✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.
    Dear Forex members hamen chahie keh jab bhi trade open karen to apni liye ek target set karna chahie aur its target tak pohanchny kay liyesabar se kam Lena chahie ek dafa trade lagane ke bad bar bar trade ko dekhna nahin chahie kyunki is tarah se bar bar agar aap trade ko dekhenge to yah aur involve hongi to isase aapki trade effect ho sakti hain aur aap apni trade ko close bhi kar sakte hain jisse aapko loss bhi ho sakta hai to trade opencart pahle se target set karna chahie aur stop loss or take profit pahle se lagana chahie aur trade open karne ke bad sabse kam Lena chahie aur apne target ka wait karna chahie.
    سرکار
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
    Dear Forex members hamen chahie keh jab bhi trade open karen to apni liye ek target set karna chahie aur its target tak pohanchny kay liyesabar se kam Lena chahie ek dafa trade lagane ke bad bar bar trade ko dekhna nahin chahie kyunki is tarah se bar bar agar aap trade ko dekhenge to yah aur involve hongi to isase aapki trade effect ho sakti hain aur aap apni trade ko close bhi kar sakte hain jisse aapko loss bhi ho sakta hai to trade opencart pahle se target set karna chahie aur stop loss or take profit pahle se lagana chahie aur trade open karne ke bad sabse kam Lena chahie aur apne target ka wait karna chahie.
    dear members forex trading main sab sy ahm chez jo hum ny set krni hoti hay woh hay target agr hum nay apna traget set kr kay work kiya to hum zaroor ismen kamyab hongy kun keh forex trading ik sabar aor intezar wala business hay agr hum ismen achi trah sy work karengy aor sahi time tk wait karengyy to tab hi hum kamyab hongy
    • #3 Collapse

      Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

      Forex Mein kam karte hue daily basis per aap logon ka ek target Hona chahie kya aap Logon Ne Ek Din Mein yah target pura karna hai agar aap pahle target banaa Lenge aur Stargate ko daily basis per complete karne ki koshish Karenge Tu Is Tarah aap Logon ki acchi strategy Ban Jayegi aur aap log daily basis per Achcha takat achieve kar Sakoge aur jab aap log vah daily target achieved kar lo to Fir aapko chahie ki aap extra trading se avoid Karen bus next Dekhe target ke liye aap log planning karna start kar de Ya Na Ho Kya aapka trading Jo target hai vah pura Ho Jaaye aur aap lalach Mein Aakar aur trading Shuru kar de jisse aap ka pichla munafa bhi khatm ho jaaye aur aap Logon Ko Koi fayda Na ho isliye main aapko Yahi kahunga ki aap log Apna daily basis per target set Karke trading Kiya Karen fayda hoga
      • #4 Collapse

        Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

        Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum daily k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen. Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy. Forex trading me kaam se hamen forex trading me practice karne k leye experience ki zarorat hoti hai. Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.
        • #5 Collapse

          Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

          hello doston trade hamesha open karne se pahle analysis jarur kar liya Karen Taki aap acche tarike se trade ke bare mein samajh sake aur hamesha samajh aur soch ke sath hi trade upar karni chahie tha ke aap nuksan se bach sake aur achcha profit hasal kar sake
          • #6 Collapse

            Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

            Ji bilkul. Trade karne se pehly aik target set krna chahiye or yeh ke jis cheez pe trade kren us ke bare mein complete knowledge honi chahiye us cheez ka market rate maloom hona zruri hai warna ese ap ki trading nakam jayegi or apko bohot loss hoga
            • #7 Collapse

              Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

              Ji bilkul Hameed Lagane Waqt yardrat open karte waqt market Ko achi tarike se analyse Karke ki trade Lagani chahie agar aap market ko acche tarike se analyse Karke trade Lagate Hain To aapko bahut Achcha benefit Hasil ho sakta hai aur treat open karte hue Yatri Lagate Hue Apna Ek target set kar lena chahie jo aapko Ek acche profit Kidhar liye Jaaye
              • #8 Collapse

                Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

                hum market mai trading kar ky pasia kma sakty hain hum is mai part ime be kam kair sakty hain humj is ai ful time be kam kar sakty hain yai aik amm business jasa nahi hain hum is mai bager balance account bana kar be ikam jkar sakt hain yai aikamm business jasa nahi hain hum si mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma he loss hain na
                • #9 Collapse

                  Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

                  g han trade laga kar munga hasial kiya ja sakta hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day maai be kam kar sakty hain hum is mai bager balacne account bana kar be kam kar sakty hain yai aik best busienss hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kair sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

                    G haan dear sahi baat ki trade open karty waqt apne liye target zaroor rakhen qk hum jb target ko set Karen ge tu hamari focus hamary target pe ho gi hum hum pori mehnat say target ko hasil karne me lag jaty Hain aur phr hamen kamyabi milti hai aur hamen chahye k jb bh trade Karen tu market ki achi trah watch Karen aur market ki news ko read Karen aur market ki movement ko dekhen aur phr target set Karen due target apne Thora rakhna hai aur zayada target nh rakhna aur hum is trah zayada preshan nh hon ge aur hamara account bh secure rehta hai aur is trah hum achi trade Kar sakty Hain aur apne target ko hasil Kar sakty Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: ✅ Trade open krty wakt apny liye target zaroor rakhy.

                      Assalam waliqum kya hal hy dear all forex members app sub khariyat sy honga g Han forex Pa app kam kr ka bahut passa kma sakty han or is kaliya zarori hy phly ap isko samjh kr Kam kry or achi earning kry forex Pa is kaliya posty krni chahiya or post bhi achi quality ki honi chahiya ta ka app ko is ka fada ho app ko chahiya k app fresh mind ka sath kam Kerna hota hy or hard work kamyabi ka Zrya hy or insan mahnat kr ka bahut passa kma sakty han or jb app trade open krty han to app is ma apna hadf set krliya kry t ko app ko is ka fada ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        ### Trade Open Krty Waqt Apny Liye Target Zaroor Rakhy
                        Trading ki duniya mein kamyabi sirf dasti strategies aur market trends ko samajhne se nahi milti, balke isme aik mushkil aur zaroori element bhi hota hai: target setting. Jab aap trading ke liye enter karte hain, to aapko apne liye clear aur achievable targets zaroor set karne chahiye. Ye targets aapki trading strategy ko focused aur disciplined rakhte hain.

                        Sab se pehle, target setting se aap apne goals ko achi tarah define kar sakte hain. Jab aapke paas clear targets hote hain, to aapko pata hota hai ke aapko kis price level tak pohanchna hai, aur aap kis risk level ko accept karne ke liye tayyar hain. Isse aapki trading decisions zyada informed aur rational ban jati hain.

                        Ek achi strategy ye hai ke aap short-term aur long-term targets ko alag-alag define karen. Short-term targets aapke daily trades aur immediate objectives ke liye honge, jabke long-term targets aapke overall trading goals aur financial aspirations ke liye. Isse aap apne daily trading decisions ko aapki bade goals ke sath align kar sakte hain.

                        Market ki volatility ko samajhna bhi zaroori hai. Targets set karte waqt, aapko market ke possible fluctuations aur risks ko bhi consider karna chahiye. Overly ambitious targets kabhi-kabhi unrealistic hote hain aur aapko unnecessary stress aur losses ka shikaar bana sakte hain. Isliye, realistic aur achievable targets set karna better strategy hai.

                        Agar aap apne targets ko regularly monitor karte hain aur unke mutabiq apni strategy ko adjust karte hain, to aap trading ke world mein zyada successful ho sakte hain. Target setting se aap apne trading decisions ko zyada structured aur focused bana sakte hain, jo aapko long-term mein better results de sakta hai.

                        In sab baaton ko madde nazar rakhtay huay, jab bhi aap trade open karen, apne liye clear aur achievable targets zaroor set karen. Ye aapki trading journey ko organized aur productive banane mein madadgar sabit ho sakta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X