What is floating exchange rate position in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is floating exchange rate position in forex?
    AOA.dear forex members trading k liye market rules aur terms janna boht zrori hy apny seniors se ye janna chahta hn what is floating exchange rate position in forex?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is floating exchange rate position in forex?

    Jab Ham different currencies ko exchange karna chahte hain to Unka rates kabhi bhi fix Nahin Hota Kyunki market mein jo variation chal rahi Hoti Hai Uske mutabik ki prices Mein changing Aati rahti hai aur jo forex market Mein price change hoty Hai Vahi market ka floating price variation hoti hai aur is floating rate ko Ham Kisi Surat bhi control nahin kar sakte Jab Ke market Mein iski variation chal rahi hoti hai lekin Jab weekends per market close Hoti Hai To Aise time per is floating ko Ham easily Maya kar sakte hain ki market ki Jis position Mein closing ho chuki Hoti Hai Usi Jagah per Ham exchange rate ko use kar sakte hain Jab Ke market jabran kar rahi ho to use time Ham floating rate ke sath hi market Mein Apni trade continue Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: What is floating exchange rate position in forex?

      Assalamu Alaikum Forex trading ke dauran market mein prices same Nahin rahti aur change hoti rahti Hain chai vah currencies ki ho ya commodities ko commodities ki Aise ham floating exchange rate Kahate Hain Kyunki ismein prices change hoti rahti hai Forex exchange Mein at the same time demand and supply Ki base Ke Upar currencies aur commodities ki price determine ho rahi hoti hain Kaise Ham floating exchange rate Kahate Hain Yoni Ek currency Agar dusri currency Kiya Gaya buy ya sell ki Jaaye to kis rate ke upar ki Jayegi gi
      • #4 Collapse

        Re: What is floating exchange rate position in forex?

        forex ki market mein jab hum kaam kerty hain tou is mein prices kabhi bhi same nahi rehtin prices k rates high ya low hoty he rehty hain is ko hum floating exchange rate kehty hain ye prices ki up aur down currency pair ein bhi ho sakti hai aur commodities mein bhi ho sakti hai humen market mein products ki prices ko samjh ker he is mein kaam kerna chahiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is floating exchange rate position in forex?

          hamain forum main bi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi trader ban sakty hain so hamain posts krulse ko follow kar ksaty hain so hamain forum main bi anlayse kar sakty hain so hamain fourm main bi mind ko fesh kar skaty hain so hamain forum main bi mind ko fresh kar skaty hain so hamain fourm main bi trader hon gay ta k sucses hon gay

          اب آن لائن

          Working...
          X