loss ki soorat men hamy kia karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki soorat men hamy kia karna chaye
    Aoa ..
    dear memebrs jesa ky ap janty hein kt kabi kabi hamy forex mn loss ho jata hai so agar hamu trading mn loss hojaye or ham achi earning nahi akr paty to us soorat e hal men hamy kia karna chayee or kis tareeky sy kam karnachaye taky hamy dobara loss na ho or hamy profit Mily or ham us loss ko poora kar skyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rimsha_Malik پيغام ديکھيے
    Aoa ..
    dear memebrs jesa ky ap janty hein kt kabi kabi hamy forex mn loss ho jata hai so agar hamu trading mn loss hojaye or ham achi earning nahi akr paty to us soorat e hal men hamy kia karna chayee or kis tareeky sy kam karnachaye taky hamy dobara loss na ho or hamy profit Mily or ham us loss ko poora kar skyn
    doston loss ki Surat mein hamen Sabar karna chahie aur Sabar ka daman thamna chahie
    • #3 Collapse

      Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

      hamy loss ky bad saber kaarna chae pher he hum paisa kama skay gy hum is mai part time be kam akr sakaty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be jam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain toharma loss hain humj is mjai apny boss kud ap eh hoty hain yai aik world wide busienss hain
      • #4 Collapse

        Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

        walekum assalam Forex trading me agar humko nuksan Ho jata hai to aisi situation mein humko bahut jyada koshish karni chahie, ki isko kisi tarah recover karne cheye, kyunki jab Ham ko nuksan hota hai to aisi situation mein hamare liye bahut jyada problem ban jata hai. lekin agar Ham nuksan ko recover karna learn kar lete hain to yah hamare liye bahut achcha hota hai, aur yah ek acche trader ki nishani hoti hai agar koi credit nuksan ko recover karna jaanta hai to uske liye bahut hi achcha ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

          dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha to agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa preshan nhi hona chayay balkay loss ki waja jo mistake ho usay door krna chayay aur dobara aisi ghalti kbi bhi repeat nhi krni chayay jis ki waja sa pehlay loss howa ho aur small lot k sath chhoti chhoti trades lga kr loss ko recover krna chayay
          • #6 Collapse

            Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

            Asalam O Alaikum dear forex members umeed krti hoon ap sub theek hon gay aj ka topic bohat acha share kiya hai a ny k agar hmain forex main loss ho jata hai to hmain kya krna chahiye to friends agar hmain loss ho jata hai to hmain ghabrana nai chahiye balky or mehnat mrni chahiye takay next time hmain nuqsan na ho ap bhi apna review share krain thank you friends
            • #7 Collapse

              Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

              Forex business mein profit bhi business ka hisaa hota hai aur agr forex mein loss hota hai tu hum ko is loss se himat nahin harni cahaiye aur loss kiok kise mistake se hota hai hum forex trading mein koi bhi mistake kartay han tu is se loss hota hai aur hum ko forex mein mehnat Karni cahaiye aur mehnat aur hardwork kar kay practice kar kay hum apni mistake ko theek karain gey tu is se loss se bach saktay han aur phr aik din kaamyaab ho saktay han
              • #8 Collapse

                Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

                Phly tu him ko forex trading mein soch smajh kr kam krna chaiy aur loss sy buchna chaiy aur agar hum ko loss ho bhi jay tu him ko preshan nhi hona chaiy aur apni mhenat ko Kari rkhna chaiy agar hum mhenat krty rhy gy tu him zaror kamyab ho saky gy aur is sy achi earning kr saky gy loss trading ka eik part hy agar him ko loss nhi ho ga tu him is ko recover krna nhi seekh saky gy aur hum liy preshani ho sakti hy
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

                  Forex Aik online trading hai aur trade Mein loss hota rahata hai so Hamen loss se ghabrana nahin chahie balke Hamen Apna work behtarin tarike se continue Rakhna chahie aur profit Ka vate Karna chahie Jab Hamari trade profit Mein Chali Jaaye tab Hamen close Karni chahie aur trade karte waqt Hamen SL aur TP jese behtarin tools ka bhi use karna chahie Agar Fir Bhi e loss Ho Jaaye aur Hamara account was Ho Jaaye Fir Bhi Hamen Nahin ghabrana chahie bol ke Hamen Apna total work restart karna chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

                    Assalamu alaikum dear member han ji aapane bilkul sahi kaha haihamen achcha kam karna chahie aur behtar tarike se kam karna chahie tha ki hamen kabhi bhi blouse naam Ho achcha kam karenge to make profit bhi achcha hoga to usse milost bhi nahin ho sakta
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

                      Therefore its members lost Ki Surat Mein Hamen cool mind Hona chahie emotional Nahin Hona chahie Hamen Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie learning Karni chahie aur apne mistakes ko avoid nahin karna chahie unko repeat hone karne se Bachana chahie aur zyada mehnat Karni chahie Taki Jin mistake se Hamen loss hua hai next time Hua mistake Dobara Na Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

                        Assalaam o alaikum mere bhai ka sawaal hay kay hamain loss ki surat main kiya karna chaheye to mere bhai agar hamain forex business main loss hota hay to tention mat lain oar apni mistakes say sabak lain oar forex forum pe ziyaada say ziyaada mehnat karain koshish karain apni ghaltiyu ko na repeat karain oar dil laga kar kaam karain
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

                          Ap ny bahot acha question kiya.. agar trading mein loss ho jaye to ghabrana nahin chahiye Bal k reasons talash karni chahiye k loss honay ki kiya reason hai aur phir uss say seekhna chahiye aur apnay loss ko recover karnay ki koshish karni chahiye laikin trading mein bahot zaruri hai k pehly forex mein Kam ko seekha aur samjha Jaye uss k bad trading start ki Jaye agar hamein acha knowledge ho ga to humein kabi trading mein loss nahi ho ga kamyab trader wohi hai Jo Kam say pehly planning karay iss tarha loss say bacha ja sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

                            Forex trading Mein kam karte hue Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur apne kam ko acche tarike se karne ki koshish Karni chahie tha ki Hamen dubara loss ka Samna Na Karna Pade Hamen Apne loss ko acche tarike se recover karna chahie Hamen Apne account ko bhi manage karna chahie Hamen is business Mein Hamesha acchi tarike se kam karne ki koshish Karni chahie Los Ki Surat Mein Hamen kabhi bhi confused Nahin Hona chahie Bal ke Hamen Apne kam ko Hamesha confidence ke sath karna chahie aur ismein Jyada Se Jyada hardworking Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ki soorat men hamy kia karna chaye

                              hamain fourm main trader ban sakty hain so hamain fourm main trader ban skaty hain so hamain fourm main trader ban saty hain so hamain sucess hon gay ta k earn karein gay s ohamain sucess hon gay ta k earn karein gay so hamainf oruum main tradr ban sakty hain so hamain sucss hon gay tak earn karien gay s ohamain sucess hon gay ta k earn karein gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X