day trading ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2821 Collapse

    dear trading ka 5 days hota han or un five days ma 24 hours trading kr sakta han saturday and sunday ko trading close hoti ha is liya weak ma 5 days trading hoti ha or best time 7 pa sa 11 pa tak hota ha trading ka liya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2822 Collapse

      hum is main day main bi trade kar saky gay aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur earning ho saky gi ta k loss kam ho saky
      • #2823 Collapse

        market main plane kar k hi hum sucess hon gay aur market main hum boht hi acha earn karein gay aur hum day main bi trade kar saky gay aur night main bi trade kar k hi hum run karein gay aur market main proft hasil kar k hi hum achi trade karein gay
        • #2824 Collapse

          forex trading main agar hum day time kam karty hay to esko hum day trading kehty hay aur humay chahiey keh es business main theak say focus karen kyun keh sahi say focus kar kay he hum esmain achi earning kar sakty hay ye sab say best online business hay
          • #2825 Collapse

            forex trading aik boht acha buseinss hay hum is main trade karty hain lain dain karna hota hay kun kay market main boht say log kam karty hain is main pairs ki study ki jati hay jis say humain profit hasil hota hay magr is main agr success hasil karni hay to expericene say kam karna ho ga ta kay trade karna best ho sakay loss km ho
            • #2826 Collapse

              mery khiyal mn day trading ho ya nite trading dono k liye admi k pass experience hina chaye tab ja kr apko profit mil sakta hy .agar humary pass knowledge ki kami hy tu day ya night treding krny sy humen ziyada faraq nhe parrta. han ye ho sakta hy day treding mn mn custmer ka rush ziyada ho night mn kam ho
              • #2827 Collapse

                Trading din ki ho ya rat ki is se koi farq nai parta Yeh har insan ki apni will aur wish par depend karta hai ke wo kis time free hai aur kis waqat forex ko5time de skta hai agr dekha Jay tu day trading zaida bhtr hai koun rat ko aram ka time hota hai insan taka hota hai
                • #2828 Collapse

                  Day trading wo Hoti Hai jis mein trader De trading Karte Hain a Forex trading so different nahi hoti hai Forex trading main agar aap Din Mein trading karna chahte hain toh aap Din Mein trading kar sakte hain aur agar aapne Raat Mein trading karni hai to aap Raat Mein trading kar sakte Jab Aapka Dil Karta Hai Aap uss Waqt kaam kar sakte hain
                  • #2829 Collapse

                    Trading day ki ho ya rat ki is se koi khas farq nai parta .yeh har trader ki masrofiat par depend karta hai ke us ke pas konsa waqat hai jis main wo baasani trading ke ley time nikal skta hai agr usay day main asani ho tu day is best .Wesay bhi night ko aram ka waqat hota hai aur insan fully tawajo se trade nai kar pata
                    • #2830 Collapse

                      asslam o alaikum dear forex trading business mein humein day trading ya intra-day trading sy murad hai k hum apni trades 24 hours mein close kar laity hien.
                      • #2831 Collapse

                        Aslam o alikoum daikhain 5 days too aap ful time trading kr sakty hain laken Saturday aur sunday kuch pair open hoty hain baqi close hoty hain aap jab marzi in five days main trading kr sakty hain close kr sakty hain
                         
                        • #2832 Collapse

                          g hun jnab maain aap ki baat se adree hun kah jop logh yahun paar is bunzewes maain day maain trdaign karet hyn to mera kahyal hy kah un ko yahun paar buhat hi achi ernig hasil hoti hy is lie hum logun ko day maain hi trdaign karni cahye
                          • #2833 Collapse

                            day trading aisi trading hoti hay jo keh day time main ki jati hay ye humari marzi hoti hay keh hum kis time trding karna chahty hay agar hum day time main trading karn chahey hay to esmain achy chances avail kar skaty hay ye aik bohat acha business hay es business main kisi bhi time kam kar sakty hay
                            ALWAYS BE HAPPY
                            • #2834 Collapse

                              Forex trading business mein day trading aik din ki trading ko kehty han day trading se murad hy k ap ne jo trade aik din mein open ki hy ap ko us trade ko us din hi close karna hota hy aur day trading ko ap short term trading bhi keh saktay han aur ye new trader k liye achi trading hoti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2835 Collapse

                                forex market to week ke 5 din 24 hours open rehty hy is main ye koi zarory ni ke day ko trading ashy hoty hy ya rat ko ye to traders ki apny competancy hoty hy ke wo market ko samjh ker trade lagay aik expert and well trained trader ke liy ye bat koi matter ni ke trade din ko kerny chay ya rat ko
                                Signature removed by moderator

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X