Trading se phale analysis krna??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading se phale analysis krna??
    Dear Forex members trading karne se pahle aapko proper analyse Karti hi trade open Karni chahiye jab tak ka Market analyse Nahin Karenge aap profit Mein trade Nahin le jao Sakenge isliye market mae pair ko select Karke properly market ki movement ko check karte hue analysis ke sath hi trade open Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading se phale analysis krna??

    Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Forex man nuqsan aur nafa dono sa learning kerni chaheye.Market kay trend kay sath chleen, against nuqsan hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading se phale analysis krna??

      Ji aapane bilkul theek baat ki hai ki Hamen koi bhi trade open karne se pahle market ka analysis main Jarur karna chahie aur analysis ke Kabhi Bhi Koi Bhi trade open Nahin Karni chahie.Hamesha is baat ko zehen mein mehfooz kar len ke aap jab bhi koi trade open karenge to usse pahle market analysis bahut zaruri hai aur hamesha market ki situation ke mutabik hi apni trade ko adjust karenge aur kabhi bhi blind trading nahin karenge. Ye forum hamen achcha bonus deta hai lehaza hamain isko acchi trade mein use karna chahie aur market ki situation k mutabiq he apni trade ko adjust karna chahie. Jyada Se Jyada mehnat Karte Rahe Hain Taki office for make successful trader Ban saken.
      • #4 Collapse

        Re: Trading se phale analysis krna??

        Assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai ki trading se pahle analysis karna bahut jyada jaruri hota hai aapko JK trading ke liye bahut jyada mehnat karne chahie aur jitna aap ismein experience aasan karte hain hote nahin aapko fayda milta hai aur aapke reading skills bahut jyada improve ho sakti hai to aapko chahie kya achcha kam Karen trading se pahle message planning aur dam account per practice jarur kar le kyunki uske bad hi aapko trading mein fayda milega
        • #5 Collapse

          Re: Trading se phale analysis krna??

          Dear Ham Sab Forex trading Mein Koi Bhi trade open Karte Hain To Ham ismein dekhte hain ki Hamen Anil se ko perform karna Hota Hai Jab tak Ham ismein analyses ko perform Karke trade Nahin Karenge To Ham ismein kabhi bhi fayda Hans nahin kar sakte isliye Hamen chahie kam is Mein acchi tarike se analysis Karen aur uske bad apni trade open Karen To Hamen ismein Jyada fayda Hoga dear technical analysis aur fundamental analysis trading ke liye bahut jyada Jaruri hote hain aur aapka experience aur aapke knowledge hoga to aap ismein technical analysis aur fundamental analysis ko perform kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading se phale analysis krna??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samia_Hussain پيغام ديکھيے
            Dear Forex members trading karne se pahle aapko proper analyse Karti hi trade open Karni chahiye jab tak ka Market analyse Nahin Karenge aap profit Mein trade Nahin le jao Sakenge isliye market mae pair ko select Karke properly market ki movement ko check karte hue analysis ke sath hi trade open Karni chahie
            Trading se phale analysis karna bohat he mahfoz trading ka amal hay jis se hum munafa ko kise had main aapne haq main la sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading se phale analysis krna??

              hum trading kar kypasia kama sakty hain hum is mai nigth mai ua day mai kam kari sakty hain hamy is mai care full ho kar kam karna ho ag phere he hum pasia kaama saky gy s mai usa ro chiana jasy bary bary mumalik sahmil hain forex paksitan na legal ban cuka hain forex ma hamy care full ho kar kam karna ho ga hm is mai apny boss kud ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading se phale analysis krna??

                Bilkul theek Kaha aapane market ko analyse Karen trading karne se pahle Agar Ham trading karne se pahle market ko analyse Karte Hain To Hamen kam karne ka Jyada best Paida Hoga aur ham Jyada n kam n kar Sakenge aur apne liye Jyada Na Lage bhi Hasil kar sakte hain most important analysed for market
                • #9 Collapse

                  Re: Trading se phale analysis krna??

                  Assalam o alekum doston trading se pahle analysis analysis karna bahut jaruri hai. Aapke pass technical analysis market analysis Mein Jitna zyada experience Hoga aapko nuksan ko itne kam hoge analysis mein aap yah dekhte hain ki he values kahan se kitne Tak ja rahe hain aur candlesticks se aapko Maloom hota hai ki kimat kahan hai aur kahan tak Jayegi Ham Agar analysis karke hi trade perform Karenge To Hamen bahut zyada profit hoga Jab aap Koi trade Lagane ja rahi hun to aap pahle market analysis zarur kar len agar aap Aisa Nahin Karte to aap k loss Jyada Hote Hainn trading Ek bahut hi Mushkil kam hai aur ismein nuksan k chances Bhi Jyada Hai Lekin Agar market analysis Karenge to aapko fayda hoga Je tu Dosto Apna market analysis ko zyada Karen aur Jyada experience hasil ktren
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading se phale analysis krna??

                    Assalam o Alaikum! Dear forex members. Trading main sab se pahly hamy demo account py zaida se zaida practice krni chahye taky hamy zaida se zaida experience gain ho saky phir jaky trading kry taky hamy zaida se zaida profit hasil ho saky. Dear forex members hamy chaye ky hum is platform ko zaida se zaida time dy taky hum forex main kamyab ho saky. (Shukriya)

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X