Accept your loss and learn from it

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Accept your loss and learn from it

    Assalam o alaikum dear member
    Hamen apna loss accept kerna chahiya na k forex chor kr bhaag Jana chahiya balke apne loss ko accept kerte hoe ye dekhna chahiya k ham ne kahaan pr ghalti ki he Jo hamen jiski wajaa se nuqsan uthana pra or us ghalti ko sudharne kliya aage berhna chahiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Accept your loss and learn from it

      Hello members kaise hain sab ummid sab theek honge ji members hamen kitni jyada mehnat karenge itni hi benefit milte Hain to agar unfortunately hamen trade karte hue kabhi loss hota hai to hamen BP himmat nahin karni hai banke apne kam ko jari rakhna hai aur jyada se jyada mehnat karni hai next time ke liye takia mein jyada Pani pita se hun
      • #18 Collapse

        Re: Accept your loss and learn from it

        Assalam o alaikum dear forex members ham aksar apny loss se apna confidence low kar dety han jo hamen nuqsan deta hy r ham kisi bhi forum per agy barhny se darty rehty han jo hamen kamyab nii banny deta islyee agar loss bhi ho to hamen pechy nii hatna chahye balky aik authentic waja dhondhni chahye loss ki r apny loss ko qabol kar ky mazed apni improvements karnii chahye taky in future hamen loss na ho r agar loss ho jae to kam az kam had tak ho jo hamry self confidence ko barqrar rakhy r hamen agy barhny k leay hosla milta rahy.
        • #19 Collapse

          Re: Accept your loss and learn from it

          Aapane bilkul theek kaha hai ki humko apna loose hone ka chance khatm karna chahie kyunki jab ham lose nahin honge to hamare pradan bahut acchi ho jayegi aur humko bahut achcha experience asroga jaise humko bahut accha profit milega use waqt Ham ko bahut achcha takat milega jab Ham bahut acchi mein hath karenge aur bahut achcha experience shasan karenge
          • #20 Collapse

            Re: Accept your loss and learn from it

            Assalamualaikum dear members kesy hn umeed krti hn k ap sb thek hn gy forex men kam krty huay apna loss accept karain r apny loss ko recover krny ki koshish karain tbbi hm kamyab hn gy r kuch pa sakty hn r kuch pa sakty hn r agy barh sakty hn bs mehnt k sath kam karain
            • #21 Collapse

              Re: Accept your loss and learn from it

              G ha dosto jab hamee loss ho jaee to hamee himat ni harni chahia or na hi kam ko chorna chahia balka hamee loss ko accept karna chahia or hamee loss ko recover karna chahia or hamee a6a profit hasil karna chahia thanks friend
              • #22 Collapse

                Re: Accept your loss and learn from it

                Yes bro mistakes hi waja banti hai loss ki aksar or luck ki baat bhi hoti hai lekin mehnat zaya nahi hoti ye bhi yaqeen hona chahiye is liye loss ho jaana bhi business ka hissa hai lekin online earning mai loss ho jana koi barri baat nahi hai bus hosla ya courage hona lazmi hai aagey janey kay liye bas mehnat karen or jesa bhai nay kaha hai kay ghalti say seekhna hoga
                baar baar aik hi mistake ko repeat nahi karna jo log apni ghalti say learn kartey hain wo bohat jald hi success kay kareeb chaley jaatey hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Accept your loss and learn from it

                  Ji bilkul Agar aapko frustrating Kendra loss Hua Hai To kabhi bhi aap Logon se Ghabraye Nahin aur trading co Chhod Nahin Aapan lor Se Samjhe sikhen aur Dekhe ki aap bolo Kis vajah Se Hua FIR aap ek acchi Adnan ki taraf se Agar aapko loss ho gaya hai to use Lo Se sikhen Uske hone ki vajah kya hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Accept your loss and learn from it

                    ji han aapane bilkul theek Kaha Hamen Apne loss ko ek saaf karna chahie Bhulna bilkul Nahin chahie Agar aur nahin karna chahie Kyunki nuksan Se Hi Ham aage badhate hain aage sikhate hain Aisi mehnat Karen kya aapko Dobara kabhi loss Na Ho Kyunki Jab load hota hai to Insan ka mind active hone ki vajah tum ho jata hai Se Koi kam Sahi Nahin Hota Kyon Kyon tension mein save kar leta hai aapko chahie kya Pareshan na hun ke sath trading Karen Karen Karen
                    • #25 Collapse

                      Re: Accept your loss and learn from it

                      Assalam.o.alaikum
                      G han ap ny boht achi bat ki hy pakistan forex main kam karte hue aapko apne nuksan Ko accept karna chahie aur aage se apne hone wale nuksan Ko Nahin hone Dena chahie Kyunki Jab aapko Ek Bar nuksan hota hai to aap use nuksan ke hone ki Mitra ko search Karen aur post mistake ko search karke aap FIR acche tarike se kam Karen aur use mistake ko again repeat na hone De Chuke Jab aap ek tarike se kam karte hain aur mehnat se kam karte hain to vah mehnat aapko profit bhi deti hai aur aapko bahut Achcha bonus bhi deti hai aur aapko bahut acche tarike se kamyabi karti hai...
                      $#@#i Khan
                      • #26 Collapse

                        Re: Accept your loss and learn from it

                        assalamu alaikum friends kaise hain aur sab khairiyat se honge ummid kar dun fir se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge aur kamyabi ko apna muqaddar bana rahe honge ji Bhai aapane bilkul theek hai aapko apne loss ko accept karna chahie kyunki agar aapko loss ho jata hai to aap sabko aise bahut jyada shapath milta hai to aapko jyada se jyada learning karni chahie jitne jyada aap lag nahin karenge itna hi aapke liye fayda hai jitni aapki learning Ho Gaya aapke pass experience hoga knowledge hoga aap achcha karke cprofit hasil kar sakenge thank you so much friends
                        • #27 Collapse

                          Re: Accept your loss and learn from it

                          Salam
                          Forex main jb b kisi ko loss ay to us ko chahye k who zaida se zaida information hasil karny or market main hony wale apny loss se sabak sekhain ta k jb dosre bar ap trading karain to loss na ay jb b loss ata hy hamesha hamare galtiyon ke waja se ata hy or jb hum un galtiyon ko dobara karain gy to dobara loss ho jay ga is laiye hamain apne galtiyon se sabak sekhain or un ko kam se kam karain ta k acha result mil saqy
                          • #28 Collapse

                            Re: Accept your loss and learn from it

                            Slm members umeed karti him ap kheriyat c Hon gy g Han members loss Tu har business ka hissa hai Tu tension ni len blkh yh dekhin k khn p apki mistake hai Kahn ap ne Galt Kar dia Kahn ap peechy rhy gay r us glti ka pta lgaty hoy us glti ko na krny ki qsm khaen r agy brhin na k usi glti k peechy bht jaen apny loss p sbr krin r agy brhin yh future m apko Acha hi sila dy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Accept your loss and learn from it

                              Yes dear Forex number aapane bilkul theek hai kya kara Mela so Jata Hai To Hamen usse Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke Jis Misty ki vajah Se Mila so ja main use mistakes ko remove karna chahie aur Hamen Apne knowledge Ko In improve Karke aur apni learning ko improve Karke profit Hasil karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X