Dear friends forex trading men stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey aur jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay trade lagatay waqt stop loss ki limit itni rakhen ta k agar stop loss hit bhi ho jay tu loss ko aasani se recover bhi kar saken aur forex trading men mehnat se sub kuch mumkin hey aur loss jitna bhi ho recover kar saktay hen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим