Forum me experiance important hai ya knowledge???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

    aapki bahut important information hamare sath share ki hai ki jab Ham forex per kam kar rahe hoti hai tumhare liye knowledge importance rakhta hai ya experience importance rakhta hai mere khyal mein knowledge ki apni importance hai aur experience ki apni important hai agar hamare pass knowledge nahin hoga to hamara experience nahin banega jab Ham forex per kam karte hue apne knowledge ko increase karte hain aur kisi knowledge ki base per kam karte Hain to hamara experience banta hai agar hamare pass nahin hoga to kaise aaega isliye hamesha form per apni knowledge to increase karne ki koshish karen aur jab aap apni knowledge ki forex per kam karenge to aisa aisa aapka experience we increase hoga knowledge or experience ki base per aap ismein kamyab Ho jaenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

      Forex main Success hasil karny ka lia aap ko market main Knowledge saab sa pely hasil karna ho ga jab ap market main acha Knowledge hasil kar lyty hain toh aap ko uss knowledge ke Achy sa practice karna hoti hai practice karny ka bad he aa iss main kamyabe hasil kar sakty hainis lia ap ko iss main Knowledge or practice kar ka apna Experience acha karna Ho ga jaab ap ka Experience acha Ho ga toh ap ko kam karny main or real investment ko handle karny main asani rahy ge or aap kamyab ho sakty hain.
      "Successful investing takes time, discipline and patience.”
      Bitcoiner!
      • #33 Collapse

        Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

        Assalamu Alaikum dear forex member ummid Karti hun kya aap log bilkul khairiyat se Hogi aur apne kam ko imaandari ke sath saranjam le rahe Honge bahut hi Achcha question Kiya aap Logon Nahin phone mein experience it hai kya knowledge to main aap log Ko Bata To Chalun ki police Ne space pay water Technology Hamen chahie ham log Apne kam se kam Karen Delhi 50 post Karen deliver Sapna kam Karen tab jaati ham log Kamyab Ho payega serial kar Payenge Hamari kamyabi ISI mein hai
        • #34 Collapse

          Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

          Pak Forex forum mein experience or knowledge donon bahut zaroori hai bagair experience ke aap Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte aur bagair knowledge ke aap Forex mein experience level increase nahin kar sakte isliye Agar aapke pass knowledge hoga to aap usko utilise Karenge aur usko aap experience may change Karenge Agar aapke pass knowledge Nahin hoga to aap ko experience gain karne mein bahut zyada Waqt lagega isliye experience or knowledge donon hi Forex mein bahut important hain.
          • #35 Collapse

            Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

            dear friend Assalamu Alaikum Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki Forex trading Mein Jab tak aap acchi mahine Nahin Karte aap Kamyab Nahin Hote Kis Liye jaruri hai experience ke sath hi aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain jaise ke agar aap Pakistan Forex forum per kam karna chahte hain to Achcha experience Jaruri Nahin lekin knowledge Hona jaruri hai ki Kaise aap ismein post karen to uske liye jaruri hai ki aap Sabhi post ko read karte hue kam Karen Taki aapko Koi Mushkil Na Ho
            • #36 Collapse

              Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

              Assalam O Alaikum Dear Forex member bahut acchi post share ki hy apne k iss forum p kaam krty rhen experience hasil kren knowledge hasil kren ta k accha bonus hasil kr sken
              Dosto knowledge aur experience kc bhi kaam ki kamyabi k liye zruri hoti hn kc kaam ka jab experience hasil hota hy to uska knowledge bhi sath mn hasil hota rehta hy experience akela hi achieve nhi hota ye dono hasil hoty hn to hi kamyabi milti hy
              • #37 Collapse

                Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                Assalamu alaikum India friendship agar aap Forex mein achcha knowledge rakhte Hain tab hi aap kamyab ho sakte hain agar aapke pass forest Kerala achcha knowledge Nahin hota to aap Kam Nahin kar sakte jab aap Kam Nahin karenge to Aapka experience Nahin Hoga isliye sabse pahle achcha knowledge Ka Hona lazmi hai Uske bad apna Kam karte hain tab aapka experience increased hota hai isliye jyada jyada information increase Karen aur apne knowledge mein izafa Karen taki aap aap mehnat ke sath Apne kam ko achcha karne ke phool koshish kar sakte hain aur ab hamesha Apne kaam par focus rakhen Dil laga kar kam karenge to aap kamyab honge kyunki kamyabi hamesha mehnat ke sath aur acche knowledge ke sath hoti hai agar aap mehnat karte hain Dil laga kar kam karte Hain to aap apne maqsad mein kamyab ho jaate Hain isliye Apne aapke pass work ke bare mein achcha knowledge aur achcha experience ka hona lazmi hai tab aap apne maqsad mein kamyab ho jaenge 👍
                • #38 Collapse

                  Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                  G bilkul apki bat thk he is forum mae experience ka hona importent he r knowledge bhe is lye humesha dono per focus kren to hi apko kamiyabe miky ge is lye hemesha soch smjh ker work
                  • #39 Collapse

                    Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                    Asslamolaikum dear forex member I hope aap sab khairiyat se honge Forex aik online business hai jismein aap Ghar baithe acchi income hasil kar sakte hain Forex may experience important hai aur uske sath knowledge bhi jitni zyada Pakistan Forex main aapke pass experience or knowledge hogi utni zyada aapke yahan per isliye acche income hasil kar sakte hain isliye apne experience or knowledge donon ko improve Karen thank you
                    • #40 Collapse

                      Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                      Forex forum experience or knowledge donon ki jarurat Hoti hai kyunki agar aapke pass knowledge nahin hai aur experience ke Bina per aap kam kar rahe hain to ho sakta hai kya aapko 50% profit mile lekin agar aapke pass sirf knowledge hai aur aapke pass experience Nahin hai to iska matlab yah hai ki aap per 20 percent work kar sakte hain Baki aap nahin kar sakte magar jab aapke pass donon honge to iska matlab yah Hoga kya aap Sophie sar kam karne ke kabil hai aur jyada se jyada profit hai sar kar sakte hain shukriya
                      • #41 Collapse

                        Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                        Assalamu Alaikum dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex main acche earning Hasil kar rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamesha experience bahut jyada important Hota Hai Kyunki Agar hamare pass experience hoga to aur knowledge hoga Tu Hi Ham Achcha kam kar Sakenge aur hamare pass Agar knowledge aur xperience Nahin Hoga To Ham Achcha Kam Nahin kar Sakenge aur acchi performance bhi nahin kar Ke Dikha Sakenge isiliye Hamen chahie ki ham Forex form per Achcha experience hore knowledge ke sath kam Karen tab hi Ham kamyabi Haasil kar sakte hain isiliye Ye FIR milenge Khuda Hafiz.
                        • #42 Collapse

                          Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                          Assalamu Alaikum dear forex member kaise hen aap sab ummid hai ke ap sab theek honge aaj apne Jo topic Diya hai forex forum mein experience important hai ya knowledge forex business mein experience or knowledge donon hamare liye bohatt hi important hai jitna ziyada hamen experience hoga to is se hamare knowledge mein bhi izafa hota he forex form main donon chizon ko maintain rahkna chahiye aur donon chizon ko jari karenge to is se hamara kam acha hoga forex hamare liye bohatt hi important hai isliye experience or knowledge bhi hamare liye bohat hi important rakhta hai
                          • #43 Collapse

                            Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                            Aoa memebers umeed krta hn ap sb thk hongy Pakisatn forex aik bht acha trading platform hay hamain cahhey k hm is mein mehnat say kam krein aur market ko analyse krky he kam krein aur mehnat say kam krein aur hamain chhey k hm market ki movement ko sath sath dkhty rahain aur mehnat say kam krei
                            • #44 Collapse

                              Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                              Dear forex members forex me experience bhi lazmi hy lakin forum me knowlet ka hina lazmi hy agar apky pass knowledge hoga to experience khud e ajayga isi oiay hamesha experience say kaam kreen zyada sy zyada kaam kreen is trah hi apki success mumkin jitna zyada kaam utna jaldi success q k ap janty hain forum me hameen knowledge tab milta hy jab hum learning krty hain isi liay learning kabhi na choren
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Forum me experiance important hai ya knowledge???

                                Assalam O alaikum to all my forex friendz!!Hopefully ap sb log khairiat sy hon gy or forex pe acha profit bh earn kr rhy hon gy!!!
                                Forex me wsy to dono cheezain bht imp hen lkn knowladge hona ziada important he,experience bna k bh hum knowladge e gain krty hen to agr hmary pas already knowladge he to fr experience itna metter ni rkhta so ap knowladge gain kren oe usmy bd forex pe work krna start kren to apko bht faida mily ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X