Trading kartay hoye kin baaton ka khayal rakhna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kartay hoye kin baaton ka khayal rakhna chaye
    Dear member agar hum trading ki taraf jatay hain aur trading mein acha sa acha karna chaty hain aur achay paisay kamany kay khawish mand hain toh hamain aisa kia karna hoga ya kin baaton ka khayal rakhna hoga kay hum trading achi tariqay say kar sakain aur loss ki taraf zayada na jaye kyun kay loss toh business ka hissa hai lekin aisa kiaa karen kay kam say kam loss say bacha jaye aur profit ki taraf jaya jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kartay hoye kin baaton ka khayal rakhna chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
    Dear member agar hum trading ki taraf jatay hain aur trading mein acha sa acha karna chaty hain aur achay paisay kamany kay khawish mand hain toh hamain aisa kia karna hoga ya kin baaton ka khayal rakhna hoga kay hum trading achi tariqay say kar sakain aur loss ki taraf zayada na jaye kyun kay loss toh business ka hissa hai lekin aisa kiaa karen kay kam say kam loss say bacha jaye aur profit ki taraf jaya jaye.
    g to dear ap nay ik barra hi acha sawal pocha hay keh agr hum forex ko karna chahty hain aor forex sy earning bhi karna chahty hain to ham forex main aisa konsa kam karen keh loss bhi na ho aor forex bhi kar sken
    to dear traders agr hum forex main interested hain aor forex trading karna chahty hian to hamen forex trading main sab sy pehly to learning par focus karna chaheay jb hum forex kay mutaliq jan lety hain forex ko achi trah sy kar lety hain to tab hi hum forex trading main agy barh skty hain aor hum apney loss par kabo pa skty hain to dear members hamen ghabrana nahi hay bulkeh forex trading karni hay aor achey trikey sy karni hay
    • #3 Collapse

      Re: Trading kartay hoye kin baaton ka khayal rakhna chaye

      Trading me kamyabi zarori hai. Forex Trading aik aisa buisiness hai jo hamen apne maqsad ka takmeel tak bohut jaldi le k ja sakta hai. Bas hamen humen kuch chezon ko lazmi apnana hoga is me. Us me sabar karna, knowledge hasil karna, experience gain karna aur mukhtalif analysis k inductors k bare me janna,. Hamari mumkin koshash honi chaheye k hum in cheeson p3 lazmi amal karen. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Apna Goal Hasil karne ke liye style work aur planning Karen.Kamyabi chahie to hardwork ko Apna maksad banao.
      • #4 Collapse

        Re: Trading kartay hoye kin baaton ka khayal rakhna chaye

        Assalamu alaikum friend ummid karta hun aap sab khairiyat sy honge forex trading krty hoye sabar sy Kam krna chaye such samj kr Kam krna chaye jab soch samj kar Kam Kia jata Hy to acha response milta Hy agar ap tuky lagaye gy to to ap ka loos bhi ho sakta Hy loos sy bachny ky lye sooch samj kr Kam krna chaye or lalach nahi krni chaye or zedah sy zeadah forxe business ko taim den chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Trading kartay hoye kin baaton ka khayal rakhna chaye

          Assalamu alaikum ji friends trade karte hue aapko jin cheezon Ka khyal rakhna hai vahi hai ki aap pahle isko sikhen aur phr is per Amal Karen aur trade ke liye sabse important chij analysis hota hai analysis ko acche se achcha Karen candles ke trend ko dekhen bahar ko dekhen aur phr jakar analysis complete Karke apni trade lagaen aur ismein sava se kam len Jo sabar se Kam Nahin lete aur nuksan uthate Hain isliye hamesha sabar se kam le aur apni trade ko behtar Karke achcha profit kamaye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading kartay hoye kin baaton ka khayal rakhna chaye

            hum trading kar ky pasia kaama sakty hain hum is maai hard working karty hain to hamy kamaybe hasual ho jy ge hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum si mai apny boss kd ap he hoty hain yai aik amm busines jasa nahi hain hm is mai agar bager elarning ky kam karty yhain to harma he loss hain is mai hamara koi be boss nahi hain

            اب آن لائن

            Working...
            X