Best indecator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Well, I don't believe in any of the indicators, they don't tell us the right thing most of the time and they make us unable to believe in our own trading skills. If you are using any of the indicator then it will not make you able to develop any trading skills in you.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      janab agar mere nazar se deke to mr sirf apne hee nazarye se trading karta ho . aur kese tara ka bee indicator use nahi karta ho . pehle jab me ne es market me entry kee to pehle me indicator use karta tha leken os me koi faida nahi tha .
      • #33 Collapse

        Indicators are our tood friends inf orex. There are lots of indicators for forex. Among them I use MACD as my favorite indicator. you can try this in your trade, Thanks.
        • #34 Collapse

          dekho bhai 2 tarhan ka indicators hote hain aik to forex indicator hote hain jin pr agar app rely krte ho to woh galat bhhi ho skte hain har dafa nhi aur dusre hote hain economy indicators woh app ko country ki economy ka batate hain aur un pr study krna zada behtar hain kiyn kah agar app sahi study krte ho to kabhi galat result nhi ayega.
          • #35 Collapse

            the indicator that has the best performance in the market is the trend indicators. the first of them is the MACD, it works for a continuing trend. the other one I also use is the SF Trendline indicator. they are not perfect but are still the best.
            • #36 Collapse

              my dear i thinks sab indicator humein just 40% hi sahi guide kartey hain aur 60% fake guide kartey hain es liye humein indicator ki bajey market ko follow aur analysis aur fandamental news ko follow karna chahiye his a best es say app acha profit market sey earn kar saktey hain
              • #37 Collapse

                dear me to forex pe new ho aur trading sekh raha ho aur knowledge aur experience haasil kr rahaa ho aur learning kr raha ho me ne to abi trading start nae ky mje to best indecator kee baary me koi ilm nae hy
                • #38 Collapse

                  dear indicator hamaari trading me kaafi helpkertay han jin ko hum use ker sektay han ore mera favourite indicator alligator ha jis me reguler use kerta hun jo k market ka trend show kerta ha ore kaafi help deta ha
                  • #39 Collapse

                    salamto all ,dosto mujah joo indicator ziada pasend hay woo BOLINGER BAND ,ALLIGATOR ,RSI ,CANDEL STICK and FRACTAL hain.may in ko hi use kerta huin.
                    • #40 Collapse

                      maray khyal ma bollinger band indicator scalping k liya best indicator ha, ma apni trading ma bollinger band indicator use karta hon or mujy is indicator k use sa prices predict karnay ma kafi madad milti ha.
                      • #41 Collapse

                        jee my dear bhot sa trader na thek kha ha nour hum ko indicator par zaror market ko analysis karna chay our ya bhot important bh hoty ah forex me trading karty hova our bhot sa indicator ha jin sa ap market ka trend ko dhak bh sakthy ho
                        • #42 Collapse

                          mere dost jaha tak iandicator ka sawal hai to agar aap indicator ko samaj sakte hai to har indicator aap ke liye kaam karega . baat indicator ko samajne ka hai . me to aksar apne dimagh se trade lagata ho . jab bee me ne indictor ko follow kia hai nuje aksar lost howa hai .
                          • #43 Collapse

                            forex main indicators ka koi khass role nahi hota indicators sirf aur sirf tools hai apko agar kameyaab hona hai forex main tou koish kare ke app indicators per depend nahi karhe kyun ke indicators kabhi galat bhi info dete hai.thanks.fibonacci use kare:)
                            • #44 Collapse

                              wese to different indicators use hote hain trading main aur trader apni marzi se apni tarding main isse set karte hain lekin indicators hamen sirf market ki movemnt ko batane main help karta hai hum is pe 100% depended reh ke trading nai karsakte kiun ke bais auqat market in ke against bhi chali jati hai hamen chaye ke apni strategies ki madad se aur indicators ko watch karte hoe tarding ki jaye take hum bare nuqsan se bach saken. Aur mere khayal se new tarders ke liye moving average ka indicator best hai aur yeh easily bhi bohat hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Mei trading k lie indicators ko prefer nahi karti q k indicator pe hum bilkul depend nahi kar sakty agar indicator ki vaja se hamain benefit ya profit hota hai then inhi indicator ki vaja se hamain loss bhi ho jata hai q k indicator are robots and they have no mind so mei just manual trading kar k he satisfy rehti hon.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X