liy ue zroor lgaya kren
        • #1099 Collapse

          stop loss or take profit is market main trading ko krny k time mian kuch options hain jin ko agar hum teek say use krna learn kr laity hain to khud ko loss say kafi zada safe kr saqty hain bus yehi hum ki is market mian try hoti hai
          • #1100 Collapse

            take profit or stop loss in say market main trading ko krna hum ki madad krta hai jis ki vaja say is market say humy loss hota hai or agar is say humy maloom kr laina is say madad milti hai sath main yehi hum ko safety say kaam ko krna ahi
            • #1101 Collapse

              agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading safe ho jati hay aur humara capital secure ho jata hay so humay esko apni trading ka hiss bana chahiey
              • #1102 Collapse

                Stop loss is a automatic order ke ap ka loss ek khas jagah se agy na ja saky jab ke take profit bhe automatic order hai ke ap ka profit ek kas jagah py book ho us se uper neche na ja saky
                • #1103 Collapse

                  stop lost aur take profit market kay aik bohat hi main aur important points hai kay jsi kay use karna aik achi bat hoti hai aur acha trader tu is ko alzmi hi use karta hi hai is liay aik seure trade karnay kay liay sub traders stops ko use kiya karay
                  • #1104 Collapse

                    dear agar bat ki jaye achi trading ki to ais mai ap ko stop loss aor take profit her trade k sath lagana chaye aus se faida ye hota hai k agar market ap k opposit jati hai to ap ko zayda loss ni hota aor ap ki trade ap ko thora sa loss dy k auto par close ho jati hain.
                    • #1105 Collapse

                      Forex trading business mein stop loss aur take profit ki buht ziada ehmyeet hy stop loss se buht ziada loss se Bach sakty han aur take profit se hum profit earn kar sakty han aur stop loss aur take profit tab lagana cahaiye jab hum koi trade open karain kiok trade tab hi open ki jati hy jab market ka analysis ho analysis se stop loss aur take profit ka use kiya jata hy
                      • #1106 Collapse

                        Stop loss aur take profit Bohat useful tools hain aur Inhe use krna chye her trade main is se beggeiners ko loss hone se save kia ka skta hai
                        • #1107 Collapse

                          Bahi Jan forex trading mein stop loss aur take profit ki bahot zaida ahmiyat hai himeinnin ko use krna chahiye aur profit hasul krna chahiye loss se bachna chahiye
                          • #1108 Collapse

                            stop lost aur take profit market me lagany kay bohat hi main fadia jo humay hota hai wo yehi hota hai kay i say accout safe rehta hai aur humay lost bi bara nai hona hota hai tu si ka har hisab say fadia hi hota hai is liay is ko alzmi us karay
                            • #1109 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Babar Khan پيغام ديکھيے
                              Dosto me abhi trading me new hu to meri ap sub se guzarish hai ke meri help kare hame trading karte waqt kis kis tim stop loss lagana chaiye or kab take profit
                              ap ko har trade main stop loss aur take profit lazmi lagana chahie takeh aap kisi bare nuqsan se bach skain aur apna profit bhi yaqeeni bana sakain. kiunke makret hamesha ooper nechay ati jati rehti hai is lie koi pata nahi kab nechay koi baara dip lagae ya ooper long jump lagae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                kisi bhe trade ko execute karnay se pehle us pair ka technical analysis zaror dekhein and agr apkay pas enough money hai toh long term trading karein jis mein take profit ko zara door rakhein agr short term trading kar rahey hon toh toh take profit ko near set karein. jab ap online hon tb in dono ki zarorat nahe ap jab chahein apni trades ko close kar sktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X