day trading ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2911 Collapse

    g haan bhai jaan pane sahi sawal kya hia ke forex forum main day kaa trading g haan bhai jaan as main ham ko din main hi ham ko trad kana chahiy hai q k as se hy ham ko fyada hai aor ham ko as main hi ham ko aesa hi karna chahioy hai q k as main ham ko mihnat karna chahiy hai din kaa trading hamare liy boha hi zyada best hai q k din main ham ko zyada kam nhi hote hai aor ham ko rat ko kam hote hain q k ham tu shehr main hi rahte hai sher walon ko tu rat ko boht se kam hote hai as liy ham ko bhi bohat se kam hote hain aor forex trading aik bohat hi acha busnis hai jis main ham kam karahe hain as forex main ham ko boht se yany kee as main ham ko 2 ya 3 trade lagane chahiy hai as se zyada ham ko as main trade nahi lgane chahioy hai q k ham ko zyada trade lagane se ham ko as main nuksan bhi hosakta hai aor ham ko as main bohat hi zyada mihnat karna chahiy hai aor as main hi ham ko fyada hai aor ye hi ham ko fyada hai matlab kee as main mihnat karne se hi ham ko fyada ham as liy ham ko din main hi trade karna chahiy hai q k din hi hamre liy best hai aor ham ko rat ko zyada trade nahi lagane chahiy hai aor as forex forum main hmare liy ye hi bihtar hai aor ye hi hamare liy acha hai as main ham ko bohat hi zyada minat karna chahiy hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2912 Collapse

      Boht say log tenstion free honay aur tension free sleep kay liye day trading kertay hain un ka ye asool hota hay kay chahey loss ho ya profit trades sonay say pehlay clear ker kay sona hay. aur next day new umeed aur josh say trading kerni hay. asy trader apnay emotion aur greed ko control main ker chukay hotay hain. aur aik achay plan aur behtreen asoolon per trading ker rahy hotay hain.
      • #2913 Collapse

        is main acha trader banany k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is main night main bi achi trade kar sakty hain so hamain is k bary main hard work kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur market main earn kar k hi hum sucess hon gay
        • #2914 Collapse

          Dear Day trading forex trading ka hisa he.Ap ki routine honi chahaey ap sirf day trading kren.Kyun ke bnde ko rat 9 se pehle pehle trading se nikal jana chahey.Rat 9 bje ke bad market slow ho jati he.Is liye ap sirf day trading kya kren.
          • #2915 Collapse

            Dear member day and night trading mai koi farq nai hai. Forex trading 24 hr trading hai. Isliye day ho ya night koi farq nai parhta.
            • #2916 Collapse

              forex man day trading man trader din k waqt trade open kerta ha. forex man mainly 3 session hoty han 2 session day time man nikal jaty han or 3rd session usa session ha ju sham 6 bjy k baad start hota ha.
              • #2917 Collapse

                forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain yai aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                • #2918 Collapse

                  bhai ye boaht sawal hota he k kis din trading karni chahiye or mere hisab se koi has din trading k liye nahi hota albata agar kisi k knowledge me he k koi has din trading k liye hota he to wo zaroor share kare k wo kon sa din hota he or agar kisi ko ye weham he to wo trading me bohat loss ka samna hasil karne par majboor he ku k jub mind hi clear nai to trading kese ho ghi.
                  • #2919 Collapse

                    forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ttrading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty yai kabe be band na hony wala business hain
                    • #2920 Collapse

                      forex mai hum day mai trading karty hain or hamy is ka bonus milta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai aik international business hain hum isy ape life time career be bana sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai ke ja rahe hain yai kabe be band na hony wala business hain
                      • #2921 Collapse

                        Re: day trading ?

                        dear friends forex aik online business hain hum is mai din ya raat mai kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        • #2922 Collapse

                          Re: day trading ?

                          is forex main planing kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur is main koi bi issue nahi is forx main kam kar k apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur hamain is forex main trend ko use karein gay ta k achy say trade karny main bi koi problem na ho saky gi it is best job
                          • #2923 Collapse

                            Re: day trading ?

                            jee han aap din our rat ko bi trading kar saktay ha markat toh din our rat dono time opn rahti ha aap kisi bi time kam kar saktay ha week ma 5 din kam kar saktay ha 2 din saturday our sunday ko free hatay ha hum din our rat ko dono time trading kar saktay ha is markat ma 2 din of hotey ha
                            • #2924 Collapse

                              Re: day trading ?

                              G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka trading ka liya koi time mukarar nahi hota ap kisi b time kar sakty hai day ho ya night ap kisi b time Isko easily kar sakty hai iska liya experience or knowledge ka hona boht zarori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2925 Collapse

                                Re: day trading ?

                                forex trading buznees maain buhat hi zyda logh hyn jo is buznees maain yahun paar dy maain hi trading karte hyn kuch logh hyn jo yahun paar day maain trdaing nahin karte hyn is lie yahun paar aap ka hi maind hoo ga aap is maain kab trdaing karna chate hyn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X