Forex working?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex working?
    Ky hum apne kam ke sat sat forex trading bhi kar sakte hai is se hamare kam pe to koi asar nai pare ga please tell me or minimum kita tim hum forex ko de
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap jitna zeyada se zeyada time de skain ap ko forex ko time dena chahiye kyon ke knoeledge aur experience is market mein kameyabi ki key hai iss se hmare baki kamoon pe fark nahi parta is se mehnat se kameyabi hasil hoti hai
    • #3 Collapse

      g han ku nahi ye kaam hum apni regular job k sath as a part time b kar saktay hain lekin kuch log ye kaam kartay to par time hain lekin bad me isay full time karnay lagtay hain.
      • #4 Collapse

        yes dear bhai ham apny kam kay sath sath forex trading bhi kar sakty hain forex trading app kise bhi time kar sakty ha is main time ki koi bhi limat nahi hoti and app apna sara kam khtam kar kay forex trading kar sakty ha or sath sath app ka apna kam bhi hota rahy ga or sath sath app forex trading kar kay acha profit bhi hasil kar sakty ho
        • #5 Collapse

          yes dear bhia ham or kam kay sath sath forex trading bhi kar sakty ha forex trading ka koi bhi time nahi hota or ham apna or bhi kam khtam kar kay forex trading kar sakty ha forex trading ka bohta faida ha forex trading kay liye knowledge ka istmal karna chahye jis say hamu kamiyabi mily gee
          • #6 Collapse

            forex trading aik aisa business hai jis k sath sath ham apni job b kar sakty hain or forex trading ka hamara kaam par koi asar ni pary ga forex trading par kaam kar k ham kam wakat mai ziada earning kar sakty hain is kaam ko kar k hamary kaam par koi asar ni par sakta
            • #7 Collapse

              in the forex trading this business need you work to attend. you should maintain daily to attend the business and have a great experience on it . Always give the time to forex forex give the real benefit as per your investment and time. practice should give the real benefit in the forex trading.
              • #8 Collapse

                yes aap forex ko as a part time business bhi kar sakty hain minimal investment se kam se kam 10$ bhi kafi hain for learning purpose or earning pupose kay liay 100$ kafi hoty hain. Is se aap kay kam pe koi effect nahi pary ga magar aap ko pehly isko demo pe learn kar lena chahiay.
                • #9 Collapse

                  g Forex aik easa business hai jis mein hum ko ziada time bhi nahi dena parta hai aur hum forex mein ziada se ziada earning bhi kar skta hain forex k liya aik tu koi bhi time fix nahi hai k aap ko us time trading karna hoti hai jab bhi aap forex mein free hota hai tu aap forex mein bhut ziada earning kar skta hian jis se aap k apna kase bhi business ko naksan nahi hota hai.
                   
                  • #10 Collapse

                    yes dear ham apni job kay sath sath forex may bi work kar sakty hain es say hamary kam may koi asar nahi pary ga kiyu kay forex aik part time job bi hy ham forex ko part time join kar sakty hain and acha profit hasil kar sakty hain forex may work karny ki koi limit nahi hoti hy.
                    • #11 Collapse

                      Yes of course we can do forex trading with along our previous working because we need only knowledge proper learning after this forex is very easy and little time attention need for making profitable trade .
                      • #12 Collapse

                        ap ko is ma boht pisa milt ha sab ko is maboht pisa milt ha agr ap ko is ka bar ma pat ha ap ko is ma kamkarn at ha to is ma har koi pias kam sakt sabnko is ma demo account ma tring karn ho ge o he ap ko is ka bar a pat calt ha is ma kamkart kas ha
                         
                        • #13 Collapse

                          bhai jab ap is business ko apnay mobile phone per karty ho.to is business ki madad say apkay dosray kam per koyi farak nahi parta hay.kue kay is business main jab hum trade karty hai.to us per take profit and stop loss is liya hi use kiya jata hay.takay hamari trade sahi time per kud hi close ho jay..
                          • #14 Collapse

                            mujhay to yea kam bohat pasand aya hay mara dost aur main to sub ko he part time kay tor par yea kam samjhana aur unhain start karwana chaho ga ka wo bhi is kam say faiz payain yea bohat he acha kam hay maray dost is leya yea he bahtar hay maray dost
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ap ne boht acha sawaal kia he k hum kam se kam kitna time forex ko de sakte he to ye ap per depend kerta he k hum forex ko 10 hours 5 hours ya 2 hours b de sakte he or 2 hours to must he or hum shaam ko beth ker ye kaam ker sakte he iska koe affect nhi he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X