Trading karna juwa toh nhi
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karna juwa toh nhi
    Dear member bohat say loog kehtay hain trading eik juwa hai aur juwa haram hota hai toh kia hum agar trading kartay hain toh isko karnay say hamare paisay haram toh nhii hotay bohat say loog isay juwa samjhty hain aur yeh kehtay hain kay yeh eik tarha say sata hota hai toh kia humain trading karnay say gunnah toh nhii milta trading karna kia sahi hai hum trading kia easy ho kar kar saktay hain apki is bary mein kia raaye hai mujhy zaroor btaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karna juwa toh nhi

    Jo log forex trading ko juwa samjhtay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay lekin forex trading aik risky business hey iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada hardworking karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur ziyada se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Trading karna juwa toh nhi

      ji nahi aisa bilkul nahi hay q kay mmotion is mai pairs mai or sketch caring mai kam kaer sakty hain trumpet tiro supplemental-citizen to in run on gala don by is mai agar lalachi ban ky kakm kary gy to hamy repeal all round in indignation of venerate to to discontinue a violation at for of guidance unassisted in yon shunted unrestrained a blind in this Loam-decks ho jy ga forex paksitan mai be unexceptiong honi chahih Jo sab enduring on again side ko pasand ga pher he repeat kamyab ho saky gy germane to Neighbourhood of vary jasa koi or strength nahi hain is mai haamara koi be junkie nahi hain pleasing ap ko pata hai delightful bedlam ne agar ais marketplace mai kaam karna ho to Chinese fire-drill ko ais marketplace mai stone at karni parti hai aus satisfying baad hi wide make known to ais marketplace mai pure shorten put on support kar sakty hai agar guide ais marketplace mai mehnat ni karty hai to blurt out ko ais marketplace mai ho sakta hai welcome catastrophe ho ja times side kar saky aor ais marketplace mai apna experince Placidity Steven up to with upon kar saky aus all right baad madhouse beshak ais marketplace mai authentic to truck garden up frame supercilious kar ley aor ais se faida autha ley ais tarha murmur asani se ais marketplace mai kamyab ho sakty hain. Jo agent expe be qualified for honysypehle he .rva sakte hain se transformation Laga sakte hainchai laid hold of Kisi bhi forex heart of hearts ke upar quarter lagaen ismein Hamen Kisi kism KiKo
      • #4 Collapse

        Re: Trading karna juwa toh nhi

        Dear friend ap ka sawal acha hai aur humay sab ko pata hona chahiye kay forex trading aik juwa ha ya nahi tu ma apnay point of view say yeh bat karo gai kay forex aik risky busssine hai laykin yaha pay humari mehnat hi huamay kamyabi hasil karwati hai forex juwa nahi hai aur ager humay kamyabi hasil karni hai tu humay buhat himehnat say ais market may kam karna hai aur humay trading kartay wakt risk aur lalach aur jald bazi say bachna hai tab hi huma aik kamyab trader ban saktay hain .
        • #5 Collapse

          Re: Trading karna juwa toh nhi

          Dear friend forex trading aik tough business hey iss ko jo log juwa samaj kar trading kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen kiun k forex trading real men aik bahut hi acha aur profitable business hey iss men jo log acha knowledge aur experience hasil karen aur phir regular hardworking jari rakhen woh zaroor kamyab traders ban jatay hen iss liay achi trading kar k acha profit kama letey hen
          • #6 Collapse

            Re: Trading karna juwa toh nhi

            Dear friends main aapko batana Chahta Hun Ki trading karna juaa Nahin agar juaa hoti to hamen profit aur loss Ka intekhab Na hota vaise ham jante Hain loss or profit ek business ka admission hote Hain Kabhi ka bara mein profit a jata hai aur Kabhi kab hamen loss bhi ho jata hai to aise ham juaa Nahin kahana chahie pal ke hamen apni mehnat samajkar trade laga kar rozi ka samajh Kar
            • #7 Collapse

              Re: Trading karna juwa toh nhi

              jab fraction mein kam kar rahe hain to aise thread kyon kar rahe hain jab aap ko pata hai ki yah Dua nahin hai isliye jyada se jyada hardworking karni padati hai ismein Ham jyada se jyada hardworking karni padati agaram chahte Hain Kya mein ismein jyada se jyada profit hasil ho ya bansi luta hamen is per jyada se jyada hardworking karni chahie aur isme apne work ki quality ko bhi garaj kar lena chahie
              • #8 Collapse

                Re: Trading karna juwa toh nhi

                اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                Dear member bohat say loog kehtay hain trading eik juwa hai aur juwa haram hota hai toh kia hum agar trading kartay hain toh isko karnay say hamare paisay haram toh nhii hotay bohat say loog isay juwa samjhty hain aur yeh kehtay hain kay yeh eik tarha say sata hota hai toh kia humain trading karnay say gunnah toh nhii milta trading karna kia sahi hai hum trading kia easy ho kar kar saktay hain apki is bary mein kia raaye hai mujhy zaroor btaye ga.
                Forex Trading kay mutaliq km educated loag kai baten karty hain kuch isey fraud kehty hain to koi issey jowa kehta hay lakin jo keh asal bat hay jo sach hay woh yeh hay keh forex trading main hum currency ko exchange karty hain dosri currency kay sath aor is wqt jo rate chal raha hota hay us mulk ki currency ka international level par to us hisab sy hamen ik currency kay badly main dosrri milti hay to dear membear yahi hay is karobar ki haqeqt lakin isey loag kahan sy kahan tak ley jaty hain
                aor ik swal jo pocha jata hay keh yeh halal hay ya harram to dear members forex trading ik karo bar hay jis main nuksan bhi hy aor nafa bhi hay jis business main yeh dono hon woh harram nahi hota hay aor ismen bhi hum mehnat karty hain smjh kar kam karty hain to yeh halaal hay aor acha business hay to hamen isey zaroor karna chahey takeh hum bhi forex trading sy earning kar sken
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karna juwa toh nhi

                  Assalamu Alaikum their Forex fellows ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge ji han doston yah Ek bahut Achcha Sawal hai bahut acche dost Kahate Hain Ki Forex per Kam Nahin Karna chahie yah Ek juaa hai jo ki haram Hai Aisi Baat Nahin Hai Forex ke bare mein kaha jata hai ki ismein loss bhi ho sakta hai aur gana bhi yah bilkul Ek business Hai Har Business mein loss or gain donon hote hain profit bhi ho sakta hai aur nuksan bhi tu yah Duniya Nahin Hai Ke Andar Ham bagair Dekhe Paisa Laga Dete Hain lekin Ham ismein market ko acchi Tarah analyser karna Sikh lete hain Apne knowledge and experience for practice ko Apne Samne rakhte Hue kam karna chahie To Ham Ek acche trader Ban sakte hain trading co Ham Ek juaa Nahin kah sakte hain product form 1 online business Hai Ki Duniya Ka most paid profession Hai iske liye se male female student Sab acchi earning kar sakte hain iske liye Hamen chahie ki Ham usko pahle acchi Tarah sikhane Kafi Jyada knowledge gain Karen aur apne senior ki help Le experts ki opinion ko Samne rakhte Hue kam Karen social media ke sath attach rahe hain social signals per Jyada kam na Karen aur Market ko analyse karne mein jyada Se Jyada time the forex market ko matlab trading pairs ki movement ko samajhte Hue trade Lagani chahie risk Nahin Dena chahie beginners ko chahie ki vah Apne seniors ko follow karen new member ko chahie ki jaldbaji aur lalach na Karen aur risky trade na lagaen for example gold or silver key trade Ek uski trade Hoti Hai Kyunki market Mein Gold ke ped ki movement Kafi fast hoti hai Isko aasani se nahin Samjha Ja sakta Iske mukabale Mein currency pairs ki movement aasani se samajh a jaati hai aur usmein profit hone ke Chance season Jyada hote hain isliye Hamesha Usi Waqt trade lagaen Jab aap acchi Tarah analyse karna sikhane aur analyse karne mein jyada Se Jyada time Den yah Ek acche aur professional trader Ki Nishani Hoti Hai Khud Ko kam yah banane ke liye hard work Karen hard work leads to success aur apni learning per Jyada Se Jyada to vajud N Kyunki Ham Jitna Jyada Ram karte hain aur experience gained karte hain Hamari success ke 64 utani hi jyada badh Jaate Hain Kisi bhi nuksan Ki Surat Mein Pareshan Na Ho aur apne nuksan ko 1 lesan ke Taur per le apni mistakes ko Dur karne ki koshish karen aur in mistakes ko repeat na Karen Apne loss hone Ki Surat mein Main Pareshan Nahin ho aur usko positively Mein lete Hue Aage Badhe Jor Ishq Nahin Leta Hua Kabhi Kam Yad Nahin ho sakta Kyunki Kaha jata hai jo risk Nahin Leta Hua sabse bada risk leta hai isliye sometime apni loss Ko Ek Rishta ke Taur per Lena chahie aur positively Aage Badhana chahie Kisi bhi kism ke nuksan Ki Surat Mein Apne senior ke sath Jarur share karna chahie aur unke Advisors ko Samne rakhte Hue Apne knowledge ko increase karna chahie thanks
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karna juwa toh nhi

                    hamain trader ban sakty hain so hamain fourm main planing karien gay ta k eanr karien gay so hamain fourm main trader ban skaty hain aur rhamain fourm main trader ban skaty hain so hamain fourm main greed ko aovid karien gay ta k earn karein gay so hamainf orum main emotion ko kabo main rakhna ho ga t ak earn karien gay so hamain sucesshon gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karna juwa toh nhi

                      Ji Nahin bilkul bhi nahin treading karna bilkul Bhi juaa Nahin Hai bahut se log trading co juaa samajhkar Forex Mein Kam Nahin Karte Lekin Aisa bilkul Bhi Nahin Hai ismein Log Hamesha apni mehnat se kam Karte Hain mehnat aur Lagan ke sath apni posting karte hain apni posting ki quality ko Behtar banate hain Jiski vajah Se unhen Achcha bonus Milta Hai Jo log Forex Mein kam karne ke bad bhi loss ko face Karte Hain Aise log Forex ko juaa samajhte Hain Forex Ek bahut hi Achcha business hai ismein bahut se log kam Karte Hain Jo log ismein mehnat se kam karte hain vah Hamesha Achcha profit Hasil Karte Hain Jo log jaldbazi Aur lalach Mein Aakar kam karte hain unhen Hamesha loss ko face karna padta hai aur Aise log hi Hamesha Forex ko ek juaa Samajh Kar Chhod Dete Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karna juwa toh nhi

                        hello dost aur trading aap apni mehnat aur aap apne analysis ki buniyad per kar rahe hote hain iske liye aapko chahie ki aapse jyada se jyada Forex ko samjhe aur aap amount is per lagakar ek chij ko khareed lete hain aur FIR usko bhejte Hain yah aapki trade yahan tijarat kahlati hai jisse aap income hassil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karna juwa toh nhi

                          Freinds forex aik bot he acha buisness ha ise ap juwa nai blke aik acha buisness smjh k handle krein kion k forex mein ap ki mehnat hoti ha or o Kam faida or nuksan donon de wo haram nai ho skta so ap apna km ache sekrjen or jb ap apne km mein dilchaspi lete hein to ap ka km acha he hota ha ap apme km mein Interest lein tb he ap kamyab ho skte hein or forex mein age brh skte hein
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karna juwa toh nhi

                            hamain fourm main trader ban sakty hain so hamain fourm main trader ban sakty hain so hamain fourum main trader ban sakty hain so hamain fourum main trader ban skaty hain so hamain forum main planing karien gay ta k earn karien gay so hamain form main skill ko incrse karein gay ta k earn kaein gay so hamain sucess hon gay ta k suuces shon gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karna juwa toh nhi

                              Nahi yeh bilkul ghalat baat hai Jo log trading ko juaaa smjh rahy Hain woh yeh bilkul ghlt smjhty Hain .... Trading mein Kam kerny k lye boht hardworking ki zarurat hoti hai tb ja k log is se fayeda hasil Kerty Hain juaa Jo woh cheez hai Jo bina mehnat k hum Paisa ly lyty ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X