assalam o alikum members trading karna bahut he mushkill hota ha jab ham market ka wait karty han or yahan hamen wait karna he parta ha agar profit lena ha to lakin ham kaya karty han ka emotion par cantrol na kar ka ham log khud jan bojh kar disturb karty han khud ko preshani main le jaty han market kisi ki nai manti apni marzi karti ha lakun ham na market ka mutabik chalna hota ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим