Bohat say loog trading ki taraf aty hain aur bohat acha munafa wahan say hasil kartay hain lekin jo juniors hain hamesha unko silver pay hi trading karnay ko kaha jata hai toh aisa kyun hai takay humain zayada nuqsan na ho ise liye seniors phely silver mein trade karnay ko kehtay hain aur agar hum silver mein phelu baar trade nhii karen gay toh kia humain bohat loss hoga hum acha earn karnay kay liye phely trading kahan karni chaye please guide me all seniors takay mein us confusion say nikal sakon.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим