Himat haro gy to peachy reh jao gy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himat haro gy to peachy reh jao gy
    Dear member agr hm log himat har Jain gy to is Mn hmra he nuksan hoga so is related Kia kahin gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

    Ji aapane Sahi Kaha Yahan per Ham Sab ko apni Himmat Aur hostel ke sath kam karna hoga aur Hamen loss aap bhi Jaaye to Fir Bhi ghabrana Nahin chahie apni Mahina khate Rahana chahie Vikas Mehra karne se Ham Apna loss Veer cover kar lete hain Jo Dil lagakar Karen aur Yahan per mehnat kamyabi Hasil karne ki koshish karen
    • #3 Collapse

      Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: FxMaster001 پيغام ديکھيے
      Dear member agr hm log himat har Jain gy to is Mn hmra he nuksan hoga so is related Kia kahin gy
      agar aap Pakistan Forex trading mein Kamyab Hona chahte Hain to aapko himmat se kam Lena Hoga aur bada Dil Karke kam karna hoga
      • #4 Collapse

        Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

        ji han dost apne sahi kaha hamain kabhi bhi loss our nuqsan main himat nhi harni chahye agar ham forex business main kaam karte howe jis din himat chor jain ge samajh lian ge us din se hamari nakami shuro hone lage gi is lye hamain apna kaam hamesha himat se karte rehna hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

          Friends apko forex me kamyabi hasil karni hai tu khud pe confidence rakhen aur mushkil say mat bhagen ye aisa businesses hai jis k zariye ap Ghar baith k laakhon Kama saktay Hain aur apne khwab poray kar saktay Hain is liye apko chahye himat mat haren qk iska future bright hai aur forex pe kaam karty rahen aur apne knowledge ko improve karty rahen qk jitna acha knowledge hu ga apko kamyabi otni jaldi milay gi aur ap ko zyada time consume karna chahye taky forex ko ap aik baar achy treqay say smajh saken
          • #6 Collapse

            Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

            Forex mien agar hum himat haro ge tu hume kabi bhi ache earning hasil nhi ho gi. Himat hare ge ge tu hum pechay reh jae ge jitni ache quality ka kam karte rahe ge utni hi ache hume earning hasil hoti rahe gi. Kabi bhi forex mien lalch ya jald bazi na kare kui ke jald bazi ka kam shetan ka hota hai aur us mien hume loss ke siwa kuch hasil na ho ga aur na hi hum us mien kamayabi hasil ker sake ge is liye mehnat kare aur sabar se kam kare tu hi ape kamayab hon ge.
            • #7 Collapse

              Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

              Dear friend forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay jo log loss ki waja se himat haar jatay hen woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay iss liay loss business ka hissa hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur dobara soch samaj kar trading karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur achi trading kar k acha profit kama saktay hen aur forex trading men achay kam ka acha reward zaroor milta hey
              • #8 Collapse

                Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

                hamain forum main trader ban sakty hain so hamain form main trader ban sakty hain planing karien gay ta k earn karein gay s ohamain sucess hon gay ta k earn karein gay s ohamain sucess hon gay ta k earn kaein gay so hhamain suces shon gay ta k earn kaein gay s ohamain sucess hon gay ta k earn kaein gay s ohamain suces shon gay ta k eanr kaein gay
                • #9 Collapse

                  Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

                  Ji haan apki baat bilkul sahi hai yeh eik aisa business hai jo yahan eik baar himmat haar jata hai woh peachy rahay hats hai yeh baat apko business join kartay sath hi pata chal jaye ge jo log forex ko join kartay hain aur loss mein jatay hain aur loss aur profit business ka hissa hai aur jo member mostly loss mein chalay jatay hain toh woh preshan ho kar himmat haar jatay hain toh jo forex kay business mein himmat haar gaya toh woh samjho kay us din say uski nakami start honay lag gaye hai kyun kay himmat insan ko is business mein kabhi nhii haarni chaye kyun kay yeh eik business hai his mein ap ghar beth kar lakhon kama saktay hain is liye himmat haar kar peachy rahay janay say behtar hai himmat say haar ka muqabla karen aur mehnat say is business mein success hasil karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

                    gee han dear app nain thek kaha hai hamain forex main himmt say or lagan say he hum is main kam karin gay to he hum i smain kamyab hon gay forex aik bes onine business hai hamain forex main roles ko follow karin gy to he hum is main kmyab hon gay forex main best way main kam karin gy to he hum is main kmayab ho ngay
                    • #11 Collapse

                      Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

                      Ji han bhai bilkul Apne Sahi Kaha Jitna Jyada Forex coronavirus Karenge Itna Jada Mein Khada Hoga Agar Ham Forex forum Mein Himmat Har Jaenge To Ham kabhi bhi kam Yad Nahin Sakte Seene Mein chahie cal Jyada Jyada Main Tere hardworking se Waar kar Karen aur apni life ko successful Banaye Kyunki Ek bahut hi Achcha online trading DNS name bahut hi kamaat Mein Kamyab ho sakte hain ji Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

                        Jin Logon Mein kam karne ki Himmat hoti hai vah ho Kabhi nakam Nahin Hote Jo log mehnat Karte Hain kamyabi unke Kadam chumti hai jo log Himmat se kam Lete Hain Tushar ki vah Kamyab Ho Jaate Hain Kyunki Makdi ne bhi e Apne kam ko lagatar syringe Aam deti Rahi Ek Din Pahadi ki choti per Chadh gai jisse Badshah Ne Sabak Hasil Kiya aur apne maqsad mein vah bhi Kamyab Ho Gaya isiliye Ye he mat Kabhi Na Haro musalsal kam Mein lage raho Chahe Kitni bar Hi Na kam ho jaen
                        • #13 Collapse

                          Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

                          Dear Is Duniya Mein Koi Bhi kam impossible Nahin Hai Har kam possible Hota Hai sirf Himmat chahie hoti hai Forex trading no doubt keh 1 difficult business hai hai yeh online market Hai ismein risk zayda involve hai but is mein jo log Himmat Har Jaate Hain woh nakam ho Jaate Hain but Jo traders mehnat Jari rakhte hain aur apni learning continue rakhte hain aur practice Karte Hain woh Kamyab Ho Jaate Hain Koi Bhi business ho ja Koi Karm ho to usmein loss ho jana nakami Nahin Hai but loss ke dar se Himmat Har Jana Nakami hai successful log wohi Hote Hain Jo mehnat karte hain struggle Karte Hain aur impossible ko possible banaa Dety Hain To aap bhi Forex trading mein Kamyab Hona Chahte Hain To mehnat Karen Ek Din Aap zarur successful trader Ban jaenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

                            salm ji ap ni sahi bat ke ha hame himat c kam karna chye agr loss ho jaye to bhe kam karte rahe 1 din ap kamyab ho jaye gy himat c kam karte rahe bouns hasil karne ke le ache posting kare suche dil c mehnat kare ghabrya ni kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Himat haro gy to peachy reh jao gy

                              Assalam o alikum Dear members Kia Hal ha umeed karta hon ka sab dost kheriat sa honga ap na bilkul sahi baat ki ha hamen apna Kam ma himmat nahin harni chaia himmat harna Wala insàan apni sari Zindagi main kabhi kamyab nahin ho sakta is Lia hamen forex per sa Kam karna chaia ta ka kamyab ho saken or acha profit hasil Kar saken thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X