Humain posting Roman urdu mein karnay ko kyun kaha jata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Humain posting Roman urdu mein karnay ko kyun kaha jata hai
    Dear member first of all salam to all humain posting Roman urdu mein karnay ka kyun kaha jata hai Iski kia wajha hai hum posting english mein the kar saktay hain lekin hum urdu mein type kyun kartay hain kia yeh bhe business ka rule hai kay posting aur thread Roman urdu mein karen ya phir ye posting hamesha ise form mein ki jati hai.please guide me further all members
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Humain posting Roman urdu mein karnay ko kyun kaha jata hai

    Yah facility sirf pakistaniyon Ke Liye Hi ke Roman Urdu mein Ham posting kar sakte hain Kyunki aise hi Roman Urdu ko Har Koi read kar sakta hai koi educated ho ya uneducated Ho Har Koi Roman Urdu ko read kar sakta hai isliye Hamen Apne comments dene ke liye Roman Urdu ko bataya gaya hai ki Ham is language mein apni post kar sakte hain Agar English ya koi aur language hoti to vah and educated Logon ke liye bahut Mushkil hota hai isliye Har Koi Yahan per comment kar sakta hai Roman Urdu mein to ISI language mein pura Mein post Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Humain posting Roman urdu mein karnay ko kyun kaha jata hai

      forum mai hum kam kar ky acha bonus kama sakty hain hum is mai nighht mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balanc account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai aik din mai aik limkit ky mkitbaik kam kar sakty hain hum is mai over limit kam nahi kar sakt forex aik international busines shain
      • #4 Collapse

        Re: Humain posting Roman urdu mein karnay ko kyun kaha jata hai

        Roman Urdu wala option sirf Pakistan main use hota hy, educated log or uneducated log sab isy parh skty hain sbky liyee is main aassani hy or wasy b bohat sy asy log b is forum par hain jo k parhy likhay nhi hain unky liyee assani ho g is forum ko smjhny k liyee, or pakistan ki national language urdu hy is lehaz sy b hoga k hum posts or threads roman urdu main krty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Humain posting Roman urdu mein karnay ko kyun kaha jata hai

          Ji bilkul hamen posting karne mein Roman Urdu isliye posting Karne ka kaha jata hai kyunki yah hamare simple Urdu hoti hai jiski vajah se Ham apne bahut acchi post karte hain aur an indicator ko jyada se jyada samajh aati hai iske bare mein isiliye vah hamen kahate Hain ke Roman Urdu mein post Karen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Humain posting Roman urdu mein karnay ko kyun kaha jata hai

            Dosto forum par ziada tar mimbran ziada talemyafta nahe hain is liye roman main karna hay take harmimber ko asani se samajh aasake

            اب آن لائن

            Working...
            X