:1f62a::1f60f:dear members new ka hawaly sa many bat karni ha ka gar 1 news ho to ham us ko samjh lety han ka us ka data negtiv ha ya pher positve ha lakin jab asy hota ha ka 1 time pa 3 s 4 news 1 sath a jati ha tab hamen nhe pata chalta ka kaya karna in ko kasy samjhna ha or market ki movement kis taraf ho gi agar bary main ap main sa ki janta ha to bata den kun ka ye bahut he ahim mala ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим