Start trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ap low money se be trading start karsakta hain ye he faeda hai es ka aur es mein ap ku kafi mind ke zorrat hai ta k ap successful ho sakay es work mein thankful for question
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      My dears ,hamen trading start krny say pahly trading ke ful knowledge gain krne cahie,and un k bad un ka experience hona chaie,phir ham trading ko start krengy to un men ham acha profit gain kar sgty hn,likn trading strat hony say pahly is ko samjhna boht important un k bad strat krna cahie.
      • #78 Collapse

        yeah to himakat hogi bht bari begair tajarby k ap trading start kana shru kar dain kyu is main loss hony ka bht chance hota hai new trader ko chiaye demo account buna kar apna tajarba hasil karo phr apko loss kum hoga aur profit zayada hoga...
        • #79 Collapse

          han hum chahen to kar sakty hain lekin us ke lye hum ko kisi bhi professional se signals lene paren ge ya hum ko is ko learn karna hoga kiun ke bina seekhe or bina learn karen is business me kamyabi hasil kar pana na mumkin hai ..
          • #80 Collapse

            Trading main acha profit mil jata hai es liye forum main posting kar k bonus se tarding karna best job hai.
            • #81 Collapse

              my dear forex ko join karney say pehlay humein es par learning karni parti hai aur phir demo traning karni parti hai agar hum without traning aur without learn forex par trade karey gey to humein yaqinan loss ho jaey ga his a risky bussiness agar hum forex par with traning bussiness karey aur without laluch to ye bussiness app kay liye 100% profitable hoga aur app har trade mein successful hon gaey
              • #82 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Babar Khan پيغام ديکھيے
                Ky hum bager experience or bager knowlage ke forex me trading kar sakte hai
                G nhi ap ko jub tak kisi kam ka ilam na huga ap us ko kese ker saku ge,her kaam k lye hum,he kuch seekhna perta hai,takay hum agay bhrh sake without loss kay,.
                 
                • #83 Collapse

                  ji hum bagir kis expirenence k or bagir kisi knowlge k hum trading nh kar sakte es lye ye buaht zarori hai es trade na karein to acha hai..
                  • #84 Collapse

                    forex trading aik aisa business hai jis mai hamary pass jitna knowledege or experience ho ga ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai ham with out experience trading ni kar sakty trading karny k lia hamary pass knowledege ka hona lazmi hai trading start karny sy pehly hamaray pass experience ka hona zarori hai is k bina ham trading ni kar sakaty hain
                    • #85 Collapse

                      Dear experience k bagair to trading possible hai lekinn knowledge k bagair trading impossible hai yeh sirf buy or sell ka khel nahi is main bohat mehnat lagti hai or bohat dimag kharch krna parta hai.
                      • #86 Collapse

                        no friend aisa nhe hosakta hum bagair knowledge or bagair experience k forex mai trading start nhe kar sakty,agar kohi aisa kary ga to osay yaha sirf loss he loss hoga,is liay forex ki knowledge hasil kar k he work start karna chaheay
                        • #87 Collapse

                          janab zarori to yehi hoga kay aap experience or knowlage ko sath rakhtay hue forex ki duniya mein qadam rakhay to ziyada behtar hoga kyun kay jab tak aap forex ko achi taha nahi samjhiengay to ap ko dushwari ho sakti hain tradiing karnay mein..
                          • #88 Collapse

                            ap bghair experience aur bghair knowledge ka trading strat kr sakta hain forex app ko manan nai kara ga ka apna knowledge dikhaoo phir trading krna blka bgair experience jka ap logoon koo hi nuqsaan hoo ga ap koo bhari nuqsaan uthana para ga...!!!
                            • #89 Collapse

                              g bilkul thek kha ka ksi bhe kam ya phr forex ko hi dkh lo jb tk apka pas knowlege ni ho ga or exprence ni ho ga to phr ap trading kis trahan karo lehaza ap ko chahy ka ap zyzda sa zyada trading krain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Babar Khan پيغام ديکھيے
                                Ky hum bager experience or bager knowlage ke forex me trading kar sakte hai
                                baghair tajarbey key ap trading start to karlain gey magar apko itna loss hoga k apka account khali hojaega aur ap is se bezar ho jaen gey aur apka dil trading sey uchat ho jaega.isliye pehle tajarba zaruri hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X