Assalam O Alaikum dear Forex Friends...
Trend line ek aisa tool hai jis sy aap market ka clear trend dekh sktay hain aur isko mazeed expend kar k dekh sktay hain k market kitni downward ya upward ja sakti hai. Trend line ko pro Traders hamesha apni trade ki confirmation k liye draw krtay hain. Trend line use krna bahut simple aur easy hai. Metatrader4 agar ap mobile per use krty hain to mobile ko landscape mode mein laen aur chart per touch karen. Apko right menu bar mein 2nd option aye ga usko click karen aur wahan sy trend line select kr len. Us k bad aap ny dekhna hai market ki direction kya hai. Agr down trend hai to 2 barhi bear candlestick k higher tops ko join kra den aur agr up trend hai to 2 bulls ki lower values join Karen. Apko clear ho jae ga k market ki next move kahan tk jae gi. Trend line ko practice krty rahen ye aap ko trading mein bahut help karegi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим