Dear forum ka yeh faida hota hai k woh log potential client yane jo waqai trading ko continue rakhna chahte hain ya already trader hain to unko or new clients yane beginners ko attract krne k liyeh diya jata hai. Unka is main nuksaan is liyeh nahi hota kyun k majority ya kehna chaiyeh 99.8% logon ko trading nahi ati or woh bonus milne k 1 2 hours main hi bonus finish krdete hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим