Question?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai agar hum ek kaam he kar len to hum loss say bach saktay hain aur wo hai lalach na kare agar hum lalach kare gay to humara yaha pay jo profit hota hai wo b loss me change ho jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      is k liya humein sab se pehlay achi investment karni chahiya kam se kam 5000dollars aur phir humein sirf aur sirf 0.01 lot lagana chahiya aur low risk money mangement ko follow karna chahiya aur khabi b aik time par double trade open nahi karney chahiya aur apney andar sabar ka maida paida karna chahiya aur hamesha sirf aur sirf currency mein hi trading karni chahiya...
      • #63 Collapse

        bhai yeh kam krna asan nhi hota ha magar ap kuch cheezein mind mn and trading mn rakhte howe trade krn jese kah 0.03 sa zada lot size use na krn market trend ko study kr kah he positions open and close krn greedy na hon and haste na krn postions close and open krne ka leya.
        • #64 Collapse

          is k liye bhai jaan ap ko zyada se zyada mehnat krni chahiye or ap ko insta forex k baary mai zyada se zayda knowladge hasil krna chahiye jitna ap ko knowladge ho ga ap utna zyada is mai rupyaa kamaye gy or utni hi ap ko kaam krny mai maza bhi aye ga
          • #65 Collapse

            dear hmein zhada se zhada demo mein work karna chaye take hmre pass aik acha experience ho r hm real mein acha work kar sake and dosra ya ke hme zhada se zhada capital barana chaye r lot size kam se kam rhakna chaye take loss na ho sake
            • #66 Collapse

              apko loss bhi naa ho or ap acha profit earn kar len iske liye apko trading ki basics ko and trading k experience ko increase karna hoga then hi ye possible ho sakega is k sath sath apke pas best the stretgy and indicator hona chhaiye jis se apku market k trend k andaza rahe or aap usi hisaab se trading karen, and kabhi bhie greed nahi karna chaiye ko k greed karne se hamesha loss hota he.
              • #67 Collapse

                Jee bhai jan ap nea bhut achi bat kahi hea mein yeh kehna chata ho kea agar ap ko successful trader bana hea toh ap ko chea kea ap log zida sea izd aearning kea liea apni complete knoweldge aur markets kea trends aur market ki zida sea zida knoweldge ko follow karna hota hea iss sea ap logo ko loss sea 99.9 % bach skatea hea .
                • #68 Collapse

                  kaafi acha sawal hai apka lekin ham jante hain k forex ak risky business hai or is maim hamen bht zada mahnat ki zarurat hoti hai agr ham chahte hain k ham forex mai bas profit hi earn karen to is k liye hamen zada knwldge ki zarurat bhi hoti hai
                  • #69 Collapse

                    bhai ap ager forex trade is trad krena chahte hen toa p ko bata dunn g forex trading business m ak traderko us wakt tk profit nahi gain ho skta jb tk wo achi trase forex me mehnat nahi krta mehnat kro ge tophal zrur mile ga g learn kro forex ko
                    • #70 Collapse

                      Dear friends loss is a part of any busniess,har busniess men loss to hota ha,likn hamen forex men loss say bchny k lie sab say pahly froex ka demo account use krna chie,and on k bad hamen trading ke full knowledge and experience bhe hona chie,to phir ham forex men loss say bach sagty hn.
                      • #71 Collapse

                        forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy risk free business karny k lia ziada sy ziada hard working karni chahiya jab ham is mai acha knowledege or experience hasil kar ly gy to ham is mai bina loss kiye trading kar sakty hain forex trading aik risky business hai is mai hamy kabhi profit to kabhi loss hota hai lakin knowledege ki base par ham is mai ziada earning kar sakty hain
                        • #72 Collapse

                          dear hame agar market se ziada faida otana hai to hum ko sab se pehle apna knowlege bahtar banana hoga . os ke baad jab bee hum market me aaye hum ko trading ke poore osoloo ko follow karna chahiye . aur kabi bee money managment ke hisaab se barha trade nahi lagana chahiye aur apnee greed par poora control karna hoga os ke baad hum ko ziada profit mil sakta hai .
                          • #73 Collapse

                            bai ye to mumkin nai ke ap ko forex trading mein loss na ho is mein loss bi hota hai aur profit bi ata hia bs
                            ap apni knowledge and experience aisa bana lo ke apko loss kam se kam ho
                            • #74 Collapse

                              Loss to hota hi hai forex main. issay hum rok nahi saktay lakin kam kar saktay hain. wo iss tarah ke hum jab apni new trade open karein to volume size 0.05 ya 0.10 tak rakhein aur leverage bhi 1:100 se zayada na rakhein. iss se loss bhi kam ho ga aur profit bhi kam ho ga lakin account blow honay se bach jaye ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                asalam o alaikum bhai jan agar ap proffit chahte hen apne trade main to apko apne business main aqk proper way use karna chahye tab jakar hamen apne trade main ak acha faida hoga aur loss ni hoga bhai jan
                                Luck After Hard Work

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X