news trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news trading
    wo kon si taqat hte ha jo price ko up za down lai jte ha
    kse bhe countryki currency ka daromadar aias mulaq ki economy rozgar or bank k intrest rate pr depend krta ha
    traqizafta mulko mai har month muktliaf ilan kai jate ha jo forex maeketko hila kr rakh dte ha or price ki movement mai bhot tazi ate ha
    news ki waja se markrt ki movement bhot zaaida hte ha jis se ap ko bhot zaida profit bhe ho skta jha or sath sath loss bhe ho skta h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news trading

    Assalam Walekum Mere Pyare doston new trading karte waqt Hamen is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ki Ham jaldbaji to Har kis na Karen isliye doston new trading karte waqt Hamara main bhi fresh Hona chahie Taki Ham Forex ke related Koi Bhi nuksan Na uthaen to doston isliye news reading Hamen Hamesha Vahi Karni chahie Jo Hamen Jyada fayda De two friends aap ki kya rai hai Jarur bataen
    • #3 Collapse

      Re: news trading

      hamy news kio watch karty howe market mai trading karne chae pher he hum earning gan kar saky gy hamy news ko kabe be ignore nahi karna chae hamy learning gain kar ky aik tiem tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai f ull tme be kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: news trading

        Forex trading mein kuchh aise member se jo hamesha news ke aane per trading karte hain aur apne analysis ko istemal karke bahut hi achcha munafa hasil kar sakte hain. agar aap news based trading karte hain, to ismein aapko bahut hi carefully aur attentively apni trading karna hoti hai. kyunki jab bhi market mein news aati hai, to aisi condition main aapko bahut careful hokar apni trading karna hoti hai. aur ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain. agar news ke time per market aapko favour nahin karti to aapki trading aapke liye bahut jyada nuksan kar sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: news trading

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men aj kal news market pe bahut ziyada effect karti hen aur jo log news ko follow kartay hen woh zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen lekin kabi kabi market news k opposite move kar jati aur bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir news k sath sath apnay knowledge aur experience pe depend karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: news trading

            trading ke news bhe bohut zyada importance hoty hein hamen forex mein ache trade laganay kay ley news ko achay say read karna chihay ham log ager forex say unlimited earning hasell karna chahtay hein to hamen apni mehnaat ko ache learning kay sath r achay experience kay sath jare rakhna hamen forex mein himaat say r mehnaat say kaam krna chihay ham log ager mehnaat say kaam karen gay or acha khasa time forex forum par invest kartay rehen gay to hamen bhut ache earning bhe hasell ho sakay ge
            • #7 Collapse

              Re: news trading

              Jio bhai Jana bilkul theek hai Rahe Hain aapke is bar samagri karta hun kya aapane kaise sawal Kiya jiya by Jahan mein chahe hamen news trading kolaj nahin dekhna chahie agar Ham ismein kamyab hona chahte Hain To Ham is mein mehnat karni hogi aur hamen news dekhni Ho Gai aur hamen market ki moment ko analyse karna hoga agar Ham market moment ko analyse karte Hain To Ham ismein kamyab ho sakte hain hamen chai ki hamen damoh kaun per practis karne chahie aur is mein achcha Na Lage hasil karna chahie agar hamara achcha knowledge hoga to Amit mein kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: news trading

                Aoa dear jasay ka ap ko malom hai ka yaha per jo log new han wo demo account use kry tab ap ka liya kam krna asan ho ga is tarha jab ap trade krty han to ap ko analysis kr ka tarde krni chya jab ap analysis kr ka kam start kro gy to ap ka liya kam krna asan ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: news trading

                  New ko hamasha follow kartay rahan chahiya aur hamay news ko dihan may rakha Kar hii Tarde karhay aur hamay achay tarikay say a ha experience ko increase karhay aur hamay apnay khownloge ko BHI bahatar Bana ho GA is liya Dil laga Kay Kam karhay mahnat may azmat hay aur hamay mahnat hasal kartay rahan chahiya yahi sab say best tarika hay tarding may
                  • #10 Collapse

                    Re: news trading

                    Assalamualaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein news ko follow Karen agar aap Forex main use ko follow Karenge tab bhi aap Kamyab Honge agar aap news ko follow Nahin Karenge to aap Kuchh Bhi Nahin Pa Sakte aur na hi Aage Ja sakta hai isliye Jitna Jyada uska kya apne kam ko important Devara kyon jaen
                    • #11 Collapse

                      Re: news trading

                      Assalamu Alaikum O Meri karta hun aap sab bhai khairiyat se Honge De bhaijaan aapane bilkul theek Sawal kiya hai ki news trading jo bhi trading ke bare mein news Aati Hai Hamen chahie kya Moscow read Karen aur ham usko follow Karen Jo news original aur real Ho usko Hamen follow karna chahie aur usse Hamen fayda uthana chahie Jo news hoti hai usse main bilkul follow nahin karna chahie Kyunki vah Hamen nuksan Deti Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: news trading

                        Assalamu alaikum dosto Forex trading mein News ko follow karna bhut zaroori hay . trading main news market ki movement ko Chang kat deti hain .hamin chahy ham jab trade lgain us se phly market ko analysis karin aur sath hi forex news ko bhi chek kar leain us ky bad trade lgani .ham jetna Soch samajhkar trading karin gy utna acha profit bhi hasil karin gy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: news trading

                          Assalam Walekum Mere Pyare doston new trading karte waqt Hamen is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ki Ham jaldbaji to Har kis na Karen isliye doston new buying and selling karte waqt Hamara major bhi clean Hona chahie Taki Ham forex ke associated Koi Bhi nuksan Na uthaen to doston isliye news studying Hamen Hamesha Vahi Karni chahie Jo Hamen Jyada fayda De two pals aap ki kya rai hai Jarur bataen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X