Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    trading me jab inter hote he to pele to theory ko study krte he jab hamare theory complete ho jate he to os ky bad ham practice krte he or ye etne ke jate he ky ham ko taky koe be problem na bane os ky bad jab ham real me work krte he to success ho jate he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      trading mein successsful trder bnny k liy sab sy zrori baat yeh hy k ap apny emotions per control rkhein q k yeh emotions hi hoty hein jo ap ko lalch mein involve krty hein aur ap ka loss krty hein aur yeh emotions hi hoty hei jo market rate k up aur down jany per ap k plan ko change krwaty hein aur ap loss kr jaty hein ess liy control your emotions first.
      • #483 Collapse

        forex ki trading mein hum ko success full hona k liya bhut sari baatain k bara mein dekhna parta hai agar humara pas knowledge aur experience hai tu hum ko chaya k us ko use kar k forex mein trading se pehla achy trading planing kara aur us k baad hum forex mein trading kara tu hum forex ki trading mein success full ho skta hain.
         
        • #484 Collapse

          trading me apny ap ko successful banany ke liye hame apny ap ko bar bar practice krany ki zrorat hoti he q ke jitni zyadi hamari practice hogi hum usi tarha is me kafi success ke target pory kr sakty hen
          • #485 Collapse

            bhai trading risky bi hay.trading main loss bi hay.or profit bi hay.hum is business main 1 achay trader tab hi ban sakty hai.jab hum is business ko sekh ker is business ko karty hai.tab hi forex trading haray liya profit wali ban jaty hay.jab tak is business main learning na ki jay.tab tak is business main say profit ko kamana asan kam nahi hota hay.,
            • #486 Collapse

              g bhai jan aap ne sahi kaha hai forex aik seriouse aur tough business hai aur es mai risk buhat zyada hai es lye demo account per jitni zyada practice hogi utna hi acha zyada knowledge aur experience asil hoga ,,, demo account per 2 ya 3 months practice karna chaheyai aur experience gain karna chaheyai ........
              • #487 Collapse

                trading main successful bnna ha to ham ko aisa krna chahe hota ha keh ham forex market kay bary main acha leanring haisl krain aor sahih knoweldge kay sath is main eneter hon to success hoti ha.
                • #488 Collapse

                  ya sir treding ik esa business ha je smein hum apni curency ke sth treding karty ha or e smein profit kmaty ha e smein boht fiada ha es mein agr mhnt kr ly e smein treding ka experince hsl kar ly to boht rich hos kta ha chand deno mein.
                  • #489 Collapse

                    Successful treader bnny k liy himmat, knowledge aur kafi saara experience ka hona bhut zrori hy.... jab koi forex py kafi sara time spend kary ga to wo forex ky bary men kafi sari new baten sekhy ga aur zaheri bat hy us sy usy kafi faida ho ga... jo us k successful hony men madad gar sabit ho ga...
                    • #490 Collapse

                      First of all tu aap ko chahia keh aap jaha se bhi ho forex trading k bare mai information hasil kare aur apne experience aur knowledge ko barhai aur us k saath saath aap demo account mai bhi kaam kare tab aap aik successfull trader ban sakte hai.
                      • #491 Collapse

                        trading is most important thing in pak forex apko real account pr tab tak trading ne karny sy pahly demo account pr trading karni chaye hai apko jab tak demo account par trading ka experience hasil ne hota hai tab tak apko regal account par trading ne karni chaye hai
                        • #492 Collapse

                          start min ham demo account pi trade karna sekh sakty hin or dosra hamy apny sinor trader sy bhe experince hasil kar sakty hin big trader bany ky leye hamy hard work or experince ki zarorat hoty hy jes sy ham big trader ban sakty hin.
                          • #493 Collapse

                            salam trading me ek acha trader banne k lie hame sab se pehle hard working ki zarurat ho gi ham jitni ziada hard working karen ge trading me utna hi success payen ge is me hamari mehnat ki zarurat he hame is ki basic k bare me achi terha janna he ziada se ziada learning or ziada se ziada knowledge ko importance dete hue earn kerna he or sab se ziada demo account pe practice kerni he ham jitni ziada practice karen ge utni hin success payen ge .......................thanks
                            • #494 Collapse

                              Assalam o alikum Dear friends forex ek isa online business he is me ham trading kr ke apni lia money earn kr sakte hen or apni knowledge or experience ko buildup kr ke ek successful trader ban sakte hen...................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                bahi is mein hum mehnat kar k is meinkamyab ho sakty hen is mein jab tak hum mehnat nahi karty hen tab tak is mein hum kayab nahi ho sakty hen is mein pehly sekhty hen then is mein earning karty hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X