What is the spread?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the spread?
    Dear friends, please tell me what is the spread,
    Spread ka trading say ki taluq hai kia yeh mukhtalif currencies ka mukhtalif hota hai
    Please describe in details.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is the spread?

    It is Commission that is taken by the broker mere dost aap Jab log Forex Mein kam Karte Hain To sabse pahle aap Logon Ko broker ki jarurat Hoti Hai broker hua hai jo aap Logon Ko Forex ke related batata hai ki aap Logon Ne Kaise ismein trading karni hai aur vah log aapko trading karne ki opportunity provide Karta Hai To Jo facility vah provide kar raha Hota Hai Iski vah aap Logon se fees leta hai isko aap log Commission Kahate Hain ya fir market ki language mein Sab red kahan jata hai to market Mein yah Commission hota hai jo ki vah trade open karne aur trading ki facility provide karne main aapse leta hai to hi Unki fees hoti hai mere dost ummid hai ki aap Logon Ko acchi tarike se iski definition Ho Gai Hogi
    • #3 Collapse

      Re: What is the spread?

      Salaam umeed he sab kheriyat se hun. Forex trading me qeemat khareed or qeenat frokhat k darmyaan jo chnd pips ka gap hota he ye spread kehlata he ye wo comission he jo broker traders se wasool krta he jos k badle me wo hamen services muhaya karta he.
      • #4 Collapse

        Re: What is the spread?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abbasnasir پيغام ديکھيے
        Dear friends, please tell me what is the spread,
        Spread ka trading say ki taluq hai kia yeh mukhtalif currencies ka mukhtalif hota hai
        Please describe in details.
        dear friends ko batana chahta hun kya hota hai jab market mein ham kuchh investment karte Hain to unka separd yani ko charges broker ki taraf jaate Hain to vaho charges hamara separadhota hai jo ham company ko dete Hain aur market mein enter hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: What is the spread?

          forex mein agar hum baat keren spread ki tou ye broker ka commission hota hai is mein jab hum apni trade ko open kerna chahty hain tou us k liye humen is mein broker ki need hoti ha jo humari trade ko kisi bank k paas ly jaye aur phir bank baad nein humari trade ko start ker deta hai jis se humen profit ya loss hota hai
          • #6 Collapse

            Re: What is the spread?

            Difference between ask price and bid price is called spread. dear basically a broker ka commission hota hai jab aap market mein metatrader 4 per bed price aur ask price ka difference calculate karte hain to aapko broker ka commission pata chal jata hai jab aap koi bhi trade open karte hain to usmein aapane broker ko commission tera Na hota hai Forex trading ki language main AP isko spread kahate Hain.dear jab aap different currency pairs of different commodities per trading karte Hain to ismein iska commission bhi different hota hai aur uske sath aapki lot size per yah depend kar raha hota hai maximum lot per jyada commission aur minimum lot per minimum commission hota hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: What is the spread?

              hamy soread ko watch kar ky kama karna ho ga pher he hum pasia kaam saky g y hum is mai part time ya fil t ime kam kar sakty hain hm is ma mahnet karty hain to hamy kamayeb ahsail ho jy ge hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harmahe loss hain hamy is mai care full h kar kaam karna ho ga forex maai hum agar lalach iban ky kam karty hain to ahrma he loss hain

              اب آن لائن

              Working...
              X