Assalam O Alaikum dear Forex Friends..
Agar apko kisi bhi pair ki trade mein Retracement ka pata ho to ap ki trade positive hony k chances barh jaty hain aur agar ap ki trade loss mein main chal rahi ho to aap ka loss bhi Maximum recover ho sakta hai. Retracement sy murad market ka apny trend momentum ko kuch time k liye break krna hai. For example Market sell mein hai aur gir rahi hai to market kbhi bhi straight line mein neechy nhe girti. Neechy aye gi phir thora stable ho kr kuch pips up jae gi aur phir down jae gi. Isi factor ko retracement kehtay hain. Jab aapko retracement ka concept clear ho jae ga to aap ko loss bhi itna nhe hoga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим