Forex mein trading kaisay karni chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein trading kaisay karni chahiye?
    Salam all members.. ap ki pata hona chahiye k kis waqt ap ny trade karni hai kis waqt ap nay rukna hai aur kon sa session kab chalta hai aur konsi country mein kab trade karni chahiye to us k liye hamein time ka pata hona chahiye k market kab open hoti hai aur kon si market chal rahi hoti hai aur konsi currencies trade ho rahi hoti Hain aur konsi currency pay us waqt kam karna theek ho ga..
    Agar ap ankhein band kar k trade karein gay..baghair knowledge k ap kabhi bhe kamyab nahi ho saktay agar ap ko pata nahe hai k konsi trade kab karni hai aur kab band karni hai aur konsi kab chorni hai is say pehlay k hum trade shuro Karen hamein knowledge aur time session ka pata hona bahot zaruri hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

    Assalam o Alaikum dear forex members forum pr trading k liye learning krna boht zrori hy dmo account se practice bhi krni chaiye jb market ki smjh a jy tu phr small lot size se trade lgani chahiye jis pr profit milta hy aur earning bhi achi ho jati hy shukriya.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

      Jab ham Forex showroom ko join kar lete hain to Yahan per hamare pass learning ka bahut Achcha Chand hota hai ki Ham senior traders ko Unki post read Karke Achcha knowledge gain kar lete hain aur uske bad Jab Ham forex market Mein bonus Hassan hone per bonus per trade continue Karte Hain To Hamen Agar profit Hasil Hona shuru ho jaaye to Uske bad Hamen investment Karke trade continue Karni chahie Darmiyaan Mein Hamen demo account ko use karte hue market Mein trading ka Achcha experience bhi Hasil kar lena chahie Taka Jab Ham real investment per trade kar rahe ho To Hamen trading Mein pareshani Na Ho aur ham acchi trade karte hue Achcha profit bhi Haasil Karte Rahen
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

        Slam to all first ap ko forex trading sekhni chaiy market ko smjhna chaiy at acha khasa experience ar knowldge gainn krny k bad trading krni chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

          G han ap ny bilkul thik kaha hai k hmy ankhain bnd krn k trading nahi krni chahye blky sb s y pehkly market nalysis sekhna chahye r far us k bd demo account pr pratice krni chahye
          Jb hmy trade krna ajaye us k bd he hmy trade krni chchye
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

            Forex trading karna Mushkil hota hai iske liye aapko Forex ka basic knowledge Hona chahie aapko market ka analysis krny ka Tarika Aana chahie aur aap ko demo per iski practice honi chahie tab jakar aap Forex per kam kar sakte hain aur profitable trade Laga kar apni earning kar sakte hain Agar aapko knowledge Nahin hoga to apko loss ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

              fourm main bi trader ban sakty hain so hamain fourm main bi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi tradr ban skaty hain aur hamain four main i trader ban sakty hain so hamain forum mainbi knowldge hasil kar sakty hain so hamain fourm mainbi tradr ban skaty hain so hamain forum main bi tradr hon gay ta sucesful tradr ban sakty hain sucess hon gay
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

                Assalam o aliaikum dear forex members umeed karta hun kay ap sab kheriyat say hungay ji han ap nay bilkul theek kaha hai kay agar ap forex forum par agar ap trading kay na chahtay hain to apko chahiye kay pehlay ap demo account par account create karein ta kay ap jan sake kay trading hai kia cheez tabhi ap yan se acha experience hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

                  Assalam walekum Forex me ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Forex per Kaise trading ki Jaaye Agar Ham 4 Express Jyada Se Jyada profit Hasil karna chahte hain To Hamen Soch Samajh Kar trading Karni Hogi acche tarike se trading Karni Hogi Jab Ham Forex per Soch Samajh Kar mehnat se trading Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte h or profit Ashi kar sakte hain training Kaise ki Jaati Hai trading sabse pahle Ham Metro Forex trading app download Karenge Uske bad Ham Apna account login Karenge Uske bad Ham use per trade lagakar Achcha Se Achcha profit Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehwish-Malik پيغام ديکھيے
                    Salam all members.. ap ki pata hona chahiye k kis waqt ap ny trade karni hai kis waqt ap nay rukna hai aur kon sa session kab chalta hai aur konsi country mein kab trade karni chahiye to us k liye hamein time ka pata hona chahiye k market kab open hoti hai aur kon si market chal rahi hoti hai aur konsi currencies trade ho rahi hoti Hain aur konsi currency pay us waqt kam karna theek ho ga..
                    Agar ap ankhein band kar k trade karein gay..baghair knowledge k ap kabhi bhe kamyab nahi ho saktay agar ap ko pata nahe hai k konsi trade kab karni hai aur kab band karni hai aur konsi kab chorni hai is say pehlay k hum trade shuro Karen hamein knowledge aur time session ka pata hona bahot zaruri hai.

                    assalamu alaikum
                    ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aapane bahut achcha question Kiya hai forex mein trading kaisi karni chahie mere khyal mein first of all aapko acchi posting karni chahie FIR aapko training ke bare mein knowledge learn karna chahie jab aapko knowledge Ho jaaye trading ka to fir aapko apni trading start karne chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein trading kaisay karni chahiye?

                      Dear member trading main AP ki acchi planning AP ko kamyab banati Hy AP ko chahay indicators ka istamal krain take AP ko market ki next movement ki samjh a saky AP ko chahay k Dil Sy Kam krain take AP ko kamyabi mil saky
                      🌼 Never Give Up 🌼

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X