Start trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    ha g kar sakty ho agr aap ko apne invst sa paer nhe ha to aap ko is ma loss he ho ga knowlged kay bagr aap ko is ko seekna cahay is kay bad aap ko is ma trading start karne cahay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      kar to sakty ha lakine loss he hasil ho ga our nhe our is liay hum ko experinec our knowlged sa trading kasrne cahay our is ma market ka analysis karna cahay our is parctice karne caahy
      • #1608 Collapse

        Ap befikar ho trading karen forex trading mn live account mn kam karne se pehle ap ko is bat ka khas khayal rakhna chahie k ap ko trading mn loss se bachne k lie khas tareeqe seekhna chahie
        • #1609 Collapse

          Ap ko kise kaam ka pata na ho tu ap us kaam ko kis traha kar saktay han is traha forex trading business bhi hy jab tak ap forex trading mein knewledge aur experience hasil nhi karain gay ap forex trading business se kuch hasil nhi kar saktay is liye forex trading business mein profit earn Karne k liye zaroori hy k ap forex trading mein knewledge experience hasil karain tab hi ap kaamyaab trader ban saktay han aur profit earn Kar saktay han
          • #1610 Collapse

            Agar ap bina experience aur bina knowledge k forex main kaam shuru kar dete hain to is ka matlab hai k apv gambling kar rahe hai q k market trend apki samjh se bahir ho ga aur ap bas chance k taror pe trading karen ge
            • #1611 Collapse

              market main trade karny k liye is k bary main learn karna boht hi zarori hota hai so hamain market main trade karny k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi
              • #1612 Collapse

                Trading karna koi mushkil nhi hy lakin profitable trading karna mushkil hy ap experience aur knewledge k baghair trading tu kar saktay han lakin ap apna balance hi loss karain gay aur kuch hasil nhi kar saktay kiok forex trading business mein kaamyaab hone k liye knewledge aur experience buht zaroori hy aur forex trading mein profit tab hi hota hy jab ap knewledge aur experience hasil karain gay
                • #1613 Collapse

                  G bro forex trading main hm bagir learning or bagir knowledge k trade KR tu sakty Han lakin is sa kafi nuqsan ho sakta hai or AP kafi loss main ja sakty ho islea is business k Lea knowledge hona or Sath Sath experience hons bhuut zaruri ha
                  • #1614 Collapse

                    Merey khayal sy Forex mein bagher experience aur knowledge k trading krna mushkil hi nhi namumkin hy keun k ye koi bachon ka khel to hy nhi jis mein haar jeet ki fikr na ho ye to aik proper business hy jis mein profit bhi hota hy aur loss bhi aur iss mein successful hony k liey maturity aur hard work ka muzahira krna parrta hy tb hi jaa k ap is mein kamyab hoty hain
                    • #1615 Collapse

                      Ji haan Forex trading ko start karne ke liye aapke paas experience ka aur knowledge Ka Hona Zaroori Hai Jab aapke paas experience Hoga aur knowledge bhi hoga tab aap Forex trading Mein Ek acche traded Ki Tarah Apne trading co perform kar sakte hain
                       
                      • #1616 Collapse

                        Trading start krny se pehle yeh zaror dekh lein ke ap ke pas wo knowledge aur experience hai jo trading ke ley zarori hota hai aisa na ho ke ap trading krny ke bad pachhta rahay hon. Forex aik riski aur tough business hai jis main without knowledge aur experience insan apni manzal taye nai kar pata aur apna waqat aur pisa zaia kar leta hai so sb se pehla kam knowledge hasil karna hai phr trading ke ley kafi waqat mil jay ga
                        • #1617 Collapse

                          Jab Bhi aap isme trade ko start Kare Toh sabse Pehle Aap ko chahiye ke aap isme Apna Ek new demo account bana le Jab aapka demo account ban jayega isme aap apni skill ko increase Karte Jai aur Apna Kaam Gari Rakhe
                           
                          • #1618 Collapse

                            nhai bhi hum aysa kuj nahi kar ksty hain q k jub tak humain forex k bary main kuj pta he nahi ho ga tu hum trading kar kesy skty hain es liye hum apna time waste karny k bjay aghr yah sochen k hum trading karny se pahly demo account use kar len tu hmary liye sahi ho ga
                            • #1619 Collapse

                              Forex trading co start karne se pehle aap apne aap ko Forex trading ke liye prepare to Karle preparing main aapko Forex trading se related experience or knowledge ko Hasil karna hai unko Hasil Karke phir aap yahan par kaam kar sakte hain aur Khud Ko prepare Kar Ke Phir Ye nambar nahi kar sakte hain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                Forexe men bagair knowledge aur experence k succesfull hona bahot mushkil hi ni namumkin hai.
                                Hamen forex trading k liye forex ki learning bahot zaruri hai q k jab ham kissi business ko proper learn ni krte hain to hamen uss business ko ni smajh paate hain.
                                Isliye hamen forex k liye zaruri hai k ham forex men learning keren ta k hamen forex ka knowledge mille aur hamen demo practice bhi zaruri hai ta k ham forex men experence hasil kr saken jab tak ham practice se achi trading skills aur stragty ni bna lete uss waqt tak ham forex men succes ni kr paate hain.
                                Forex men bagair learning aur experence k succesfull hona bahot mushkil hi ni impossible hai.
                                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X