Log forex par nakam kyun hoty hain ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

    fore mai hum kam kar ky passia kama sakty hain hm is mai r aat mai be kaam kar sakty hain hum is mai d in mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik amm business jasa nahi hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

      forex main success k liay zururi chez experience and knowledge hai agar ap k pas ye dono chezain nahi hai to ap forex trading ki field main survive nahi kr saktay apko forex trading main entry lainay se pehlay experience and knowledge dono ko up to date krna hoga.
      Pakistan forex forum forex trading learn krnay ka shandar source hai ap is forum pr na sirf forex k related information collect kr k apnay experience main izafa krtay hain balkay reply main ki gai posts se bonus bhi earn krtay hain.is k ilawa hmain forex forum main
      posts ko study krna chahiay ta k forex k related apka knowledge zyada se zyada up to date ho.bina experience k hum life ki kisi bhi field main successful nahi ho saktay is k ilawa demo account prectice bhi nithae zururi hai.
      • #18 Collapse

        Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

        ji log for exposure is tarah na kam hote hain vah apni trade jaldbazi mein lagate Hain jiski wajah se hone wale nuksan hota hai aur vah na kam ho jaate Hain unhen chahie ke vah apni trade na lagaen Bal kaise kam Karen aur mehnat se kam Karen aur market ki movement ko check karke apni trade lagaen ki vah achcha bonus aur paraffit Hasil karke kamyab ho sake
        • #19 Collapse

          Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

          Assalamualaikum friends G han bilkul sai kaha aap n. Forex trading forum p kuch log nakaam hujaty hen . Icki bri wajohaat ye hen k ese log forex principles ko properly follow nai karty aur lalach m aa kr trading work krty hen . Jin logo k log knowledge and experience ki kami huti hai ese log hmesha loss m hi rehty hen . Ese log Jo forex ko ek fzol chez smjhty Hun ese log hmesha nakaam rehty hen
          • #20 Collapse

            Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

            Slam doston umeed ap h ap sb kbriat se hon gy or is forum pa bht kuch seekh rhy hon gy. Achi achi post kr k dosry members ko sekhny ka moqa dny k sath Bht acha trading bonus generate krny k liye hard work kr rhy hon gy. Dosto ma apko btata chlu forex pr nakami ke wja lake of knowledge..experience ke kmi or jldbazi h. Forex ma sbr se kam lna chye. Galat order lgany se loss ho jata h. Nakam hny ke ek wja market ko shi read na krna h. Market ko analyese kiye bgair jb hm order lgayen gy to loss he ho ga. Isi liye hmen chye knowledge ..market ko read kiye bgair order na len. In sb or amal kr k nakami se bcha ja skta h
            • #21 Collapse

              Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

              Pakistan form main Na kami ki sabse badi jaaiye hai kiiske rules ko follow nahin karte Jab Bhi kisi rules ki Bari aati hai to divide 600 kar dete Hain jiski vajah se unhen bahut bada loss ho jata hai vah jakar aap bhi kamyabi hasil karna chahte ho to aapko Pakistan forex form ke rules ko hamesha follow karna chahie uske rules to follow karta hai vah kabhi Bhi Na Kam nahin hota agar baat Karen trading ki to trading mein hamesha vahi loss ft hai jo jaldbaji karta hai aur bagair suchi sabji bagair market ko analyse kiye trade start kar dete Hain use bahut bada ho jata hai unbelievable loss bhi hota hai jaise ki account ko behosh ho jana
              • #22 Collapse

                Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

                Loss to har business ka hissa hota hai agar business men hum loss bear nahi kr sakty to humen business field sy door he rehna chahye. Forex men loss hone ki kuch basic reasons hoti hen jin ko control kr k hum losses ko avoid kr sakty hen, sab sy pehle to hamary pas achi trading strategy honi chahye. agar hamari trading men koi error hoga to us ka humen loss hoga or us loss ko future men avoid krne k liye best way k hum us error ho avoid karen or apni trading strategy men behtari layen is tarah sy hum losses koi avoid kr sakty hen. or aise krna he hamary future k liye b behtar rahy ga. losses men pareshan hona koi way nahi hai behtar hai k hum losses ko manage krne or khatam krne k bary men plan karen.
                • #23 Collapse

                  Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

                  Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy log forex may nakam is lea hoty hain kue k wo is may time ni dyty yawo apni mistake ko nazar undaz karty hai or wo experience k baghir is py trading karty hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

                    forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account banakar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam k arty hain to harma he loss hain hum gar baty baty is mai kam kar sakty hain hamy market ke movement ko samjty howe is mai kam karna ho ga then hum earn akr saky gy
                    • #25 Collapse

                      Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

                      A. O. A Dear member of the forex company dear forex makreet aik bahut he brra business hay jis main kaam kartay hwuay agar ham iski skills ko nai jantay hain to hamarya liye isay samjhna bahut ziada mushkil bhi hay aur usk sath sath hamko is main kaam kartay hwuay iski skills ko bhi smajhna bahut ziada zaruri hota hay jisk liye ham is main kaam kartya hwuay iski skills ko jitn akma jan skatay hain hamko is main utna he kam earn hona bhi mumkin ho sakta hay aur usk sath sath agar ham isko smajhtay nai hain aur usk sath sath ham is main kaam kartya hwuay isk baray main kch jantay nai hain to hamarya liye is main kaam kartya hwuay kuch bhi aassn nai ho sakta hay jisk liye yeh bhi lazmi hay kham is makreet amin kaam kartya hwuay is mian agar achi leanrinsay nai balk kisi k mashwray say is main kaam kartya hain aur phir bhi isk loses ka reason nai jantay hain to ham is makreet main kaam katrya hwuay isay kabhi smajh nai saktay hain aur isay kabhi jaan nai saktay hain k hamain is main lose say kasiay bachtay hwuay is main say achi eanring kaisay kanri hay to ham isi wajha say is main nakaam hota hain.
                      • #26 Collapse

                        Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

                        log forex main islie nakam hoty hain kyon ky wo forex main join karny sy pehly learning nahi karty hain jiss ki waja sy wo yeh samjhty hain ky ye business hai aur is main ham short cut sy ameer ho jayin gay mager asa karna na mumkin hai is main phele ap ko learning karni chahye phir hi ap ko is main kam karna chaye phir hi ap is business main earning kar sakty hain is lie forex business main ap ko ziada sy ziada demo main practice karni chahey phir ap ko is business main kam karna chahye.
                        • #27 Collapse

                          Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

                          foreign exchange Mein Na Kami Ki Sabse Badi bacha Hamari Soch aur lalach hai ki Ham sochte Hain Ki foreign exchange marketplace Mein Dinon Mein Ham Kai Guna earnings boom kar sakte hain lekin aisa hota Nahin Hai marketplace to hamesha donon course is Mein motion kar rahi Hoti Hai To Ham ek time consistent with ek hi course Mein change open karke maintain karte hain jismein Agar marketplace Hamari opentrade ke towards motion karna Shuru kar deti hai To Hamen loss Hona shuru ho jata hai Jab Ke Ham apni trading co secure Aur bhi nahin Karte Ham Apne opentrade mein bahut bada profit Hasil karna chahte hain Jo hamari na Kami Ki Sabse Badi vajah Hota Hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Log forex par nakam kyun hoty hain ???

                            Log Forex per isiliye na kam ho Jaate Hain Kyunki vah mehnat nahin karti forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy apny analysis zroor lagaya kren Agar ap kamyabi chahte hain to knowledge Hasil Karen aur profit kamaye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X