Stop loss or take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai agar ap ko take profit or stop loss prefect jaga par lagana hai to ap market trend ko bakhoobi samjhain or us ko calculate kar k apne stop loss or take profit ko set karen stop loss ziada pips minus mai rakhain or take profit mai thore se pips plus mai rakhain ap profitable rahengay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bohot acha sawal hay maray bhai main abhi newbie hun per manay jo abhi tak Forex main seekha hayu wo ye hay kay hamain take profit kay bagiar to trade karni hi nahi chahiay jab kay stop loss kam uz kam 30 pip ka to zaror set karna chahiay.
      • #63 Collapse

        as a new tradr aapko pehly stop loss or take profit ke demo account pe practice kar leni chahiay or internet se inko place karny ka method samjh lena chahiay. Ye kisi bhi successful trading me buhat help dety haien. Or app ke trading me risk ko reduce karny or profit target ko without any physical effort fill karny me bohat helpful hain.
        • #64 Collapse

          yes dear i agree with u ke forex mein stop loss and take profit bohat he important thing ha is ki waja se ap forex mein achi trading kar sakte hain r ap ka loss be kam hota ha r profit be acha ho jata ha ya aik boaht he achi cheaz ha r i like it
          • #65 Collapse

            forex trading main stop loss or take profit 2no bohat he achi chez hain agar forex trading main app log kisi be be trade main stop loss or take profit ko use karty ho tu forex trading main is main kisi be bari loss si bach sakty ho or is main app log kisi be bari target ko be hit kar k is main ek acha profit earn kar sakty h o
             
            • #66 Collapse

              Jee bhai yeh ek bhut achi strategy ya ek bhut achi trick hea yeh har broker deta hea ap log yeh laga kar ek achi tarde kartskate hea aur apni zida losssea bach skatea hea aur ap ko chea kea ap log zida sea zida achi earning kar st ,tp ka istaml kar kea achi earning kar ksea.
              • #67 Collapse

                SL Or TP ko munasib jagahon par lagana bi aapki strategy me shamil hota he, ab ye aap par depend karta he ke aap konsi staretgy use kartay ho ot kis tarha ap profit letay ho
                • #68 Collapse

                  G bilkul main ap sab ki bat say itfaq karta hon .kion kay koi bhi business shoroh kia jaey to agar ham usay achi tarah samajh ni saktay to hamain loss ho ga .is liey koi bhi kam start karnay say pahlay us ko achi tarah samajhna chahiey .aur hamesha yahi koshish karni cahahiey kay loss ki bajaey profit ho .aur is kay liey sab say zarori bat hai apni ghaltion ko daikhna aur unhain theak karna .
                  • #69 Collapse

                    forex trading ke karobaar mein stop loss or take profit bohat zyada hi ehmiat rakhte hen is liye jab bhi trading ki jaye to ye baat zehan mein bitha len ke apni har trade mein stop loss or take profit ka optin zror istemal kren ta ke loss se bacha ja sake.
                     
                    • #70 Collapse

                      Dear friends men abe tak pakistan forex forum ka new member hn,miry khayal men hamen trading start krny say pahly stop loss krna chaie and take profit krna chaie,stop loss krna k lie hamen trading k rules and regulation ko samjhna boht important ha.
                      • #71 Collapse

                        stop loss aur take profit ke waja sy muje be bohat profit hua hai katni bat main ger ky bahir hota tha aur mera tarde minus sy profit main giye hai aur take profit hit ker diye ha aur muje profit mel jata hai
                        • #72 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Babar Khan پيغام ديکھيے
                          Dosto me abhi trading me new hu to meri ap sub se guzarish hai ke meri help kare hame trading karte waqt kis kis tim stop loss lagana chaiye or kab take profit
                          dear dono hi parts hain business k ager hm kese b business main boht sara profit earn karty hain tu bazz time ko loss b face kara perta hy tu becareful during trading and get good success
                          • #73 Collapse

                            Stop loss aur take profit bohat hi behtreen tools hain forex mein aur inke baghair apko koi bhi order nahi lagana chahiye,jb bhi order lagayen inko set karden aur phir wait karen ke apka order ya to take profit ko hit kare,ya phir stop loss ko,beech mein apni trade ko kabhi bhi close mat karen.
                            • #74 Collapse

                              Forex mein stop loss aur take profit bhut ziada acha option hai kyun k forex mein jab hum stop loss ko use karta hai tu agar hum ko loss hota bhi hai tu wo bhut kam hota hai agar hum take profit ko use karta hain tu hum ko profit k target bhi pura ho jata hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Both are very important take profit ap ka profit ko save kar data ha aur stop loss ap ko zyda loss honay sa bachta ha. yahan pa ap ko stop loss main tori ehtyat karni parti ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X